asslam o alikukm dear frienf umeed kar ta ho kay ap sab theekh ho gay dear friend forex trading mai kamayb trading kay lea ap ko phlay market ko analysis kar na par ta hai or technically analysis wo analysis hai jis mai ap market mai chart per kuch trading tools ka use kar tay hai or market ko samjh tay hai or market kay trand ko fine out kar tay hai jab ap technically kay sath market ko samjh tay hai tab hi hum market mai achi trade laty hai or is main loss ho nay kay chance km ho tay hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим