profit ho ya loss trading hamesha confidence k sat karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: profit ho ya loss trading hamesha confidence k sat karen

    Dear friend Hamen chahie ki Hamen Agar profit ho ya lose Hamen hardworking ke sath work karna chahie Agar Hamen Koi Loss ho Jaaye To Hamen disappointed Nahin Hona chahie aur na hi Hamen Stress Ka Shikar Hona Agar Ham stress Ka Shikar Hote Hain To Hamen bahut do sakta hai isliye Hamen chahie ki Ham hardworking ke sath work aur Karen Hamen Hamesha trade great confidence ke sath mein gane chahie aur Hamen Positive Thinking rakhni chahie ki Hamen profit last Mein hoga To Hamen success Jarur milati hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: profit ho ya loss trading hamesha confidence k sat karen

      Ji han bilkul Hamen apne confidence se a kam karna chahie loss aur profit business ka hissa hote hain isliye Hamen donon ko apne confidence ke sath hi chalana chahie agar Hamen lost Ho jata Hai To Hamen apne learning Karni chahie aur apni mistake se learn karna chahie unko mind Mein rakhna chahie tha ke dobara wo mistake Ham na Karen tabhi Ham acchi Tarah Se kamyabi Hasil kar sakte hain
      • #18 Collapse

        Re: profit ho ya loss trading hamesha confidence k sat karen

        g han hmain apny kam me profit ho ya loss lakin hmain apni trading ko full confident sy krna chay qk hmara confident sy hmain apny business me faidy k chances zaida milty hain hmara trading me confidence hmary business me bonus k zaida hony sy zaida hotta hy es liay agr hum acha kaam krain gay hmain kaam me acha bonus millay ga jis ko hm apni trading me full confident st use kr sakty hain
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #19 Collapse

          Re: profit ho ya loss trading hamesha confidence k sat karen

          Forex main confidence and positive attitude say working bahut zaroori hay, achy market analysis and trading knowledge ka use tab he ho sakta hay jab hum loss say na gabhrayain or profit and loss donon ki possibility per believe karain, albata hum jitni ziada mehnat karain gay, loss kay chances utny he kam hon gay.

          اب آن لائن

          Working...
          X