forex mein ziada log kaamyaab kio nahin hotay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex mein ziada log kaamyaab kio nahin hotay
    Forex business mein Jo bhi is ko join karta hai woh ye hi chota his kay is mein buht ziada earning hoti hai lakin forex ki learning knowledge aur experience hasil nahin kartay aur learning knowledge aur experience kay baghair jab trading kartay han aur loss hota hai tu forex ko choor jatay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex mein ziada log kaamyaab kio nahin hotay

    Kuch log Forex mein time pass karte hain aur kuchh log Forex ko mazak samajhti Hain Itna serious Nahin lete Allah Ke Forex Mushkil business easy Nahin Hai ismein mehnat Karke School easy Banaya Ja sakta hai isliye log Jyada kam Yad Nahin Hote aur kuchh log Forex Mein Aate Hain vah karte hain per mehnat Nahin Karte Maine Itna karne ki Sabhi Logon Ko fayda Sal Nahin hota hai Iske Karan Forex Ujjain karte hain aur mehnat karte hain aur daily bhej per bakte Hain Usi Kis Mein kaam karte hain aur quality work karne ki koshish karte hain learning bhi acchi Karte Hain To tab jakar kam Yahan Hote Hain Kamyab hote hain otherwise ki learning acchi Nahin Hogi to ham log kabhi bhi Kamyab Nahin Honge
    • #3 Collapse

      Re: forex mein ziada log kaamyaab kio nahin hotay

      forum main practice kar k hi hum achy say trade karni ho gi tab hi hum run kar skaty hain aur forum m ainkamyb trader bannay sa pahy is k bary main practice karni ho gi ab hi hum perform karni ho gi tab hi hum real main kam kar k hi hum sucess hos akty hain aur forum main practice kar k hi hum achi trade karni ho gi
      • #4 Collapse

        Re: forex mein ziada log kaamyaab kio nahin hotay

        Forex mein zaiyda log kamyab keon nhai hotay bohat acha swal hai forex main zayida log kamyab iss Lia nahi hotay ya tu un ka pass acha knowledge or experience nahi hota tu wo acha kaam nahi Kar saktay jiss ki waja say un ki nakeemi hoti hai ya tu wo forex ka rules follow nahi krtay tu un ko nakaami hoti hai
        • #5 Collapse

          Re: forex mein ziada log kaamyaab kio nahin hotay

          aagar humaray ps forex trading ky baaray main aik acha sa experience hai to e say hum es main achay say apna kam bhi kuer saktay hain or es kay sath sth humain success bhi asani say gain ho jay gii to es trah say humaain es main apna kaaam kurna chahiyaay or agar humain kamayaab hona hai to es kaay liyaay humain zyada say zyada time forex maain dayna hoo gaa or humain es trah say sucess bhi gain ho jay giiii
          • #6 Collapse

            Re: forex mein ziada log kaamyaab kio nahin hotay

            اصل پيغام ارسال کردہ از: alindm پيغام ديکھيے
            Forex business mein Jo bhi is ko join karta hai woh ye hi chota his kay is mein buht ziada earning hoti hai lakin forex ki learning knowledge aur experience hasil nahin kartay aur learning knowledge aur experience kay baghair jab trading kartay han aur loss hota hai tu forex ko choor jatay
            Forex me ziada log kamiaab is liey nahi hote keh woh start me Kam karte hai mehnat bhi karte hai lekin woh baghair experience se trading karte hai jis se unhey kafi loss hoo jata hai aor woh forex ko chor dete hai lekin hame chahiey keh ham apni galtioo se seekhe aor seekh Kar hi ham kamiaab trader bante hai is liey apne andar confidence peda karo tab AP ziada jaldi kamiaab hoonge.
            • #7 Collapse

              Re: forex mein ziada log kaamyaab kio nahin hotay

              yes dear aapane thi kaha bahut se aise log jo forex mein kamyab nahin Ho paate uski sabse badi vajah yah hai ki knowledge mein unke azab per nahin hota aur na hi unko experience hota hai hamen jyada earning ke liye experience aur knowlege donon ki jarurat hai tabhi ja ke success milati hai iske liye hamen Google ka istemal karna chahie knowledge ke liye aur hamare senior se help Lena chahie ya Ham trading ko behtar kaise banaa sakte hain.
              • #8 Collapse

                Re: forex mein ziada log kaamyaab kio nahin hotay

                Q k lalach krty hain forex me log lalach se krna shru kr dty hn r ye ni krna chahiye phly log strtme thk km krty hn bht profit zda zda ki lalach krty hain r sabar ni krty ye wja hti h k unko nuksan uthana prhta hai jalbazi me hmsha nuksan hta hai tbhi wo kamyab ni hoty agr wo lalach chor k sabar se km krn gy to earning b axhi hgi r kamyab b hon gy loss ni hoga
                • #9 Collapse

                  Re: forex mein ziada log kaamyaab kio nahin hotay

                  Assalamu Alaikum dear Forex m zada tr log kamyb is lia Nahin Hote Kyunki vah Forex ko serious Nahin lete Forex ko time pass business samajhte hain aur serious hokar Yahan Kam Nahin Karte Is Tarah unhain yaha Se Achcha bonus Nahin Milta vah Yahan Jab mehnat Nahin Karte to vah Yahan Se kamyabi Ki Taraf Nahin jaty Kyunki mehnat kamyabi Ki Kunji Hai To jab tak Ham mehnat Nahin Karenge Ham yaha Kamyab Nahin Honge to Jo Log Yahan mehnt Nahin Karte wo Kamyab Nahin Hote isliye zada tr Log Yahan Se Kamyab earning nahin kar sakte
                  • #10 Collapse

                    Re: forex mein ziada log kaamyaab kio nahin hotay

                    Forex business key bary me har kesi ko information hasil hoti hay key ye risky business hay aur traders ko ye business bahot lalach be deta hay es waja se traders safe trading karny key bajaye zeyada profit kamany key chakar me loss kar lety hey, Forex business me discipline ki trading ki jaye aur lalach ko left na di jaye to koi be fail nahi ho sakta hay magar ham me se bahot kam mature traders hi safe trading karty hey es waja se fail hony waly traders ki average bahot hi zeyada hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: forex mein ziada log kaamyaab kio nahin hotay

                      Forex trading Ek international business hai agar Ham is Mein Kamyab Hona Chahte Hain Hamen chahie ke Hamen Iske bare mein knowledge Kata Karen experience gained Karen Taake Hamen main Jyada se jyada fayda ho bahut Sare log Forex trading Mein isliye nakam Hote Hain Kyunki vah yah sochte hain kya forestadent mein bagair mehnat ki hai Timepass ke liye kam Karke vah acchi earning kar sakte hain like and unke galatfahmi hai Forex trading ke bare mein sikhana aur experience gain karna Kamyab hone ke liye lajmi hai
                      • #12 Collapse

                        Re: forex mein ziada log kaamyaab kio nahin hotay

                        Forex Mushkil business own Logon ke liye hai jo ismein struggle Nahin Karte aur na hi mehnat kar rahe Jab aap main uske bad hi apni lakh per depend hokar is kam ko karna Shuru kar denge Tu yah aapko FIR easy Nahin balki Mushkil Hi lagega Kyunki ismein aap jab tak learning Nahin Karenge aapka main aap Nahin Ho Payenge is business ko karne ke liye aapke pass acchi skills Ka Hona bahut jaruri hai market ke bare mein Maloom Hona bahut jaruri hai aur Market ko analyse karne ke bare mein Maloom Hona bahut Aham hai isliye is business ko Vahi log chhodkar Jaate Hain Jo mehnat karna Nahin Jate
                        • #13 Collapse

                          Re: forex mein ziada log kaamyaab kio nahin hotay

                          ji han pyare bhai jaan apna theek kaha hai kar Forex Mein jyadatar log kamyab kyon Nahin ho to to mere pyare Bhai Jaan main aapko Aaj batane wala hun kya hua log kamyab isliye Nahin hote Ke vah apna Kam mehnat se nahin Karte isliye Apne kaam mein kamyabi hasil Nahin karte
                          • #14 Collapse

                            Re: forex mein ziada log kaamyaab kio nahin hotay

                            Forex form me kamyb hona mushjil hy magr namumkin nhi hy zaida tar log bhot jaldi har man jaty hain ise liy wo kamyb nhi hoty forex ko samjhna mushilk hy lekin hum sjehn gyto kamyb hungy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex mein ziada log kaamyaab kio nahin hotay

                              ji han bilkul aapane acchi baat ki hai kya forex business mein bahut sare member kamyab nahin hote hua isliye kyunki forex business mein bahut jyada mehnat karna padati hai isliye bahut sare member jyada mehnat nahin kar sakte isliye vah kamyab bhi nahin ho sakte hamen chahie kya Ham Puri mehnat ke sath is business mein Ham Karen Taki hamen ismein bahut acchi kamyabi mil sake

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X