Kia hmara profit aur loss lot size pa depend karta ha,?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia hmara profit aur loss lot size pa depend karta ha,?
    Kia hmara profit aur loss lot size pa depend karta ha,??
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia hmara profit aur loss lot size pa depend karta ha,?

    Han gee dear member hmara loss aur profit hmary lot size pa hi depend karta ha jitna bara hmara lot size ho ga utnaa hi humy faida ya nuksan ho ga lot size ap ka faiday aur nuksan ki limit btata ha agar ap bara lot size use karty hain to in case agar ap ko loss hota ha to ap ka account bhi wash ho sakta ha is ly dear kam sa kam lot size use kry jo humy nano ma dia jata ha usi sa profit hasil kary aur kamyab ho jay
     
    • #3 Collapse

      Re: Kia hmara profit aur loss lot size pa depend karta ha,?

      Ji dost Mara Prathna jo hai vah Hamare Laat sides ke upar direct band karta hai agar Hamara lot size Bada Hai Tumhara profit Ho glass Bhi Bada hi hoga.
      Lot size ka matlab hai ki aap Mein Judaa chij mein se kitna bada share kharidna Chahte Hain yah directly proportional Hai Iske. Hamara lot size bada hoga to Jagah Hamesha jawab to Hamara fayda Mein Pada Hoga Agar lot size Hamara Chhota Hai To Hamen Agar Paida Hua to Mara lot size bhi Chhota hoga
      ​Forex is the Best Business of the world!
      • #4 Collapse

        Re: Kia hmara profit aur loss lot size pa depend karta ha,?

        Forex mein profit aur loss lot size se hi hota hai forex mein hum jtni bhi lot size use kartay han us hisaab se profit ya loss hota hai lot size ziada use karain gey tu profit aur loss bhi ziada hota hai aur kam use karain gey tu profit aur loss bhi Kam hota hai hum ko apni lot size account ki money management kar kay use karna cahaiye money management kar kay lot size laga kar trading karain gey tu account balance kay mutabik trading karain gey
        • #5 Collapse

          Re: Kia hmara profit aur loss lot size pa depend karta ha,?

          han dear aapki baat theek hai Ham jitni Badi Ladka use Karenge Humko Usi hisab se profit or loss hoga Agar Hamara Kam Karne Ka Tarika sahi hai To Ham Badi lod se bahut kuch kar sakte hain aur Agar Hamare Kam Karne Ka Tarika galat hai To Ham Kisi Badi Lad se bahut bada loss kar sakte hain Baithe yahi hai ki Ham kam se kam risk aur reward se kam Karen۔
          • #6 Collapse

            Re: Kia hmara profit aur loss lot size pa depend karta ha,?

            yes hamara profit aur loss yeh donu hanaray lot size pe depend krta hai.agar hamara lpt size small higa to hum ko profit ya loss jo bhi hoga voh thora he hoga aur isi tarah big lot size pe hum ko ziada milay gamyeh aap aasan lafzo mein aisa samjh lein k kisi business mein jitna ziada investment ho to oska profit aur loss bhi waisa he hoga.
            • #7 Collapse

              Re: Kia hmara profit aur loss lot size pa depend karta ha,?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Aqib-Javed پيغام ديکھيے
              Kia hmara profit aur loss lot size pa depend karta ha,??
              Gee apka 80% profit aur loss apky lot size per depend karta hai agar ap bada lot size lgatay hain to profit bhe zeada hoga aur agar chota lot size lgatay hain to profit aur loss bhe Kam hoga islye hamesha soch samajh Kar lot size lgaya Karen....
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Kia hmara profit aur loss lot size pa depend karta ha,?

                Ji haan dear aapane Sahi Kaha Hamara profit or loss Hamari lot size per depend karta hai Jitna zyada lot size ka istemal Karenge utna hi Hamen zyada loss Hoga isliye Hamen Hamesha lot size ko Kam rakh kay use karna hoga phir hi acchi trading kar sakte hain isliye trading karte hue Hamen Soch Samajh Kar stop-loss ko use karte hue kam karna chahie or learning Karke market ka analysis Karke Unki movement ko samajhkar hi trade karne chahie isi Tarah kamyabi Mumkin hai agar Ham market ke rules ko follow Nahin Karte to kabhi bhi Kamyab Nahin Hote.

                اب آن لائن

                Working...
                X