jab tak achi learning na ho jaye trading start na krein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jab tak achi learning na ho jaye trading start na krein
    assalam o allikum all members,mera mashvera hay new members k leye k vo os vaqt tak real account mein trading hargiz start na krein jab tak onki learning achi nahi hojati.bohat se log forum pe nakaam ho jatay hain aur nakami ki sb se barri wajjah yehi hai k bina learning k kaam start kr detay hain aur loss face krtay hain.khud ko kamyab krna hay to pehlay learning ko improve krein..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jab tak achi learning na ho jaye trading start na krein

    hmy lerning gn kar ky k time table ban kar kam kr sakty hain hum is m nght ma be kam kar sakty han hum is mi day mai be kam kar sakty han hum is m agar lalachi bn ky kam kary hain to hamy loss ho jy ga
    • #3 Collapse

      Re: jab tak achi learning na ho jaye trading start na krein

      Bilkul aapane sahi kaha Forex mein use time tak trade nahin karni chahie jab Tak ke hamen achcha experience or knowledge nahin ho jata kyunki Forex ka business bahut hi risky business hai jismein Ham sirf apne acche experience ke base per hi achcha kam kar payenge itna achcha kam karne ki koshish Karenge Aur mehnat Ke sath kam Karenge aur pehle demo account per learning Karenge aur jab tak hamen achcha experience nahin ho jata tab tak live account per trade nahin Karenge tabhi ham Forex ke kam ko jyada sikho samajh payenge kyunki Forex profit unlimited hai bus jarurat hai acche experience ki aur achcha experience sirf kam se Hasil Kiya ja sakta hai demo account hamara best teacher hai aur hamen kafi kuchh sikhane ko Mil jata hai demo ke platform per bus hamen Dil laga kar ke kam karna hoga aur jyada se jyada time demo ko Dena hoga jitna jyada time Ham demo account per practis Karenge utna hi Behtar Ham kam ko samajh payenge aur Sikh bhi payenge mehnat karne se hi kamyabi milati hai bus mehnat Karenge tabhi Forex mein kamyabi Hasil kar payenge
      • #4 Collapse

        Re: jab tak achi learning na ho jaye trading start na krein

        walekum assalam dear app ke bat bilkul thek hai hume baghair experience ke trading nahi karne chahye hume forex real account per trading karene se pehle demo account ko achi tarah se use karna chahye hume tab tak trading nahi karne chahye jab tak hum ne trading ke bare mai experience and knowledge gain na kare hume learning ke baghair earning nahi hosakte
        • #5 Collapse

          Re: jab tak achi learning na ho jaye trading start na krein

          اصل پيغام ارسال کردہ از: latifjamal پيغام ديکھيے
          assalam o allikum all members,mera mashvera hay new members k leye k vo os vaqt tak real account mein trading hargiz start na krein jab tak onki learning achi nahi hojati.bohat se log forum pe nakaam ho jatay hain aur nakami ki sb se barri wajjah yehi hai k bina learning k kaam start kr detay hain aur loss face krtay hain.khud ko kamyab krna hay to pehlay learning ko improve krein..
          Forex trade open karne se pahle
          Forex forum paper aap Lene kar sakte hain
          form Humko bahut hi Ishan learning ka system
          system de raha hai Jiske wale se machine-learning kar sakte hain aur ham Seene Mein Barse bahut jyada knowledge experience and kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: jab tak achi learning na ho jaye trading start na krein

            اصل پيغام ارسال کردہ از: latifjamal پيغام ديکھيے
            assalam o allikum all members,mera mashvera hay new members k leye k vo os vaqt tak real account mein trading hargiz start na krein jab tak onki learning achi nahi hojati.bohat se log forum pe nakaam ho jatay hain aur nakami ki sb se barri wajjah yehi hai k bina learning k kaam start kr detay hain aur loss face krtay hain.khud ko kamyab krna hay to pehlay learning ko improve krein..
            Asal mein real trading start Karnay sy pehly apko ek professional trader bn'na hota hai woh bhe practice kay zarye...
            • #7 Collapse

              Re: jab tak achi learning na ho jaye trading start na krein

              jab tak acchi learning Na Ho jaaye trading star na Karen yah sab se step hai Agar aapke jitna acchi earning learning hogi ab utna hi achcha kam karke acchi kar sakte hain acchi quality ka kam kar sakte hain achcha benefit aise kar sakte hain to isiliye Tamam usko chahie ki vah jyada Se jyada learning Karen knowledge ko Hasil Karen utna hi aapke liye jyada achcha benefits after ho sakta hai agar aap jante Hain Ki aapko is platform per kamyabi Hasil ho to aap minut karte rahen aur iska mein dilchaspi rakhen jaruri kamyabi milegi
              • #8 Collapse

                Re: jab tak achi learning na ho jaye trading start na krein

                Aoa zahir si bt hy jb tk trader ky pass trading krny ky liye us ky pass learning hi na ho usy trading ka idea hi na ho to wo fazool men trading kr rha hy keo ky trading ky liye us ky bry men malomat ka hona bhi lazmi hy so learning ky bger trading na kren jin ko trading ka idea hi na ho
                • #9 Collapse

                  Re: jab tak achi learning na ho jaye trading start na krein

                  Walekum assalam han ji acchi learning hone ke bad hi trade start karen trading start karne se pahle hamen achcha Na lage aur tradingqna experience hasil kar lena chahie trading ko experience ke bagair aur knowledge gabbar karne se hamen kuchh bhi Nahin ho sakta hamen Apne trade mein profit hasil karne ke liye aur acchi running ke liye acchi learning karna hogi
                  • #10 Collapse

                    Re: jab tak achi learning na ho jaye trading start na krein

                    assalam o allikum all individuals,mera mashvera hay new individuals ok leye okay vo os vaqt tak actual account mein trading hargiz start na krein jab tak okay getting to know achi nahi hojati.bohat se log discussion board pe nakaam ho jatay hain aur nakami ki sb se barri wajjah yehi hai k bina learning okay kaam start kr detay hain aur loss face krtay hain.khud ko kamyab krna hay to pehlay studying ko improve krein..
                    • #11 Collapse

                      Re: jab tak achi learning na ho jaye trading start na krein

                      Han ji aap ke bad bilkul theek hai jab tak aapko Forex ke bare mein acchi lag rahe hain teacher experience Na Ho Jaaye to aapko is time Tak tradesmart Nahin Karni chahie Kyunki agar aap Aise trade Karenge to aap apni loss' kar baithenge ISI Ram Sabko chahie ki Ham Forex ke bare mein pahle acchi learning knowledge or experience Hasil Karen aur uske bad trade karna Shuru Karen doston Sab Ko chahie Kyon Forex mein jyada Jyada mehnat Ke Sath Ho Aur Achcha aur best quality wala kam Karen Kyon Kya Karun Shah Forex Mein Achcha aur best quality wala kaam Karenge To Hamen Achcha profit Mein Laga
                      • #12 Collapse

                        Re: jab tak achi learning na ho jaye trading start na krein

                        assalamu alaikum dear force members kya hal hai aap kyon main karta hun aap khairiyat se honge Ji Hain aapki baat bilkul theek hai ki jab tak acchi strong learning Na Ho jaaye use waqt strong position main aap na aaen aap trading start na Karen kyon ke learning se Ham sikhate hain samajhte hain kya mein Forex trading kaise karni hai aur yah usi waqt Sikh sakte hain jab Ham jyada se jyada time Forex trading ko suspend Karen aur informations hasil Karen Forex education shasan Karen Forex sikke samjhe kis tarah market karnal ishqiya jaate Hain friend kaise maloom Kiya jata hai yah to mum sajan learning se hoti Hain jab aap kam Sikh Le hasil learning kar len FIR aap acche expert analyst bhi bante hain aur acche tractor per bante Hain expert raider bante Hain
                        • #13 Collapse

                          Re: jab tak achi learning na ho jaye trading start na krein

                          g bilkul der aapane bahut acchi baat ki hai ki jab tak acchi learning Na Ho jaaye use waqt Tak hamen trading bilkul bhi nahin karne chahie pahle hamen apni learning strong karni hogi FIR hamen trading karna hogi is tarah se Ham kamyab ho sakte hain isliye jyada se jyada koshish karen ki pahle jyada se jyada hi apne learning ko strong Karen Ham apne learning ko strong karke bahut acchi kamyabi Hasil kar sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: jab tak achi learning na ho jaye trading start na krein

                            Assalamu alaikum ummid karta hun tamam log khairiyat se honge aur aaj ka jo hamara question hai vah yah hai ki jab Tak acchi learning Na Ho jaaye use vatika hamen trading nahin lagani chahie ji bilkul apne bahut hi acchi baat ki hai jab tak Ham mein acchi learn kaha se dur Na Ho use waqt Tak hamen trading nahin lagani chahie balka trading hamen use waqt lagani chahie jab hamare account mein bahut hi jyada bhuvnesh a jaaye aur bonus ke bad hi Ham 2 se 3 weeks ka Ham bole collect karle bole Kala karne ke bad FIR Ham trading lagat aage hamen jyada se jyada profit han se lo aur jyada se jyada Marne kar saken shukriya
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jab tak achi learning na ho jaye trading start na krein

                              Assalamoalaikum dosto umeed ha ka ap sab thk hon gy g han bikul dosto ap sab us waqt tk ap log apny account pr work start na kren jab tak apki learning achi na ho jaye qk jab tk ap logo ki learning achi ni ho paye gi tb tk ap apni posten achi ni kry gy to meri ap sab a yhi darkhwast ha ka jb tk ap logo ki learning achi na ho jaye tb tk ap apna work start na kre thanks

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X