jo mehnat karta hae wohe age barhta hae
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: jo mehnat karta hae wohe age barhta hae

    Pakistan Forex forum ke dher members of Ki Baat bilkul theek hai aur aapane ek post Ki Hai jismein new members ko bahut Paida Hasil hoga Hamen chahie ke Ham Pakistan flexform ke Business mein rehte Hue hard-working Karen Jab Ham Kisi bhi Business mein hard work Karenge to uska Achcha impact Hasil Hoga jis mein Ham kam karte hue Achcha bonus Haasil kar sakte hain Jo Yahan per Har news role play kar sakte hard work is the first step in the rule of success kamyabi ki ki hai Ham Jitna Yahan per kam Karenge hardworking ke sath dost nahi Paida has Hoga Yahan per hardworking means Ham minut aur lagn knowledge increase Karke analysis Karke practice Jitna ho sake Karen demo account per trade lagaen ine Sab Mein minut aati hai agar Hamen Sab Chitron ko follow kar lenge To Ham yaqeenan Kamyab Ho jaenge aur Hamen Achcha bonus Bhi Milega aur Hamara kam bhi send level se outstanding level Tak pahunch jaega tabhi Ham Jyada Se Jyada kamyabi Hasil kar Sakenge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: jo mehnat karta hae wohe age barhta hae

      Absolutely right Dear Members Pakistan Forex forum pr jo log mehnaat ke sath work krte hain woh zror kaamyaab hote hain jo apna work ache se krte hain hain apne work par focus krte hain woh log zror kaamyaab hote hain mehnaat krne wala koi bhe insaan nakaam nahi hota har mehnaat krne wale ko oska phal Zror milta hai or jo log mehnaat krte hain wahi Aage bhrte Hain
      • #18 Collapse

        Re: jo mehnat karta hae wohe age barhta hae

        Ji han bilkul aap thik kah Rahe Hain Jo log mehnat karte hain wahi log acchi kamyabi Hasil karte hain isiliye Hamen ismein acchi kamyabi Hasil karne ke liye mehnat karna ho Ge take Ham ismein Achcha result Hasil kar sake Pak Forex Ek Aisa business hai jis mein Hamen hundred percent mehnat se hi acchi kamyabi Hasil kar sakte hain Agar Ham as Mein acchi Kam Nahin Karenge To Ham kabhi bhi Aage Nahin badh Sakenge Kyunki mehnat Sahi Aage badhaya Ja sakta hai bagair mehnat Ham kabhi bhi Aage Nahin Ja Sakte Ham Ek Jagah thair jaen aur kahe ke Ham apni Manzil par pahunch Jaenge to yah kabhi bhi Mumkin Nahin ho sakta na hi Kabhi Aisa hoga
        • #19 Collapse

          Re: jo mehnat karta hae wohe age barhta hae

          Dearforex member mehnt sub ka aliaya bohata hi zayada zarory hya aagar hummehnt kaaryn gy to mkamayb ho jayan gy oir agar hummehnt ni karayan gy to humaaray liaya kmaayb haoan bohata hi zayada mushkil ho jaya aga .forex aka bohata hia acaha or baoahaat hi zayada riusky bussiness hy is slisy humy socvh samaja akar proper triky sy hi is my kamakarty rahan chiaya aagara hum proper triky sys kamaakryn gy to kmaayba ho jayan gy or agar hum proper triky sy bkama ni karayn gy to huamaray liaya bohata hi zayada musghkil ho jaya aga .forex aka bohata hi acah or riusky bussiness hy is slisy humy is my acaha sy bi acaha akam akarny ke koshsi kaarny chaiay.
          • #20 Collapse

            Re: jo mehnat karta hae wohe age barhta hae

            Gee brother es pay to mein yeh kahon ga yeh universal truth hay agar ham nay agay barhna hay balkeh ham esay Yoon bhi keh saktay hain keh agay Siraf wohi barh sakta hay jo mehnat karta hay mehnat kay baghair kamyyabi ka sochein bhi nah. Forex Trading mein kamyyabi hasil karnay kay liey hamein hamesha himmat aur hosly say kaam lena chahiey aur mustaqil mazaji say mehnat karni chahiey jitni ziaada mehnat karein gay itna hi aap acha quality work kar sakein gay aur apni earning achi kar sakein gay aur es kay elawa mehnat say business pe aap ka confidence barhay ga esliey friends aap hamesha mehnat per yaqeen rakhein aap ko bahut benefit ho ga
            • #21 Collapse

              Re: jo mehnat karta hae wohe age barhta hae

              اصل پيغام ارسال کردہ از: sarfarazahmad پيغام ديکھيے
              Assalamau ALiakaum my dear forex main mehnat kar ke he to hum is main kamayb bhe ho sakte hain or hum is main aik ache trader bhe ba he jate hain to bas is waja se tamam members ko cahiye ke wo is main mehnat bhe karte raha kare jo log is main mehnat krte hain wo he to is main kamayb bhe ho he jate hain to is liye he to hamne bhe cahiye ke hum is main zayda se zayada mehnat ke sath acha kam kiya kaeen take hum yahan se kamayb bhe ho saken or hum yahan se kuch na kuch gain bhe kar saken lakin is ke liye karne mehnat hote har jo mehnat krta hae wo he to kamayb bhe ho jata hae is main or success bhe hasil kar jate hain bas is ke liye tamam logon ko is main sahe tarah se acha kam karna hota hae
              forex forum per minut se Hi kamyabi milati hai jitni zyada aap is forum per mehnat karoge aapko utani hi jyada inam Diya jaega. Aapki mehnat hi aap ki mehnat ka fal hai aap jitni zyada forex forum per mehnat karoge aap ko utani hi achcha reward milega ya reward Pune uski Surat mein hota hai jaise aap trading karke achcha profit kar sakte hain aur financially stable ho sakte hain.
              • #22 Collapse

                Re: jo mehnat karta hae wohe age barhta hae

                walikum salam forex ki duniya k dosto...umeed hain ap sub log khariyat say hun gay... Ji ap nay bilkul theak kaha hain k jo b mehnat kary ga forex mein agay b wohi bharay ga... koi b insan bina mehnat kiye agay nai bhar sakata hain so mehnat tou lazami hoti hain har kam ko karnay k liye chhaye aik choty say chota kam he kyun na hn mehnat karni chahye...
                • #23 Collapse

                  Re: jo mehnat karta hae wohe age barhta hae

                  G han bilkul jo mehnat krta h wo ee agy move krta h usi ko kamyabi milti h jo members mehnat nh krty hn wo kbi kamyab nh hoty hn kamaybi k liye mehant bht zruri h wo traqi krty hn unhi ko mnzil milti h acha kam krein takay apko kmaybai milay try try agina until you get succeed siwae mehnat k kamyabi ka or koi rasta ee nh h unhi wo ee log shuhrat ki bulandiyo p jaty hn jo mehnat krty hn bina mehnat k hm kbi apny mission m successful nh hoskty hn success ee sb kuch h or duniya m apna name bnaen apni pehchan bnae through your hardworking.,.,.
                  • #24 Collapse

                    Re: jo mehnat karta hae wohe age barhta hae

                    je han tu m apki bat sy krtii hun itfaq apny bikul theek bat ki hy k ment main he kamyabii hy agr ap forex k platform py kamyab huna cahty hn tu apko mehnat krnaa hugiii hard work hi apko kamyabi ki blundyion taak le jata hy kabhi bhi hard work krna bnd na Karen vrna ap ki income bhi bnd ho jae gi forex mn kamyabi k lye hardwork k elwa koi shortcut ap ko kamyabi ki raha per nahi le jaa skta mehnat kr k he ap kamyab hu skty hn...shukriyaaa
                    • #25 Collapse

                      Re: jo mehnat karta hae wohe age barhta hae

                      Assalamu Alaikum friends Jo Banda jitne mehnat Karta Hai vah Apna Hai Aage badhta Hai ISI Tarah Forex ke Business mein jo Banda jitne mehnat Karega vah utna hi Aage Banega Kyunki mehnat kamyabi Ki Kunji Hai isliye Hamen chahie ki Ham Har Hal Mein Forex mein jyada Se Jyada mehnat Karen takat Forex Hamen Aage tak le ja sake
                      • #26 Collapse

                        Re: jo mehnat karta hae wohe age barhta hae

                        Aslam o alikum bilkul thek ye bht bilkul sach hy jo insan jitni ziada krta hy us ko us ki mehnat ka phal bhi usy ziada milta hy aur jo insan kam mehnat krta hy usy us ki mehnat jitna hi phal milta hy mehnti insan hi agy barh skta hy aur wo apni har manzil kamyabi sy hasil kr skta hy usy koi msla nai hota apny work men agy barhny men keo ky usy ye pta hota hy ky wo ye kr ly ga aur is work men kamyab ho jaye ga aur is sy profit bhi easily kama skta hy us ko khud par 100% bharosa hota hy keo wo mehnat krta hy aur ek na ek din us makam tk ponch hi jata hy jahan wo jana chahta tha
                        • #27 Collapse

                          Re: jo mehnat karta hae wohe age barhta hae

                          Appine kisi be business mien ya kam mien kamyabi hasil krna kaliy humy is mien chahiya ka hum appine business mien ziyada sy ziyada mehnat ka sath work kry aur is business mien kamyabi hasil kry hum jitne ziyada mehnat ak sath work kry gy humy is business mien utna ziyada faida hasil hogy humy is mien chahiya ka hum mehnat ka sath work kry aur kamyabi hasil kry.
                          • #28 Collapse

                            Re: jo mehnat karta hae wohe age barhta hae

                            sahe kaha hae main ap se agree karta hn forex aik acha business hae is main jo acha kam karte hain wo he to is main kamayb bhe ho jate hain to bas is liye hamen bhe is main sahe tarah se hum is main kamayb bhe ho sakte hain to bas is waja se hamen bhe is main kamayb bhe ho gya ho saken to is waja se hamen bhe is main mehnat kar jate hain or kamayb bhe ho jate hain
                            • #29 Collapse

                              Re: jo mehnat karta hae wohe age barhta hae

                              mehnat bhe kar he liya karen take hum kuch hsil bhe kar he lete hain wo is main kamayb bhe ho jate hain to bas is liye hmen bhe cahiye ke hum sahe tarah se acha kam kiya karen take hum yahan se kamayb bhe ho saken or i maain hum uch hsil bhe kar saken lakin is ke liye hamne is main mehnat karte rehna cahiye take hum is main kamayb bhe ho saken to he kuch hum hsil kar jate hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: jo mehnat karta hae wohe age barhta hae

                                Ji han is Baat Mein Koi shak Nahin Ke Jo mehnat Karta Hai vah Aage badhta Hai mehnat Karne Wale Kabhi Bina Kam Nahin Hote aur Unki mehnat Kabhi Rahega Nahin jaati Hamen kabhi bhi mehnat Karke Din Chhota nahin karna chahie balke apni mehnat per aur apne Upar believe Rakhna chahie kabhi bhi mehnat karna Nahin chhodi chahie Chahe Hamen loss ho ya fayda Hamen Hamesha mehnat karte hi Rahana chahie Kyunki mehnat hi Hamen kamyabi ki taraf Lekar Jaati Hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X