loss ko recover karny mein jaldi na karen warna phir se loss hoga .
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss ko recover karny mein jaldi na karen warna phir se loss hoga .
    Asalam-o-alikum dear all members forex trading mein agar humein loss ho jaye to humein tension nahin lene chahiye balkeh humein chahiye keh hum loss ko sakoon ky saath recover karen aur kabhi bhi koi jaldi bazii mein loss recover nahin kar sakta hy , agar hum loss se ghabra gae aur loss ko recover karny mein jaldbazii ki to humein forex trading mein phir se loss gain hoga jis se humein nuqsan hoga aur hum phir zayada loss ho jaye ga , es liye kbhi bhi loss ko koi bhi trader jaldbazii mein recover nahin kar sakta hy es liye humein chahhiye keh humein jab trading mein loss ho jaye to hum apne loss ko pur sakoon ho kar recover karen aur ache trading karen tab he hum apne loss ko recover kar sakty hain thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss ko recover karny mein jaldi na karen warna phir se loss hoga .

    Ji loss ko recover karnay main jaldbazi say hamain mazeed loss ho sata hay is liye loss kay bad break lain or pehly proper planning karain, q keh loss to expert traders ko bhi apni trades main ho sakta hay, is liye loss kay bad next trade ka target set karain, or forex market kay analysis kar kay achy entry point ka wait karain jo apko acha or targeted profit day saky
    Last edited by ; 16-07-2020, 05:09 AM.
    • #3 Collapse

      Re: loss ko recover karny mein jaldi na karen warna phir se loss hoga .

      kabhi bhi apne loss ko recover karne mein jaldi mat Karen kyunki jab aap yahan per jaldi karte hain to aapko bahut jyada loss ho jata hai yahan per aapko kamyabi Hasil karni hai to aapko hamesha mehnat karni hogi kyunki jab aap yahan per mehnat karte ho to aapko bahut jyada fayda hota hai Ham sabko yahan per kam karne ke liye experience Hasil karna hoga trader yahan per apne experience ki vajah Se Hi kamyabi Hasil karta hai market mein successful hona hai to Dil laga kar kam Karen kyunki jab bhi Ham yahan per Dil laga kar kam karte Hain to Ham sabko bahut jyada knowledge milti hai aur yahan per successful hone ke liye mehnat ki bahut jarurat hoti hai jab bhi Ham yahan per mehnat karte hain tab Ham yahan per bahut jyada kamyabi Hasil kar lete hain ek successful trader kabhi bhi jaldi mein Koi Kam nahin karta
      • #4 Collapse

        Re: loss ko recover karny mein jaldi na karen warna phir se loss hoga .

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Minahilzarnain پيغام ديکھيے
        Asalam-o-alikum dear all members forex trading mein agar humein loss ho jaye to humein tension nahin lene chahiye balkeh humein chahiye keh hum loss ko sakoon ky saath recover karen aur kabhi bhi koi jaldi bazii mein loss recover nahin kar sakta hy , agar hum loss se ghabra gae aur loss ko recover karny mein jaldbazii ki to humein forex trading mein phir se loss gain hoga jis se humein nuqsan hoga aur hum phir zayada loss ho jaye ga , es liye kbhi bhi loss ko koi bhi trader jaldbazii mein recover nahin kar sakta hy es liye humein chahhiye keh humein jab trading mein loss ho jaye to hum apne loss ko pur sakoon ho kar recover karen aur ache trading karen tab he hum apne loss ko recover kar sakty hain thanks
        Yes dear aapane bilkul sahi kah ha forex for make bahut Achcha business hai ismein Hamen Soch Samajh Ke Sath trading Karni chahie lekin Jab Ham Bahar soche samjhe ismein trading Karte Hain To Hamen loss ho jata hai vah Hamen recover karna hota hai lekin Kuchh members loss korika baat karne mein jaldbaji se kahan per lete hain aur unko Ek Bar FIR nuksan ka Samna karna padta hai isliye Jab Bhi aapko loss ho to pahle aap apne aap ko control mein rakhen aur apne motion ko control Kare relax mind ke sath apni mistake soche kya aapane kahan per galti ki hai aur FIR Dobara se a Ek Nahin Himmat Aur nai jis din kaisa jawab kam Karenge Apne kaam par focus Karenge Apne galtiyan repeat Nahin Karenge to aap apne dost ko recover karne mein jald Kamyab Ho Jaenge kabhi bhi loss Kori cover karne mein jalva Ji Se Kamna enable ke Hamesha Sabar aur se kam Ne tabhi aap ismein kamyabi Hasil kar sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: loss ko recover karny mein jaldi na karen warna phir se loss hoga .

          ASSALAM O ALIAKAUM, exactly I agree with you hamen kabhi bhi loss ko recover karne mein jaldbazi se Kam nahin Karna chahie agaram fir se jald bazi karte Hain to hamen laws ho jaega hamen relax hokar Forex mein kam karna chahie kabhi bhi aisi trading nahin karne chahie Jo hamare account ko wash kar de agar apne account ko save rakhna chahte Hain to hamen hamesha currency price per trading karne chahie jaldbaji nahin karne chahie agr hun jaldbazi ke sath koi bhi kam karte hain vah kamyab nahin hota soch samajh Kar normal lot size ke sath trading karne chahie trading karte hue money management ko follow karna chahie p
          • #6 Collapse

            Re: loss ko recover karny mein jaldi na karen warna phir se loss hoga .

            Loss ko Recovery Mein Jaldi Apna Kya Karen Is Tarah aapko Khoob kamyabi Hogi aap Aisa Karenge to aapke liye kamyabi always Hamesha profitable Hogi Agar jaldi Karenge to kamyabi Bil Ko Nahin Milegi isliye koshish karen acche Waqt ki management se Karen aap Agar Achcha Waqt ki management se kam Karenge to aap ke liye Khoob kamyabi Hogi mehnat Karte Rahen Sarvesh kamyabi ko chalu Karen agar aisa Karenge to kamyabi aapko follow Karegi Hamesha Achcha tha Sar karne mein hoti hai Forex bahut Achcha business hai jo bhi Dil Laga kar kam Karega Always Kabhi Abhi per Jaega isliye Hamen chahie mostly good work Karen always aapko Achcha fatafat Milega koshish karen acchi management se kam Karen always kamyabi milegi Khoob trying to koshish karen Khoob kamyabi Hogi Nahin Karenge to kamyabi aapko Hamesha follow Nahin karegi
            • #7 Collapse

              Re: loss ko recover karny mein jaldi na karen warna phir se loss hoga .

              g han ap nay shi kha hai humaain loss ko recover kurnay main jald bazi say apna kam nhi kurn chahiyay aagr hum es main apnaa kaam jald baz main kuraay gay to success gain nhi kur pay gay es liyay humaain es main apna kaam ahistaa ahista kurna chahiyaay or es kaay sath sath humain es main jald bazi say apna kam nhi kurna chahiayay q keh jald bazi say humain kuch gain nhi hota hai
              • #8 Collapse

                Re: loss ko recover karny mein jaldi na karen warna phir se loss hoga .

                Ji bilkul aap ki baat theek hai last ko recover karne ke liye jaldbaazi na Karen isliye hamen chahie ki ham Jo las kar chuke hain usko learn Karen Jo mistake ham kar chuke hain ek bar usko again na Karen taki ham aur last Na kar sake isliye hamen chahie ki ham mistakes ko learn Karen aur mistake ko learn karne ke bad jaldbaji ke sath trade open na Karen agar ham trade open jaldbazi karte Hain to ham jaldbaji se analyse nahin kar paate aur lash kar jaate Hain jaldbaji Shaitan ka kam hai
                • #9 Collapse

                  Re: loss ko recover karny mein jaldi na karen warna phir se loss hoga .

                  G bilkul jab hamain loss ho jay tab hamain bilkul bhi dis hurt nh hona chahiya balkeh hamain chahiya keh ahm sabit qadam rahain aur hamesha apni phly wali mistakes ko control krain ta k phr st dobara loss na ho aur hamesha loss ko recover krna main bhi hamain sabar sy kaam lena hoga aur soch smjh. Kar fai
                  • #10 Collapse

                    Re: loss ko recover karny mein jaldi na karen warna phir se loss hoga .

                    Walekum Salam ji bhai aapane ek acchi baat Kiya Ki Hai Pakistan product's forum per online business karne ke liye Hamen Yahan per Kuchh target achieve Karne padte hain kuch daily basis per hote hain daily basis per uh yeah Hote Hain Ki Ham Mein trading aur posting post income yaar Patra Banakar Pade 54 portion karni padati hai Jab Ham posting kutta pura kar lete hain to per weekly ke hisab se Hamen bonus Diya jata hai Jis Ke bad Ham Usi se trading shrart Karte Hain Jab Ham without learning without experience without practice without knowledge ine Sab chijon Ke bagair ham trading karna start kar denge To Hamen uska loss aaega Agar Ham learning ke sath best knowledge ke sath 1 grooming ke sath rate Karte Hain To Hamen uska behtarin bonus milega Jisko Ham acche Andaaz se use kar sakte hain Hamen chahie ki Jab Ham trade lagaen aur na milane per yah Hamen use per kam bonus Milega ya Hamara account mein Lash bhi a jata hai jo Ham Bina Kisi Soch samajh ke kam karte hain Hamen chahie ke use Lash ko pahle recover Karen kisi ke Sukh Ki lalach Na Karen lalach se avoid Karen Jab Ham minut aur Lagane ke sath kam Karenge to automatically ab Khud Ko improve Karte Jaenge aur Hamara loss we recover ho jaega Jab Hamara loss recover ho jaega tab Hamen trading stall Karni chahie aur is Andaaz se Ham successful ho sakte hain aur Hamen Achcha bonus bhi mil sakta hai Shukriya
                    • #11 Collapse

                      Re: loss ko recover karny mein jaldi na karen warna phir se loss hoga .

                      Ji han bilkul sahi kaha aapane hamesha loss ko recover karna chahie magar is per Sabar se kam Lena chahie agar Ham isko jaldbaji Meri kar karte Hain To Ham is per jyada nuksan karenge hamen is per aaram se kam karna chahie aur apne mind ko fresh rakhne chahie jab Ham loss recover kar rahe ho jab Bhi hamen se kuchh fayda utha sakte hain hamen chahie kya jyada Se jyada is per mehnat Karen aur lash recover karke yah mujhse profit hasil kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: loss ko recover karny mein jaldi na karen warna phir se loss hoga .

                        Loss and profit dono forex trading ka lazmi part hen loss hone par discourage nahi hona chahie balke loss k reason find out Kar k un par naye ideas k saath un ko Kam karne ki koshish karte rehna chahie ta k ham loss ko recover Kar saken is k lie mistakes se seekhna chahie ham mistakes se seekhte hen to hamare knowledge and experience me izafa hota he aur jab bhi trading me loss hone lage to hamen over trading se gurez karna chahie thori der k lie trading nahi karni chahie aur market me best conditions milne ka wait karna chahie patience se ham apne loss ko recover Kar saken ge aur regularly market ko achi tarah se analys Kar k best opportunities grab Kar k ham apna loss recover Kar saken ge
                        • #13 Collapse

                          Re: loss ko recover karny mein jaldi na karen warna phir se loss hoga .

                          Business chahy koi bi ho hamain os ma profit k sath sath loss bi hota hain .Forex bi ak asa online business hain jis ma hamain loss ho jata hain jab hamain loss hota hain to ham sa koi mistake hoti hain tab hi hamin loss hota hain .Aur hamain apna loss ko recover kerna chahiya hain aur zyada mehnat kerni chahiya saber k sath ham loss ko recover ker sakty hain agar ham jaldbazi kerty hain to hamain aur zyada loss ho sakta hain.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: loss ko recover karny mein jaldi na karen warna phir se loss hoga .

                            Ji han kbi b loss sy ghbraen nh jb b loss ho usko seekhein recover krni ki koshish krein takay ap dis heart ho k working na leave krdein hmesha loss recover krna seekhein dekhein jesy profit business ka hissa h asy loss b hissa h so mehnat krein jb business ka hisa bh to ghbrana ku mentally prepare rhein han mehnat zrur krein bina sochy trade na lgaen yhan wo ee kamyab h jiska acha knowledge h acha experience h or us achy experience mehnat sy wo loss recover krleta h

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X