Long aur short term trading kia hoti ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Long aur short term trading kia hoti ha?
    Dosto ma ap se yeh puchna chahta houn k forex market ma trading kartay waqt short term aur long term trading kia hoti ha, explain plz
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Long aur short term trading kia hoti ha?

    doston long aur short drums trading ka ke symbol hai
    Ham Agar bahut jyada der tak train Lagate Hain Jiska Waqt hota hai 1 week 1 Din 5 ghante
    Forex bahut hi mukhtalif tredo mein open ki Jaati Hai market mein chalta hai agar aap bahut jyada bahut bada trade Laga rahe hain Jiska aapko Achcha fayda ho to aap long-drawn trade open kar sakte hain agar aap Thoda Thoda profit Le karna chahte hain to aap Kuchh ghante Kuchh minut ki trade open kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Long aur short term trading kia hoti ha?

      Dosto Assapam O Alaikum .
      Dosto long term trading woh hooti hai jo lambi chaley yani ham ussey jaldi me nahi trade ko closed nahi karte balkeh agar loss me hai to trade laga rahe gaa aor short term me hame Thora profit Howa to ham ne trade ko closed Kar dia isi isi t dosto hame ziada se ziada work karna chahiey aor loss me trade ko kabhi closed nahi karna chahiey .
      • #4 Collapse

        Re: Long aur short term trading kia hoti ha?

        Forex business mein hum Jo trading kartay han woh do traha ki hoti hai aik short term trading aur long term trading short term trading woh hoti hai js mein hum kam balance se aur kam knowledge aur experience se trading kar saktay han aur profit hone par kam waqt mein trade close kartay han aur long term trading woh hoti hai js mein ziada waqt lagta hai aur is mein ziada account balance aur ziada knowledge aur experience ki zaroorat hoti hai
        • #5 Collapse

          Re: Long aur short term trading kia hoti ha?

          Assalamu Alaikum Mere Pyare bhaiyon Forex trading business Mein long or short term training karna bahut hi important sakta hai aur ismein expert traders Jyada Se Jyada kamyabi Hasil kar sakte hain long and short-term ke bare mein knowledge experience and set karne ke liye Hamen apni Chennai se help line chahie aur is main market Rendu rules ko understand karte hue long or short term trading karte hue Jyada Se Jyada apne liye profit ko increase karna chahie Agar Ham long and short-term Mein train ke bare mein knowledge Nahin Rakhenge experience Nahin Hoga Ham kabhi bhi ismein kamyabi Hasil nahin kar sakte ho na hi Ham Iske bare mein knowledge experience ko gain kar sakte hain hamen bhi senior se help lete Hue long or short term ke bare mein jyada Se Jyada information Hasil Karni chahie
          • #6 Collapse

            Re: Long aur short term trading kia hoti ha?

            Ji long term trading Hoti Hai matlab Apne trade ko long time ke liye lagakar Chhod Dena matlab Subah trading lagao kar Sham Tak close nahin karna ISI ko longton Kahate Hain aur short term trading hoti hai ek do ghante ke andar job for profit Mein Chali Jaaye to usko close kar dena lalach nahin karna
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Long aur short term trading kia hoti ha?

              Trading ki mukhatalif types hoti hain. Ap trading period set kr saktay hain. Ap different time set kr saktay hain chart k analysis kaliuye ap 1M 5M 30M 1H 5H 1D 1W 1M k period set kr k tading kr sakty hain. 1M ka matlab 1 minute is baqi 1D say murad 1 din aur 1 week 1 month. jo bhi ap set krain.

              اب آن لائن

              Working...
              X