Make per post 2 lines minimum please

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Make per post 2 lines minimum please
    :cool: aslam o alaikum bhout sai loog apni comment post 2 lines sai kam hi bunate henso mai unsay kehna chata hun ka minimum post ap 2 lines ki hi banou tou achaa houga thanks and apka accoutn bhi banned nahi housakega and ap achii achii thread psot keya kerou aise thread jo dousron ko bhi faida de saken adn apki bhi kuch knwoeldge mai izafa hou
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g haan her traders ko chaiyeh k apnain account ko rules k mutabiq rukhnain k liyeh zaroori hai k post kam az kam do lines per ho.
    • #3 Collapse

      Assalam-O-Alaikum maney yahan par kae aisey users dekhay hen jo sirf aur sirf bonus earn karney kay liye posting kartey hen aur un ki posts short be hoti hen aur un ki sahi samjh be nahi lagti hay is liye hum ye nahi kahtey kay ap bonus earn na karen lakin ap please quality posts kia karen.
      • #4 Collapse

        ap nay bilkul thek kha hay ye impossible hay k ap hard work k bagir es business main kamyaab ho sko es business main ap ko hard work karna parta hay tb he kamyabi mil sakti hay lakin main khta hun jb tk ap k pass koi strong strategy nhi hay ap jitna merzi hard work kr lo success gain karna difficult ho ga
        • #5 Collapse

          Bhi jan ap nay theek kha hay hamay kam say kam aik thread k reaply 2 line dana chaia our hamay theek say apna knowlage ko shair krna chaia takha dosro ko fadia be ho forex treading business aik best online business hay forex treading aik world wind business hay forex treading business may hard work kr k ham achi earning kr saktay hay
          • #6 Collapse

            Ji han hum ko post minimum 2 laines ki krni chaye jis me hum jo bhi post typing kryn wo easly smjh aa sky read krny wala easly read kr ly. or humy kisi ki post ko copy kr ky paste nhi krna chaye. or humy chaye ky hum jis thread me post kr rhy hain , usi thread ky bary me me humari post ho ta ky hmari wja se new user ko help mil sky.
            • #7 Collapse

              gee han bhai hmein apne forum mein posting rules ke mutbq krne hote he aur hmein apne forum mein kabhe bhe rules ke olt kam nhe krna he phr hmein apne forum mein posting ka bonus milta he aur jo ghlt posting krte hein un ko bonus forum se nhe milta he
              • #8 Collapse

                ji bilkul sahi kaha hy app ne k humein chayein ky hum atleast 2 lines ko zarur likhey posting krtey waqt aur phr is tarah humara account bhi banned nhi ho ga aur humein chayein k hum post k mutabiq hi baat ko likhey tou zaida bhetar rahey ga :)
                • #9 Collapse

                  G han app ne sahi kaha ha hmen is forum me hmeshah 2 lines se zyada ki posts karni chahe kyun k agr hm is business me is se kam ki karty hain tu hmara account banned b ho sakta ha isi liye hmen chahe k hm is forum me 2 lines se uper ki krni chahe hmeshah
                  • #10 Collapse

                    Forum key rules key mutabiq kam karna chaheye. Posting ki length 2 lines sey kam nahi honi chaheye takeh hr koi apna reply dosron ko saheeh tarah sey samjh sakay. Ziada short postings main aap apna reply dosron tak saheeh tak saheeh nahi puhancha saktey. Is ky elawa jo bhi postings woh threads sey relevant hona chaheye.
                    • #11 Collapse

                      han g ap ki batn to real mn kafi achi hn mn ap ki bat ko zror like krna chaon ga dear humara aksar dost es bat ke try krta hn ka ksi bh trah sara ke sari posting ho jay and yeh khud forex market ka liya bonus bina mehnet ka e hasil kr ln and then forex market ka ander ap na 2 line ka khas khyal rakhn and agr forex forum sa acha khasa mehnet krna ka liya hilal krna ha
                      • #12 Collapse

                        g han esi posts count nahi hoti hey jo 2 lines se kam hoti hay hamy chaye k jo b thread hota hay us par hamari post kam se kam b 2 line ki honi chaye ta k admin hamari post ko reject na karen or hamy us ka bonus mil saky.
                        • #13 Collapse

                          pakistan forex forum nay posting k liye rules diye hain jis man ye waziah likha huwa hai k ap k atleast 2 line ka comment post krna hai tu her trader ku chaye k wu rules follow kary phir moderator bhi post delte nae krty ager post stardard hu.
                          • #14 Collapse

                            G han app ne sahi kaha ha hmen is business me 2 liens se zydda karni chahe kyn k agr hm is se kam karty hain tu hmara account banned ho sakta ha isi liye hmen chahe k hm is business me hmeshah soch smjh k trading kareen ta k hm loss se bach skyn
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Foreign key rules me likha hai ki hum ko is. Is p*** made two line ki achi posting karni hai agar Humko forex for AMIE rules to follow karke to Line ki posting nahi karenge toh Hamara account band ho sakta hai isliye best hai ki sab log. Ki post kare. Oppo stock information wali Hona zaroori hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X