mayoosi se loss hota hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mayoosi se loss hota hai.
    Dear aik bat to bary clear hai k jab ham kisi b field main mauoos hoty hai to ham ko loss he hota hai. per forex main mauoosi ki waja thori different hai, simply jab ham na aik order laga dai to us k bad ham wait kar rahy hai k hamara order kab exucte ho ga. per market main wo order capture ho gya hia or forex main yah bat b hai k jab tak hamara order end nahe ho jata us time tak ham sakoon se nahe baith sakty .to is doran ham muslal tension main rahty hai. or jab hamary tension barh jaty hai to hamary koshish hoty k bas ab thak gy hai or ab is order ko excute karin to us doran hamary trading ki thinking khatam ho jaty hai or jo b hota hai k ham order close kar daity hai. to is lai ham ko forex main mauuos nahe hona hota
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mayoosi se loss hota hai.

    g han dear ap nay sahi kaha fore trading mai ap ko loss tab hi ho ta hai jab ap mayoos hoty hai mayoosi ghuna hai mayoosi say koi kam bhi sahi nhi ho ta ku kay ap ko jab khud per yaqeen hi nhi hai ap tab tak profit or kamaybi hasil nhi kar sahk tay phly khud per bharoosa per kam shuru kary or acha bounce zaror milly ga
    • #3 Collapse

      Re: mayoosi se loss hota hai.

      Forex Mein kabhi mayus nahin hona chahie kyunki Forex international business hai aur jismein aapko kabhi profit hoga to kabhi loss hoga Forex Mein kabhi bhi tension nahin Lena chahie agar musalsal aap tension aur stress Men Reh karke kam Karenge to kabhi bhi forex Mein kamyabi Hasil nahin kar payenge Forex Mein kamyabi Hasil karne ke liye sabar ki bahut jyada jarurat padati hai aur kis sabar se kam karta hai aur order lagane se pahle market ke trend ko analysis karta hai aur proper tarike ke sath market ki movement ko bhi check karta Hai vahi trader Forex se achcha profit gain kar payega kyunki Forex Mein profit unlimited Hai bus jarurat hi focus ke sath kam karne ki aur proper focus ke sath kam karke hi kamyabi Hasil ki ja sakti hai
      • #4 Collapse

        Re: mayoosi se loss hota hai.

        hamy mayoose nah hona chahey hamy forex ko achy sy samaj kar si ky rules ko follow kr ky is man mehant sy kam krna chahey pher hi ham kmayab ho skry hin or cha bonsu hsil kr sakty hain agr hm is ma greedy ban kr kam kry gy to hmy loss ho skta han or hamara account be wsh ho skta hain is main makrer ka ya hamry broekrs ka ki be qsoo rnahi hota hain yai ik am job ki nsib tboht h ac busibess han
        • #5 Collapse

          Re: mayoosi se loss hota hai.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: riaztrader102 پيغام ديکھيے
          Dear aik bat to bary clear hai k jab ham kisi b field main mauoos hoty hai to ham ko loss he hota hai. per forex main mauoosi ki waja thori different hai, simply jab ham na aik order laga dai to us k bad ham wait kar rahy hai k hamara order kab exucte ho ga. per market main wo order capture ho gya hia or forex main yah bat b hai k jab tak hamara order end nahe ho jata us time tak ham sakoon se nahe baith sakty .to is doran ham muslal tension main rahty hai. or jab hamary tension barh jaty hai to hamary koshish hoty k bas ab thak gy hai or ab is order ko excute karin to us doran hamary trading ki thinking khatam ho jaty hai or jo b hota hai k ham order close kar daity hai. to is lai ham ko forex main mauuos nahe hona hota
          Trading karte waqt Hamen kabhi bhi mayus Nahin Hona chahie Agar aapko kam karte hue Kabhi last Ho Jaaye to use per emotional Nahin Hona chahie Kyunki business karte hue profit ya loss hota hai hai Hamesha Apne kaam par focus Karte Raha Karen aur Jyada Se Jyada mehnat Kiya Karen Agar aapko Kabhi Kam karte hue loss Ho Jaaye to use per Pareshan hone ki vajah apni mistake per focus Karen aur apni mistake ko kam se kam Kiya Karen Hamesha apni vyaktiyon se Sabak Hasil Kiya Karen aur net Jab Bhi aap reading karen to use per Jyada Se Jyada mehnat Kiya Karen Jab aap trading karte hue Apne a skills aur experience to improve karte hue kam Karenge to aapko Jyada Se Jyada achievement mil sakti hai aur updating tarike se Paisa Kama sakte hain aur apni trading ko successful banaa sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: mayoosi se loss hota hai.

            G han mayoos ho jany se mazeed be hamy loss ho sakta hay, market some time esi halat me hoti hay key agar buy order place kia jaye to loss hota hay aur koch time key bad agar sell order be place kia jaye per be loss hota hay es waja se traders mayoos ho sakty hey aur musalsal hi agar loss par loss ho raha ho per be traders ki mayoosi yakeeni ho sakti hay magar good traders ko kabi be mayoosi ka samna us ki achi learning ki waja se nahi hota.
            • #7 Collapse

              Re: mayoosi se loss hota hai.

              Agar Hamen nuksan Ho Jaaye To Hamen Sabar karna chahie Hamen mayus Nahin Hona chahie Hamen Forex mein mehnat se aur Lagane se kam karna chahie Forex mein agar Ham acchi learning Hasil Karke informative kam Karte Hain To Hamen Achcha banaa Sath hota hai aur ek se ek online aur kabhi khatm na hone wala business hai
              • #8 Collapse

                Re: mayoosi se loss hota hai.

                jee han tu dostooo hmain mayous ni hunaa cahaye business main nfaa nuqsan hutaa rehtaa hy Agar aapko kam karte hue Kabhi last Ho Jaaye to use per emotional Nahin Hona chahie Kyunki business karte hue profit ya loss hota hai hai Hamesha Apne kaam par focus Karte Raha Karen aur Jyada Se zyada mehnat Kiya Karen Agar aapko Kabhi Kam karte hue loss Ho Jaaye to use per Pareshan hone ki vajah apni mistake per focus Karen aur apni mistake ko kam se kam Kiya Karen
                • #9 Collapse

                  Re: mayoosi se loss hota hai.

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: riaztrader102 پيغام ديکھيے
                  Dear aik bat to bary clear hai k jab ham kisi b field main mauoos hoty hai to ham ko loss he hota hai. per forex main mauoosi ki waja thori different hai, simply jab ham na aik order laga dai to us k bad ham wait kar rahy hai k hamara order kab exucte ho ga. per market main wo order capture ho gya hia or forex main yah bat b hai k jab tak hamara order end nahe ho jata us time tak ham sakoon se nahe baith sakty .to is doran ham muslal tension main rahty hai. or jab hamary tension barh jaty hai to hamary koshish hoty k bas ab thak gy hai or ab is order ko excute karin to us doran hamary trading ki thinking khatam ho jaty hai or jo b hota hai k ham order close kar daity hai. to is lai ham ko forex main mauuos nahe hona hota
                  bahut se members aise bhi hai Jo trade ko open karne se pahle mentally taur per loss ke liye taiyar rahte hain aise members ko mere khayal mein bahut Kamar daba fayda Hans hota hai agar humne ismein kam karna hai to apne samne kamyabi ko rakh kar kam karna chahie kyunki Agar Ham start se Hi discourage honge to kabhi bhi hamen fayda Hans nahin hoga vah isliye ki aap se ne dabav ka shikar hote hain aur aap mantri taur per loss ko accept kar chuke hote Hain yah Ek loser ki nishani hoti hai aur looser ko kabhi bhi ismein fayda se nahin hota hamen ismein jo bhi trade open karna ho hamen chahie ki ham mintly taur per is chij ko sahan Mera ke ke hamen ismein profit hi Hasil hoga aur ham ishwar se kam karenge to hamen profit hi hoga aur Agar hamari soch negative hogi to hamen kabhi profit nahin hoga.
                  • #10 Collapse

                    Re: mayoosi se loss hota hai.

                    Ji bilkul forex me trading krty hvy bahut Se nuksan bhi hote Hain aur bahut se fayde bhi hote Hain aksar hamen bahut bade bade nuksan ho jaate Hain jise Ham Dil chhod baithe Hain aur ham myusi iki taraf chale jaate Hain aur ham sochte Hain Ki Ab Ham kabhi bhi kamyab nahin Ho sakenge jab Ke mayusi 1 kuffar hai kisihumy bhi halat mein mayus nahin hona chahie bil ke positive rahana chahie kyunki jitna Ham positive honge utna hi Ham apne kam ko acche tarike se sar anjam de sakenge
                    • #11 Collapse

                      Re: mayoosi se loss hota hai.

                      pak forex mn kam kernay walay jitnay bhe member hotay hn unko yeh kerna chahea k woh is kam ko dilchaspi k sath krn ager woh aisa krn gay to unkalea faida ho ga ager ni krn gay to woh loss mn ja saktay hn ur yeh ak myouse kun situation hae ur aisa hamn ni kerna chahea
                      • #12 Collapse

                        Re: mayoosi se loss hota hai.

                        Assalam walekum ...
                        mayusi kis baat ki aap mayus Na Ho apni mehnat Jari rakhen aur apne bonus ko increase Karen Forex hai na Forex bahut Achcha business hai jismein aap apna bonus increase kar sakte hain ya Hamari bahut acchi bhesh Bana Deta Hai Forex form kahan mein bahut jyada fayda Hota Hai Jab Ham Apna experience Ek dusre ke sath share Karenge To Hamen isase bahut sara knowledge Milega aur lost se Ham bus sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: mayoosi se loss hota hai.

                          forex mein profit earn krna bahut himat ki baat hai is mein bahut ziyada loss ho jata hai isliye ap ko kafi mehnt krni ho gi aur agr loss ho jai to mayoos nahi hona hai q k loss sb ko hota hai bs loss ko km krein aur profit ko ziyada earn krne ki try krein ye aik real business hai is ko bahut se loog din raat kr rahy haain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: mayoosi se loss hota hai.

                            Mayoosi har nakaam insan k peaich hoti hy is liy hamain mayoos nhi hona chahay bal k hamain kaam ko samjh kar kaam karny ki zarorat hy kaam main naumed nhi hona chahy

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X