Mehnat Kamayaabi Ki Kunji Hain...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Mehnat Kamayaabi Ki Kunji Hain...

    Assalam o Alaikum dear ap nay bilkul theak baat ki hay main ap ki uis baat say raazi hu kay agar ham pakistan forex main kamayabi hasil karna chaty hain to hamainis busniss main dil laga kar mehanat say kam karna ho ga jo insam dil laga kar mehanat say kam karta hay woh is busniss main kamybi hasil karta hay to hmain chaiye kay agar ham is main kamaybi chaty hain to hamain is main dil laga kar mehanat say kam karna ho ga tab hi hamin kamaybi hasil bho sakti hay aur ham ak expert treader ban sakty hain.
    $#@#i Khan
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Mehnat Kamayaabi Ki Kunji Hain...

      ji han bilkul Forex mein jo log mehnat karte hain kamyabi unka muqaddar Ban jaati Hai Jo log Forex mein quality wala work karte hain quality wali post karte hain kamyabi unka mukaddar Ban jaati Hai agar yah kaha jaaye ki mehnat kamyabi ki kunji Hai To ismein koi bhi galat baat nahin hai agar aap apni life mein kamyab hona chahte Hain To aapko proper mehnat Karni hogi aapko hard work karna hoga jab aap hard work karte Hain To kamyabi aap ka muqaddar Ban jaati Hai

      اب آن لائن

      Working...
      X