In forex greed is a curse.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    In forex greed is a curse.
    Bilkul Forex Mein lalach karna bahut hi jyada nuksan De hai agar Ham lalach karte hain Soch Samajh Ke Apna Kam Nahin Karti apni working skills ko best Nahin banate apni learning aur apni earning ko balance nahin rakhte aur na hi jyada Se Jyada success Hasil karte hain aur acchi working Karte Hain To Ham kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte isliye Hamen chahie ki Ham Dil Laga Ke Apna Kam Karen Forex ke rules ko follow Karen Apne working ko best Banaya share knowledge experience ke sath apni trade open Karen Taki successful ho sake aur Achcha profit Hasil kar sake
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: In forex greed is a curse.

    Agar Ham market Mein lalchi Bankar kam Karte Hain To Hamen sirf aur sirf nuksan ho jaega Hamen nuksan ke bad saber karna chahie aur Hamen next time kam karte hue Apne andar ke lalch ko control Mein Rakhna chahie aur Hamen market ki movement ko samajhte Hue trading Karni chahiye then Ham kam Karke profit Hassan kar sakte hain forex market Mein lalach hMara sabse bada Dushman hai Hamen is ko control Mein Rakhna chahie
    • #3 Collapse

      Re: In forex greed is a curse.

      Trading me greed karna traders ki adaat banti ja rahi hay es adaat ko khatam karna hi hamary ley behtar hay agar ham es adaat ko khatam karny key ley koi koshish nahi karen gey to hamari ye greed ki adaat paki ho jaye gi aur future me be ham greed ki waja se market me koi achi performance nahi de saken gey, greed ko avoid be karna ho ga aur es ko hamesha key ley khatam kar key hi trading karna ho gi tab hi success hamy mil saky gi.
      • #4 Collapse

        Re: In forex greed is a curse.

        Ji bilkul theek Kaha Forex Mein Ham jitni jyada lalach k Sath kam Karenge Itna Itna Jyada nuksan kar Sakenge Forex Mein Hamen money management ke sath planning ke sath aur Forex trading main focus hokar kam karna chahie jitni Jyada Damoh practice Karke knowledge Hustle Karenge itni acchi profitable trade lagakar acche experience ke sath property increase kar Sakenge aur Kamyab trader Ban Sakenge.
        • #5 Collapse

          Re: In forex greed is a curse.

          Ji Hamen Forex per lalach nahin karna chahie because lalach karne se Kuchh Bhi Nahin Milta only mehanat Karya Ke Apna knowledge or experience increased because experience Jyada hone ki vajah se trading mein kamyabi milati hai aur Hamara profit level increase ho jata hai Hamare andar satisfaction level Paida hoti hai
          • #6 Collapse

            Re: In forex greed is a curse.

            Greed har trader k liy bad hay ess se bachna chaye forex trading ki knowledge or information hasul ker lete hen to os kay baad hame trading krna hti hai mgr hum with out practice kay trading kren ge to laziman loss kren gey demo account pr apni strategies or skills ko zroor test krna chahiye or demo account pr practice b utni hi amount say krni chahiye jitni trader ko real account mai available ho.
            • #7 Collapse

              Re: In forex greed is a curse.

              Yes my dear friends I agree with you in Forex greed is a curse ke Forex Mein lalach Buri Bala Hai jo bhi Forex Mein lalach karega vo Hamesha nuksan uthega isliye Kisi bhi kam mein lalach Nahin karne chahie Forex bahut Achcha business hai jo pure world mein famous ho chuka hai Hamen chahie ki Ham Dil lagakar Jyada Se Jyada mehnat Karke Iske bare mein Apne knowledge aur experience ko increase Karke kam Karenge to Jarur Kamyab Honge
              • #8 Collapse

                Re: In forex greed is a curse.

                Assalamu alaikum dear friends Forex mein jyada se jyada insan ko lalach mein nahin aana chahie insan ko chahie ke apne time ke mutabik apne kam ko Karen ya na sirf mein fayda banke Forex ko bhi bahut hi fayda hai insan ko chahie ki jyada se jyada Dil laga kar mehnat Karen
                 
                • #9 Collapse

                  Re: In forex greed is a curse.

                  han g ap theak kah rahy hai k forx main kia life ka koi b field ho greed is curse he hota hai. q k jab han short cut use karty hai to us time ham lalch karty ha or at the end yah hota hai k hamian loss ho jata hai. or forex to boaht he risky hai is main to ham kabi b lalch nahe kar skty . q ka agr ham na lalch kia different techhnique moeny mangement and risk managemt ko ignore kia to yah ho ga k ham ko bohat loss ho sakta ha. or yah bat ham janty hai k forex main loss atna shadeed hota hia k ap ka capital he end ho skata hai. to kabi b forex main loss se ham nahe laina ho ga . hamain just deeply forex per dhyan daina ho ga bejay is k ham ko aisa method ki koshish karin k ham jildy se forex se ameer ho jain to is se ham ko avoid karna ho ga
                  • #10 Collapse

                    Re: In forex greed is a curse.

                    In forex greed is curse lalch buri bala hai hai humy sich smjh k apni trade ka istmal.krma chahye os soch smjh k trading krni chahye isse hmara ye faida ho ga k hum aik achi tradeing vale hasil kr le gy or double benifit b hasil kr le gy humy lalch se avoid krna chajye or sbar se kam kena chahyeisse ap ap a bonus hasil ker le gy
                    • #11 Collapse

                      Re: In forex greed is a curse.

                      assalamu alaikum doston yah baat Sach hai ki ek acchi company hai aur ismein jitna jyada Ham hun garib se kam lenge to hamare liye usne nuksan kab hoga kyunki Gary dekho ek kisan ki hai aur itni jyada
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: In forex greed is a curse.

                        ji han bilkul dear forex members hamen forex business mein lalach nahin Karni chahie kyunki lalach buri Bala hai lalach ko Ham avoid karke hi kamyab ho sakte hain aur forex business ek bahut achcha aur ka main aap business hai jo Puri world mein famous hai ismein agar aap kamyab hona chahte Hain to aapko chahie ki mehnat Karen ya ek online business hai jismein aap mehnat karke acchi earning hasil kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: In forex greed is a curse.

                          FOREX ak asa business hy jiss mn aap jab kaam SANJIDGI' k saath karty han to aap kamyab ho sakty han iss mn aap ko chy k aap in adaton sy door rahin
                          _ forex mn aap ko chy k aap agar lalach sy doo rahin gy to kamyab hon gy
                          _ over trading sy aap loss mn ja sakty han ye bi ak lalach hy
                          _ aap ko chy k aap lalach achy kaam mn karin for example GOOD KNOWLEDGE
                          • #14 Collapse

                            Re: In forex greed is a curse.

                            Han bhai jaan aapki baat bilkul sahi hai aur Main is Baat Ko manta hun ke Hamen Lal Aaj kabhi bhi nahin Karni chahie Karenge To Ham nuksan Mein Hi Jaenge Agar Ham lalach Nahin Karenge to fayde hi fayde Mein jaenge agar koi Insan lalach Karta Hai To vah bahut nuksan Mein Jata Hai To fir vah bahut hi gussa ho jata hai FIR agar koi Insan Koi Insan lalach nahin karta to vah fayde Mein jata hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: In forex greed is a curse.

                              Assalamu Alaikum dear friend aap ki yeh Baat bilkul theek hai ki forest Mein ladies ka lalach Buri Bala Hai forest Mein hi nahin ki koi bhi kam jo aap Shuru karte hain agar aap usmein lalach Susti Karenge to aap uska main kabhi bhi Kamyab Nahin Ho Sakenge Har kam ko karne ke liye mehnat ki jarurat hoti hai na ke lalach ki

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X