loss agr hamra ziyda ho tu hamye recover krna chahiye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss agr hamra ziyda ho tu hamye recover krna chahiye?
    Dear friends g han agr hamra loss ziyda ho tu hamye recover krna chahiye koi ky agr ham recover kry gy tu hamye faida ho ga ur phir hamye loss nhe ho g.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss agr hamra ziyda ho tu hamye recover krna chahiye?

    Ji doston Jindagi ke andar Ham do pic Karen Uske Piche Koi Na Koi majbur planning honi chahie Agar ham log pahle Nahin Kuchh Tumhare Nahin Karte to ham log Nahin Utha sakte hain.
    Bagair cleaning ke Kiya vah kam Hamen kabhi bhi Mana per Nahin De sakta vah Hamen nuksan ki taraf Le Jata Hai Nishan Hona Koi Badi baat nahin hai na San ko recover Bhi Kiya Ja sakta hai.
    Sabse pahle aap log yah Dekhenge aap logon ka lose point kya hai use point ko HAL Karen use Gunjal ko samjhae aur samjhe aap Logon Ne Kaha galti ki hai use Galti Ke Piche Chale. Aap log acchi mehnat acche kam se aur acche experience ke sath Apna Kiya Hua last recover kar sakte hain
    ​Forex is the Best Business of the world!
    • #3 Collapse

      Re: loss agr hamra ziyda ho tu hamye recover krna chahiye?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: waseem112 پيغام ديکھيے
      Dear friends g han agr hamra loss ziyda ho tu hamye recover krna chahiye koi ky agr ham recover kry gy tu hamye faida ho ga ur phir hamye loss nhe ho g.
      Gee jab ap loss ko recover kartay hain to ap yahan per easily Kam Kar skty hain jab ap yahan per loss ko recover kartay hain to ap yahan per kamyabi ki taraf chalay jatay hain aur apko ek professional trader bn'ny ka moqa mil jata hai...
      • #4 Collapse

        Re: loss agr hamra ziyda ho tu hamye recover krna chahiye?

        Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men account wash honay se behtr hey apnay loss ko recover karnay ki koshish karen aur forex trading men loss jitna bhi ho recover ho jata hey iss liay bonus hasil karna mushkil hota hey iss liay bonus zaiya nah karen balkay loss ko recover karnay ki koshish karen
        • #5 Collapse

          Re: loss agr hamra ziyda ho tu hamye recover krna chahiye?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: waseem112 پيغام ديکھيے
          Dear friends g han agr hamra loss ziyda ho tu hamye recover krna chahiye koi ky agr ham recover kry gy tu hamye faida ho ga ur phir hamye loss nhe ho g.
          forex market Mein best trader wahi hota hai jo apne nuksan ko recover karta hai agar aap is market Mein nuksan ko dekh kar dar jaate Hain yah ismein itni himmat nahin rakhte ke aap se nuksan ko recover kar saken to aap acchi trader nahin hai aapko chahie ki aap is market mein agar kisi vajah se nuksan kar lete hain to usmein San ko recover karne ke liye trading plan banaen uske bad aap is market mein aasani se kamyab Ho jaate Hain Jo tradus market Mein achcha plan banate hain unko kamyabi milati hai aapko chahie kya aap is market Mein soch samajh Kar kam Karen Taki aapko is market Mein fayda hota hai agar aap is market Mein minut nahin karte to aapko ismein kamyabi nahin milati isliye aapko ji ka apps market Mein main Karen.
          • #6 Collapse

            Re: loss agr hamra ziyda ho tu hamye recover krna chahiye?

            ji bilkul dear ye aik kamyab trader ki nishani hai ke wo apna loss recover karega hume apne loss ko recover karna chahye hume trading ke liye planning karne chahye hume aise hi tarde open nahi karna chahye balke market ko analyse kar ke hi trade open karne chahye hume trading mai mistakes ko avoid karna chahye or apni ki gaye mistakes ko agar hum samne rakh kar trading kare to hume boht faida hoga
            • #7 Collapse

              Re: loss agr hamra ziyda ho tu hamye recover krna chahiye?

              Slam Dear Members kese Hain Aap umeed Hai ke Aap sb kheryat se honge Dear members agr hmara loss zyada hai tuy ose hme recover krna chaye mehnaat krni chaye hardworking krni chaye
              • #8 Collapse

                Re: loss agr hamra ziyda ho tu hamye recover krna chahiye?

                assalaam o alaikaum forex ki duniya k meray pyaray dostoon,,,,, umeed karti hoon k ap sab khairiyat say hoon,,,, ap nay bilkul thek kaha forex main trading karte hoye agar hamara ziada loss ho jaye toh humain apni skills ko use karte huye usko recover bi karna chaye lekin uske liye sahi waqt aur sahi mokay ka intezar karna chaye kabhi kabhi insan k jald baazi main liye gay faaislay insaan ko bohat hi ziada nuqsaan pohnchante hain isi liye ye nehayat hi zarrori hai k hum ap apna loss recover toh karain lekin mokay ki munasabat ko dekh kar,,,,,
                • #9 Collapse

                  Re: loss agr hamra ziyda ho tu hamye recover krna chahiye?

                  aoaa/ g agar loss bht bara ho to humiian loss recover karnaa chahy qkay hum los recover kary gay to humian acha profit mily ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: loss agr hamra ziyda ho tu hamye recover krna chahiye?

                    forex trading main loss ko recover karne k liye regular hard work karna parta hain wahi log loss ko easy reacover kar lete hain jo hard work karte hain jo regular forex trading ko time dete hain or achi earning karne k liye pratice karte hian or jin b traders k pas pratice ho and knowladge ho tu wahi traders losss ko easy recover kar lete hain wahi traders apne loss ko easy recover kar skte hain jo hard work karte hain or achi tara mehant karte hain vo traders loss ko recover kar skte hain
                    ​Sadaf Khan
                    • #11 Collapse

                      Re: loss agr hamra ziyda ho tu hamye recover krna chahiye?

                      G blkul humein loss recover b krna chahiye lekin sb se pehly humein loss hone ki wjh dhundni chahiye .. Jahan hum se kch glti hui kahin na kahin analysis me ya market watching me, humein pehly apni glti dhundni chahiye or next time uss se aware rehna chahiye ta k hum next time glti na krein or loss na ho. Jb hum galati nai kren ge tw humein loss nai hoga profit khud ba khud recover bhi ho jaye ga..
                      • #12 Collapse

                        Re: loss agr hamra ziyda ho tu hamye recover krna chahiye?

                        agar baar baar loss ho rha hian tu ek traders ko loss say kafi learning mil skti hain forex trading main kaaam krne say phly learning ka strong hona must hota hain jitbe b learnign karne wale hote hain agar strong analysis kare gy tu life main and feature main kafi benefit hasil kar skte hain or kamyabi easy hasil kare gy
                        • #13 Collapse

                          Re: loss agr hamra ziyda ho tu hamye recover krna chahiye?

                          agar hamen bahut jyada las ho Gaya hai to hamen account ko baat kar lena chahie balcony cover karne ki jarurat nahin hai aur anda ke liye jyada mehnat Karen taki aap acche se
                          • #14 Collapse

                            Re: loss agr hamra ziyda ho tu hamye recover krna chahiye?

                            Mery khayal main agr aik time py hamain biht zyada loss ho raha hy to hamain break lay leni chahaiy aur apny trade py ghor krain k ghalti kahan py ho rhe aur phr jb ghalti ka pta chal jay to thori mazeed break lay k fresh mind k sath us ghalti ko zehn main rakhty hoay trading strt krain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss agr hamra ziyda ho tu hamye recover krna chahiye?

                              Agar trading karte hue bahut jyada loss Ho Jaaye to use loss ko recover karna impossible ho jata hai Kyunki hamare pass trading karne ke liye balance bahut kam hota hai aur Thode balance ke sath loss ko recover karna impossible ho jata hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X