Forex men 80 sy 90% log q loss mein Hain??? Is ki Kya waja hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex men 80 sy 90% log q loss mein Hain??? Is ki Kya waja hain

    Forex mn nakami ki sub sy bari wajah apki jaldbazi hy jub ap sahi waqt per sahii step nahi uthate tu nuqsan hota hy maximum kosish kren k earning krne mn kabhi jaldi na Kareen phly forex k baary mn proper malomaat hasil ken aur kuch time demo account per work kren taake ap ka forex k baary mn knowledge increase ho sake aur ap acha work kr paen agr ap directly earning ki kosish kren gy tu ap ko nuqsan ka samna krna pary ga aur ap ki keemti investment waste ho jae gi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex men 80 sy 90% log q loss mein Hain??? Is ki Kya waja hain

      اصل پيغام ارسال کردہ از: meharposh پيغام ديکھيے
      Assalamualaikum to all members...umeed hai ap sab log khariyat say hon gay...dosto log forex men 80 sy 90 fesaad kyun loss mein Hain... Is ki aeasi Kya wajohat Hain jis ki Bina pay log itne zada loss men hoty Hain or profit waly sirf 10% he log q Hain??? Asa kon sa tarika use karna chahye jis sy zada log profit men a sakay...



      [ATTACH]15917[/ATTACH]
      Yes dear ap ny sae kaha ha Forex Ek bahut Achcha business hai ismein kamane ke chances bahut jyada hote hain lekin 80 se 90% Logon Ko ismein loss Ho Jata Hai Iski yah vajah hai ki log ismein Apne learning skills to improve Nahin Karte Achcha knowledge Nahin Hasil Karte quality wallpaper focus Nahin Karte Bar Bar Apne mistakes ko repeat karte hain trading karte waqt demo account practice Nahin Karte Jiski vajah se Humko log ho jata hai isiliye achha profit Hasil karne ke liye jaruri hai ki aap Soch Samajh Ke Sath acchi planning ke sath kam Karen tabhi aap ismein kamyabi Hasil kar sakte hain Jab Aap Jo is Samay ke kam karte hain to loss ke chances bhi kam se kam ho Jate Hain
      • #18 Collapse

        Re: Forex men 80 sy 90% log q loss mein Hain??? Is ki Kya waja hain

        Traders ko loss apni ghalti aor laaluch ki waja say hota hay. Jo traders ye samjhatay hay kay 20 $ balance say he lakh Patti bun Jana hay wo nakaam he rehtay hay . 20$ bonus balance say 20 ya 50 dollar profit to sochna chahiye liye 1000 ya 5000$ profits kaysay ho saktay hay. Set yehi waja hay traders ki zayada percentage may loss uthanay waalo ki aor Jo baqi ten percent kamayaab hotay hay wo pehlay account balance hazaaroo dollar may lay jatay hay pher he laakho ka sochtay hay
        • #19 Collapse

          Re: Forex men 80 sy 90% log q loss mein Hain??? Is ki Kya waja hain

          Forex trading pay Jyada log loss Mein isliye Hain Kyunki vah Pina experience ke aur Bina knowledge Ke Bina soche samjhe trading kar rahe hain Jab Bhi Hamen trading Karni chahie to hamesha Pehle Iske bare mein information aur knowledge Hona chahie Uske bad Ham is per kam Karen aur jab Ham Forex per inter Ho To Hamen Shuru madam account per kam karna chahie Hamen kam se kam 2 month Tak demo kaun se practice Karti Rahana chahie Uske bad Hamen Jab experience or knowledge mil jaaye tab Hamen real account kam karna chahie aur real account bhi kam karte hue Hamen Shuru mein bahut hi Itihaas ke sath aur apne sign member se tips dene ke bad kam karna chahie tabhi Ham successful ho sakte hain
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Forex men 80 sy 90% log q loss mein Hain??? Is ki Kya waja hain

            markeet important kaam karnay okay bahut ziada faiday hain agar haamray pass by kam say kam bhi make investments hay to ham usko bhi apnay expertise aur journey say bahut ziada kar saktay hain aur agar hamaray skip is markeet predominant kaam akrnay okay liye koi ride nai hay to ham is markeet major zida incomes ok liye lalach kartay hain to hamko tab he is markeet principal lose ka samna karna parta hay jiski wajha say ham un eighty aur ninety percentage logon essential shamil ho jatay hain. foreign exchange buying and selling mein kaam karny waly zayada tar dealer loss karty hain es ki bhut se wajohat hote hy jin dealer ko foreign exchange buying and selling ka zayada trip nahin hota hy to wp market ka evaluation kiye baghir tuky par buying and selling karty hain jis ki wajah se unhin loss reap hota hy aur foreign exchange buying and selling mein kasar un contributors ko loss hota hy jo foreign exchange buying and selling karty howe cash administration ko comply with nahin karty hain balkeh apne account capital se bhi zayada ka hazard lety hain es liye humein chahiye keh hum foreign exchange buying and selling mein humsha cash administration ko comply with kar ky he buying and selling kiya karen takeh hum es mein kamyab ho skaen , zayada income ki lalach mein bhi dealer loss karty hain thanks

            اب آن لائن

            Working...
            X