Gold ki movement market mein tezii say Kyon Move karti hai???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold ki movement market mein tezii say Kyon Move karti hai???
    Salam
    Pakistan Forex forum ke their members Main ummid Karta Hun ki aap sab khairiyat se Honge aur Pakistan ke Business mein aap 100% hardworking Se Apna work kar rahe Honge Mujhe is form per ek baat samajh Nahin a rahi thi tabhi Maine Socha Ke Jo senior member Yahan per work Karte Hain Unki help Li Jaaye aur vah log jo best trader ka role play kar rahe hain Unse bhi gujarish hai ki vah ho Apne a kimati Rai ka ka izhaar Karen Mera Yahan per Aaj yah Sawal hai Main Jab Bhi hi gold ka graph dekhta hun to gold ki movement Teji ke sath ups and down hoti rahti hai is baat ki mujhe bilkul samajh Nahin lagti ke gold ki movement Itni Teji se Kyon Munh karti hai aur is per Hamara work karna Kaisa hota hai I mean ke yahan per trading Ham Agar Karen bhi to kis Andaaz ke sath Karen ki Hamari trading loss Mein Na Jaaye Ham uska Achcha profit mile Aisi Koi tric bataen jisse Ham Apne account mein acche earning La sake aur ham gold ki movement ke sath sath Apna work Karke uski movement ko samajh sake aur Achcha profit Hasil kar sakte Kyunki Maine Dekha Hai gold ki movement Agar trader ke Hak Mein positive a Jaaye to vah Achcha profit de sakti hai Iske mutaliq jis number ko jitni information Hasil Hai unhen chahie ki vah Ham se lajmi share Karen Taki Yahan per Kam Karne Wale Tamam Logon Ko benefit uska Hasil Ho aur ham Gold per trade aasani Se Laga sake sake Hamen kisi ke Saman ki koi problem create aur na hi problem face karne pade tab jakar Hamen iski samajh Aaegi Ham understand kar Sakenge ke trade gold par kaise Lagani hai agar Ham aise hi Lagate Hain To yah Hamare liye problem create karegi:1f61e:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold ki movement market mein tezii say Kyon Move karti hai???

    Gold ko directly us dollar say relate kia jata hai. Us dollar jab weak hota hai ya under stress hota hai tou gold bhi same behavior mai ajata hai. Aaj kall USA mai Corona ki second wave ki wajah say daily 50000 postivie cases ho rahey hain jiss ka direct impact USA economy pay Ara hai aur international investors pressure mai hain aur new liquidities release he nahi ker rahey hain. Issi wajah say koi bhi choti say choti positive news ya negative news fori tore pay gold ko fast movement mai lay aati hai aur woh movements up ya down jaha bhi ho bohat ziada ho jaati hain
    • #3 Collapse

      Re: Gold ki movement market mein tezii say Kyon Move karti hai???

      Asslamualikum gold ki movement bhut teezi se hoti hy gold k trade hamesha big account wale lgaen takh sb ko acha profit gain small account walon ko gold per trade nai lgani chaye mehnt krne seniors ki help se trading kren and market ko analyse lazmi kia kren phr trading kren takh kamyab trader ban sken
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Gold ki movement market mein tezii say Kyon Move karti hai???

        Ji han Mere Pyare bhaiyon Falak se trading Businessman gold ki movement ki hai vah bahut hi Teri Se Mohabbat Karti Hai To Hamen gold ki tum a moment to understand karte hue analysis karte hue market Mein kam lot size per trading leni chahiye Taki Ham ismein Apne Kaun ki safety ke sath profit bhi Hasil kar Saken minimum Sathiyon se Kahoon kya kya market Mein Gold per trade Lagane mein kabhi kabhi bhi jaldbazi aur emotional hokar trade na lagaen naahi ismein lalach Ka Shikar Hamra Ke Sawar ke sath market ko train to rules to understand karte hue on else's karte hue ismein kam lot size per trade lagaen

        اب آن لائن

        avatar Ayn
        Working...
        X