Itna risk lain jitna afford kr sakte hain.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Itna risk lain jitna afford kr sakte hain.

    Han gee dear member apki bat bilkul theek ha humy itnaa hi risk lana chahya jitnaa hum afford kar saky dwar humy apny bonus ki ratio ko dakh ka trade lgany chahya risk aur reward ration ko mind ma rakhty hoy trade lgay dear kabhi bhi heavy lot size na use kary kuy ka heavy lot size sa apko bht ziada loss ho sakta ha apka acount bhi wash ho sakta ha is ly dear jab bonus mily tab trade lgany ma jldii na kary soch smjh ka sath trade kary achi trade kary kam sa kam lot size use kar ka acha profit hasil kary aur kamyab ho jay..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Itna risk lain jitna afford kr sakte hain.

      First of all forex business ke andar risk bilkul bhi nahin Lena chahie agar hamara account bahut bada hai to fir Ham Forex mein risk Le sakte hain risk ka matlab kya hota hai ki agar hamen Forex mein benefit hoga to acche se achcha benefit hoga aur ISI tarah hamen foot risk lene se jyada se jyada loss bhi a sakta hai to ISI tarah hamare liye jaruri hota hai ki hamen sirf trading Karni chahie Forex main sirf work karna chahie jitna Ham Seva karenge utna hamara account be safe rahega to isliye jaruri hai ki hamen Forex business karte hue risk se jyada se jyada avoid karna chahie
      • #18 Collapse

        Re: Itna risk lain jitna afford kr sakte hain.

        Han g Bilkul aisa hi hy q k jo less investment Waly log hn wo otna trades open krain yA business krain jitna wo afford kr skty hain Mtlb Ye K hamesha business ko Apni limit K mutabik run krna chahye limit ko exceed Nhi krna chahye limit K andr reh K invest krni chaye us se bahir Nhi jana chahye for example Agr Apki trade glt direction main Chli jati hai to pori investment loss hony ka khatra hota hy to jo less investment Waly user hain unk lye Ye Pareshani Wali bat hy K wo Apni entire investment loss kr skty hain to risk lena Achi bat hy mgr otna risk lain jitna Ap afford kr skty hain account wash hony se bhi bachsna hy...
        • #19 Collapse

          Re: Itna risk lain jitna afford kr sakte hain.

          Assalamau LAiauam my dear g han hum is main mehnat jitne bhe zayada karte hain hum is amin utna he kamayb bhe ho he jate hain to bas hamen cahiye ke hum is amin mehnat ke sath ache tarah se kam karna hota hae to is waja se hamne bhe cahiye ke hum is main kabhe bhe himmat na haren balke hum is main hamesah he mehnat ke sath ache tarah se acha kam bhe karte raha karen take hum is amin success bhe gain kar sane or is main hum kamayb bhe ho he saken to is tarah se he to hum is main kamayb bhe ho jate hain or kuch na kuchhasil bhe kar kate hain agar hum is amin mehant karte hain to bas acha kam kiya karen is amin se
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Itna risk lain jitna afford kr sakte hain.

            Dear friend yeh baat aap nay bilkul theek kahi hay hamein hamesha business mein itna risk lena chahiey jitna risk ham afford kar saktay hain agar ham es say ziaada risk lein gay aur es mein hamein loss ho gia to es say bahut ziaada loss uthana paray ga esliey chadar dekh kar paon phelanay chahein takeh agar hamein loss bhi ho to itna ho keh ham usay bardasht kar sakein bahut saray log forex Trading mein nakami ka samna bhi kartay hain aur es ki main waja zarorat say ziaada risk hota hay esliey aap munasib had tak risk lein

            اب آن لائن

            Working...
            X