hamen ek time main sirf ek hi trade ko open karna chahie kyunki agar aam ek time mein ek Hi trade ko open karenge to hamare liye kam karna bahut hi aasan ho jaega hamen koshish karni chahie ki hamen ek hi time mein ek Hi trade ko open karna chahie tab hamare liye trading karna aasan ho jayegi aur agar Ham ek time mein bahut seatrade ko open karne ayenge to trade karna hamare liye aasan nahin hoga aur ham nuksan utha ayenge isliye hamen kabhi aisa nahin karna chahie aur ek mein sirf ek hi trade ko open karna chahie tab Ham aasani ke sath apni trade ko manage kar sakenge
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим