Stop loss ke bagair trade karna apne liye nuksan deh hota hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss ke bagair trade karna apne liye nuksan deh hota hai.
    forex market mein jo traders stop loss use nahin karte unko nuksan hota rahata hai isliye aapko chahie kya aap is market Mein Jo bhi trade open Karen uske sath stop-loss open Karen Taki aap bhi trade mein agar masan hota hai to thoda se nuksan ke bad aapki trade close ho jaaye is tarah aap apne account ko aasani se growth kar sakte hain aur jyada nuksan se bacha sakte hain Jo trader is market Mein mistakes karte rahte hain unko nuksan jyada hota rat hai aapko is market Mein discipline ke sath kam karna hoga tab is market Mein kamyab ho sakte hain agar aap kis market Mein lalach karte rahenge to kabhi bhi kam yad nahin ho sakte successful trader banne ke liye aapko discipline ki jarurat hai uske bad aap is market mein aasani se kamyab Ho jaate Hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss ke bagair trade karna apne liye nuksan deh hota hai.

    G bulkul apki baat bulkul thek hai k Forex trading me Stop loss ke bagair trade karna apne liye nuksan deh hota hai.Stop loss Forex trading me trading platform jese MT4 aur MT5 ka aik behtareen sahulat hai jo hamen zyada nuqsan se mehfoz rakhti hai. Stop loss jo bhi hum trade lagayen to us me is ka istemal lazmi karen ta ke terminology hamre analysis k opposite hone pe hamen zyada khasare se mehfoz rakhen. Stop loss hamen kam nuqsan deti hai account ka bulkul wash hone k muqabele me. Stop loss hamen hamare jazbat pe bhi control hone me madad deti hai. Baaz dafa hum tired mind k sath trade karte hen aur nuqsan me trade jane ki waja se hum bohut jazbati ho jate hen jo hargez hamare trading k leye acha nahi hota. To is se bachne k leye SL ka zaroor istemal karen.
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss ke bagair trade karna apne liye nuksan deh hota hai.

      Assalamu Alaikum they remember bilkul stop losses To Hamen use karna chahie Kyunki Ek Aisa loss hi Aisa tools hai jo Hamare account ko kam se kam ros mein jo hai trade ko close kar deta hai aur watch hone se Bacha Tha hai isliye Ham Shiv trading kar sakte hain aur ham Apne account ko bacha sakte hain Shukriya
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss ke bagair trade karna apne liye nuksan deh hota hai.

        Hamen trading karte hue Hamesha money management ke hisab Se Apna lot size use karna chahie Kyunki Jab Ham Pani management ke hisab Se Apna Laut sale use karte hain To Hamen ismein kabhi bhi nuksan nahin Hota aur agar mein force trading Mein Kamyab hona hai To Hamen chahie ki Ham stop loss aur take profit Jarur use Karen aur Hamesha money management ke hisab se apni trade open Karen aur best traders vahi hai jo market ko analyse Karke Apne trade open karta hai ki vah Jab Ham market panelize Karke trade open karte hain to vah trade Hamari jyadatar loss Mein Nahin jaati Agar loss main thodi der Chali Jaaye to bahut jald profit Mein a jaati hai isliye Hamen chahie ki Ham Hamesha market ko analyse Karen analyse per karne ke bad aap infield open Karen
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss ke bagair trade karna apne liye nuksan deh hota hai.

          Ji Ham ko apni Har trade per stop loss ka Jarur use karna chahie apni Har trade per Agar ham stop loss lagaenge To Ham apni trade ko safe Rakh sakte hain Ham Apne account ko safe ok sakte hain stop-loss se Ham big loss se bachate isliye Hamen stop loss kar Jarur use karna chahie aur Humko chahie take profit Kabhi use Karen Forex Mein Hamen Jyada Se Jyada knowledge or experience karna chahie Forex mein humko Jyada Se Jyada hardworking Karni chahie Jitna Jyada hardworking Karenge ham utna hi jyada kar sakte hain
          ALWAYS HOPE FOR GOOD TIME
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss ke bagair trade karna apne liye nuksan deh hota hai.

            Ji han ap bilkul theek keh rahy hai Rahe hai hamen Stop loos ke bagair trade nahin lagana chahie isase hamen nuksan bhi ho sakta hai isliye hamen Stop loos ke sath trade lagani chahie take hamen kisi ki bhi ki kisam ka nuksan na ho sake aur hamen nuksan se bachne ke liye aise karna chahie hamen stop-loss ke sath trade lagana chahie ok hamen ismein kamyabi mil sake aur kamyab hone ke liye hamen aisa hi karna chahie
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss ke bagair trade karna apne liye nuksan deh hota hai.

              اصل پيغام ارسال کردہ از: khurram078 پيغام ديکھيے
              forex market mein jo traders stop loss use nahin karte unko nuksan hota rahata hai isliye aapko chahie kya aap is market Mein Jo bhi trade open Karen uske sath stop-loss open Karen Taki aap bhi trade mein agar masan hota hai to thoda se nuksan ke bad aapki trade close ho jaaye is tarah aap apne account ko aasani se growth kar sakte hain aur jyada nuksan se bacha sakte hain Jo trader is market Mein mistakes karte rahte hain unko nuksan jyada hota rat hai aapko is market Mein discipline ke sath kam karna hoga tab is market Mein kamyab ho sakte hain agar aap kis market Mein lalach karte rahenge to kabhi bhi kam yad nahin ho sakte successful trader banne ke liye aapko discipline ki jarurat hai uske bad aap is market mein aasani se kamyab Ho jaate Hain.
              Ji han bilkul dear aapane Sahi baat ki hai Forex trading main aap Jab kam karte hain to aapko ismein stop-loss ke bagair kam karna hoga agar aap ismein bagair stop-loss ke kam Karte Hain To aapke liye nuksan ho sakta hai aapko ismein Achcha officer Las ho sakta hai isliye aapko chahie kya aap apni heart rate ke sath stop loss ka istemal Karen jisse aapki trade Se Ho Jaati Hai aur aap market mein se hokar kam karte hain aur aapka account wash hone se bus jata hai
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss ke bagair trade karna apne liye nuksan deh hota hai.

                Assalam o Alikum,


                Stop loss hmein loss sa buchta h hmein es ka use lazmi lam krna cheaye jo traders bagsr stop loss lagay hi trade krty hein unein zyada loss hota h
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Stop loss ke bagair trade karna apne liye nuksan deh hota hai.

                  G bulkul apki baat bulkul thek hai k forex trading me stop loss ke bagair trade karna apne liye nuksan deh hota hai.prevent loss foreign exchange buying and selling me trading platform jese MT4 aur MT5 ka aik behtareen sahulat hai jo hamen zyada nuqsan se mehfoz rakhti hai. forestall loss jo bhi hum change lagayen to us me is ka istemal lazmi karen ta ke terminology hamre evaluation k opposite hone pe hamen zyada khasare se mehfoz rakhen. prevent loss hamen kam nuqsan deti hai account ka bulkul wash hone k muqabele me. forestall loss hamen hamare jazbat pe bhi manage hone me madad deti hai. Baaz dafa hum worn-out thoughts okay sath alternate karte chook aur nuqsan me exchange jane ki waja se hum bohut jazbati ho jate chook jo hargez hamare buying and selling okay leye acha nahi hota. To is se bachne k leye SL ka zaroor istemal karen.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X