The power of CONFIDENCE in Forex Trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1081 Collapse

    "

    Agr apko trading start krni hai to apko apni knowledge boht ziada achi rakhni hogi q k is kam mein knowledge ka hi sab say ziadar kam hai aur is mein skills bhi utni hi behtar honi chahye jis say apko kam krnay aur trading panel ko istemal krna ajaye

    "
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1082 Collapse

      confidence hi sbb sy acha hai...lalach sbb sy fazoo,thing hai n trading..if u want to get more n more profit then be calm n target a low profit daily coz slow n steady wins the race...so thora kamaye but sukoon ho..lalach si aik din loss hota hai
       
      • #1083 Collapse

        hmm confidence is very necessary but when u become over confidence..it losses your all money.. so apny upper confidence hona chahye but over confidence is very bad to forex traders..
         
        • #1084 Collapse

          aoa frnds kesy han ap log han g trading asa business ha jis ma power chahye or sab se zada confidence hona bht zada zaruri ha q k yahan any k ly start hi hm cionfidnce se lety han or trading is k bina hona bht hi mushkil sa kam ha .........shukriya bht
          • #1085 Collapse

            My dear friends forex trading market main forex traders ki confidence ki power hi forex traders ko kamyab karti ha. forex trading market main forex traders ko full tor par confident hona chahiye. confidence hi app ko success deta ha.
            • #1086 Collapse

              Confidence sey aap big sey big target ko bhi achieve kr saktey hain. Agar aap key pas knowledge aue experience sub kuch hy lekan aap key pas confidence nahi hy to aap ko kisi bhi waqt loss ho jaye ga. Aap ko without fear of loss kam karna hy aur is key leye aap demo account main ziada sey ziada practice karain takeh aap ka confidence barh jaye.
               
              • #1087 Collapse

                Is bat men koi shak naheen kay forex ek online business place hai jahan hum online trading kartay hen aur ye kay forex trading men confidence ki bahot he zeyada importance he
                   
                • #1088 Collapse

                  Jab tak aap confident key sath trading nahi karain gey aap ka kisi bhi waqt bhari loss ho jaye ga. Confidence main izafa krney key leye demo account main practice buhat zarori hy. Practice sey aap ko yeh pata chalta hy keh aap ney profit kaisey lena hy aur loss sey kaisey bachna hy. Market analyse samjh main aa jaye to confidence barh jata hy.
                   
                  • #1089 Collapse

                    power chef ke business ko karne ke liye aap ko demo account per maximum paractice karna parti hai jo hamre trading ke liye bohat zarori hai is se hum ma confidence aata hai aur hmari trading skills dug
                    • #1090 Collapse

                      Brother confidence forex trading mein bohat he zarori hai , jab tak insan k andar dar rhe ga tab tak wo is business mein successful nai ho sakta hai ,isnan ko hamesha apne confidence ko berhana chaiye tab he ja ker wo mistake se buch sakta hai , without confidence trading mushkil hai bohat.
                      • #1091 Collapse

                        Yes hamary pas kesi bhe business me confidance ka hona bhot zarori hota hai aur i think that forex trading is the best earning source for all and we all should join forex trading so that we all can be a good and successful trader aur forex trading me confidance ka hona bhot zarori hai
                           
                        • #1092 Collapse

                          g brother aap thek kahte hain aik confidence aise cheez hai jo band eko har field main kahan se kahan le jati hai or forex main to iss ki kaafi importance hai or confidence main trading k results hamesha positive hi hote hain so be powerful in forex
                          • #1093 Collapse

                            ji haan janab main ap se agree ho k forex busness mai jab hum traidng karty hai toh humein chayeh k hum apney ap se fear nikaly yani k fear k bagahri trading kary kyun k agar fear k sath kary gey toh huemin bht ose ho sakta hai is mai ..
                            • #1094 Collapse

                              dear confidece plays main role in every thing so confidence is also very important for foerx trading.hume confidence tab bhi barhega jab hume ashi knowledge hogi or jese hi hume apne knowledge se experience hoga to hum me confidece bhi aa jaega or hum confidence se forex ka asha trading kar sakte he.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1095 Collapse

                                dear forex mai humare pax confidence ka hona zarori hai kiu k hum confidence ki he base per success hosakte ha and ache trader b ban sakte hai forex mai hum jitna apna time spend karte hai hum usi base per apni ziyada say ziyada earning b kar sakte hai confidence k saat kiu k confidence hone per apko loss hone ka dar b nhe rehta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X