Dear forex market main jab trading kartay hain to agar aap new trader hain to koshish karen k hamesha wo hi trade lagain k jis k baray main aap 100% surety rakhty hon risky trade na lgain risky trade say aap ko bohat loss ho sakta hay aur account bhi wash ho sakta hay es liay hamesha koshish karen k aesi trade lgain jis main aap nay analysis kiya hoa ho aur aap ko uski movement ki samaj aa gai ho tabhi profitable trading kar saken gay
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим