Eur/Usd aur Usd/Chf co-relation

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #631 Collapse

    Yes bat bahat achi aur thek bai hai ke euro aur usd ka pair sb se zaida best hai. Maximum traders isi main trading krte hein Yeh market main ajkal bht in hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #632 Collapse

      jis pair main bi trade karni hoti hia is k bary main pahly learn krana ho ga ta k loss kam ho saky aur trend ko mind main rakhna ho ga tab hi hum sucess hon gay aur profit hasil karny main bi asani ho gi
      • #633 Collapse

        Bahot zbrdst post hy apki bhai. Jo kuch ap ny batya hy bilkul aisa hi hy dono ki movement aik doosry sy opposite hy aur is movement ki waja sy jiska hamein pata ho , ham aik achi trading kr skty hain aur profit gain kr skty hain
        • #634 Collapse

          Gee Bhai aksar an 2no pair mn hota hai k EUR oper jata hai tu USD nechy chalta jata hai aor ya aik bahut profit wali bat hai k ap ko pat hota hai k ager USD oper ja raha hai tu EUR py trade lagao wo confirm nechy Jay as liay ya hamry liay ziada faida mnad hota hai
           
          • #635 Collapse

            Very very good information main ne is se pahle kabhi ye mahsoos nahin kia tha apki information parhne k baad main khud is baat ko notice kia hai aur apki information ko 100 % sure karta hon is the best information
            • #636 Collapse

              Ye dono pairs ik doosry k mukhalif chlty hain aur isky ilawa zaroori ni hae k 100% same movement ho thori bahot changing b ho skti hae currently mulk ki setuation ki wajha sy ho skti hae ya 1st pair ki currency ki value men farq ki wajha sy aur inka illam rakhna zaroori hae aur gold ko b sath sath watch karren.
              • #637 Collapse

                jab b hum trade karty hain to is main pair sko use kar kay kam karna best rhta hay humain hard work kar kay achy say kam karna ho ga jis say market main loss km ho ga magr humain low risk main kam karna best rhta hay demo ko use karny say ye hota hay kay matloba pair kay bary main hum study kar kay kam kar sakty hain earnng ho gi
                • #638 Collapse

                  Some times aisa hota hai k traders ko lgta hai k 2 pares main relation hota hai or baaz okat aisa ho b jata hai laikin maximum time aisa nahi hota or traders smjhty hain k ye relations hain or wo loss kama bethty hain
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #639 Collapse

                    hamain jis pair main trade karni hoti hai is k bary main learn kar k hi hum sucess hon gay aur market main trade karny k lye hard work karni ho gi ta k achi trade karny main koi bi mushkil na ho saky gi aur markt main rules ko follow kar k hi hum sucess hon gay aur market main plane kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur market main earn kar skay gay
                    • #640 Collapse

                      ap ny boaht achi post ki hai forex trading main yah do ayse pair hain jo aik dosry k oposite move karty hain jub aik main market nechy jati hai tu dosri main market khud he oper chali jati hai es liye es bat ko dehan main rkhna chahye ta k aghr aik market ya aik pair ko bhi nalyse kiya jay tu dosy pair ka khud he opta chal jta hai
                      • #641 Collapse

                        forex trading main boaht sary pairs aisy hay jo keh aik dusray kay ulat move karty hay so humay chahiy keh hum un pairs kay bary main knowledge rakhy kyun keh es trha knowledge rakh kar trading karnay main he humay market main bohat faida hota hay aur hum esmain kamyab hoty hay
                        ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                        • #642 Collapse

                          G han yeh pairs jo ap ny batay hain agar ap forex trading main trading k doran inko samj k in p trading karain gu to apko loss ni ho ga main to uro aur usd k pair p trading krta hon demo p aur theek thak profit mil jata hy is pair p trading krny sy
                          • #643 Collapse

                            eurusd aor usdchf ka relation hai aor in donon pair kay effect aik dosry py hoty hian jb eurusd up movement main hota hia to usdchf down hota hai aor usdchf ki news agr up ki a jain to eurusd ki price down hoti jati hai is laiy in donon pair ky trend ko smjhna aor in ky news ko watch krna chye
                            • #644 Collapse

                              Eur/usd aur usd/chf ka apas men co relation zarur hai ye normal halaat men to aik dusre k opposite chalte hain lekin ye bhi zaruri ni k ye dono pairs aik dusre k hamesha against hi jaen ge, jab koi news aaye gi to aap dekhen ge k inki movement change ho jy gi.
                              So hamain kissi idias se ya pairs k aik dusre k opposit idia se trade ni krni chahiye hamen trading k liye market analysing bahot zaruri hai ham kabhi bhi market ko analyse kiye bagair achay trader ni bn sakte hain hamen pairs k idias ko ni apni analysing ko dekhna chahiye ta k ham forex men succes ho saken.
                              :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                              CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #645 Collapse

                                Assalam o Alaikum waa rehmatullaha wa barakatuhu sab group members ko (:.. g bhai ap ne bohat achi information share ki hai new ko waqei is baat ka idea nae hoga mujhy b nae tha main b observe kr k is se avail keon ga..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X