tukkay sa trading hr baar faida nhi daiti,,,,,

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    tukkay sa trading hr baar faida nhi daiti,,,,,
    dear friends, hmain tukkay sa trading nhi karni chaiya bl k apnay knowledge aur experience k mutabik trading decisions lain, ta k market ki moment ko behtar tarikay sa predict kar sakian aur koi ghalat trade hmain loss na pohnchay
    Last edited by ; 14-07-2020, 02:28 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: tukkay sa trading hr baar faida nhi daiti,,,,,

    blind trading se aapko ekadam Ho to fayda ho sakta hai lekin regularly aapka mein aap nahin ho sakte blind trading se aapka carier spoil ho jata hai aur aapka bilkul trading ke bare mein kuchh bhi nahin pata chalta aapane apni trading co perfect banana hai aur logi ke liye aapki trading analysis aur production ke sath acchi hogi to aap kamyab honge agar aap to ki trading karenge aur aapko Koi samajh nahin hogi to fir trading mein Na kami hogi lekin agar trading mein aur short term trading karte hain aur aap ko pata hai ki daily time frame a candle aapka sath degi tuk tuk retreading chal jaati hai lekin regularly jaate nahin hota to ki vajah se aap kabhi bhi kamyab nahin hote aur aapki trading bahut jyada hai mushkil hoti hai
    • #3 Collapse

      Re: tukkay sa trading hr baar faida nhi daiti,,,,,

      tukky laga kar kie howi trding kbe be fada nahi deti hain hamy forex main mehnat sy kam krna chahey hamy forex ko achy sy samaj akr is ky rules ko follow kar ky is main mehnat sy km karma chahey pher hi hm kmayab ho skty hain or acha bonsu hasl kr skty han yai aik aam job ki nisbt boht hi acha business hain is main hmara koi be boss nahi hota hain yai kabe be bnd na hony wla business hain
      • #4 Collapse

        Re: tukkay sa trading hr baar faida nhi daiti,,,,,

        dear friend forex trading mn tukka lga kr kbi bhi trade naen lgani chayay keun k tukka lganay sakbi kbi to achha profit mil jata ha lekin hmesha naen isliay tukka lganay ki bjaye soch smjh kr aur market ka analysis kr k trade lgsyn ta k achha profit hasil kr sken
        • #5 Collapse

          Re: tukkay sa trading hr baar faida nhi daiti,,,,,

          Doston yah Koi Badi baat nahin hai ki Ham to ke se trade lagaen aur vah loss yah fayde Mein Jaaye Dekhen dost Kuchh Bhi Mumkin hai aapki to Kaise Lagaye trade Kabhi Kamyab bhi ho sakti hai aur Kabhi Na kam Bhi lihaja Kya hi Achcha Ho ki Ham Kafi tajurba Hasil Karen
          Thank you for your attention
          • #6 Collapse

            Re: tukkay sa trading hr baar faida nhi daiti,,,,,

            Assalam walekum ji bilkul theek kaha aapane ke tukkay marnay sy hr br trading Kamyab Nahin Ja sakti isliye tukkay bazi se trading na Karen balke market ki analysis Karke market ki movement Ko Dekhkar indicaciones ko Samajh Ke trading Karen Taake Hamari trade ke loss ke chances kam se kam ho aur ham Achcha profit Hasil kar sake isliye tukkaye Marne se trading Nahin ho sakte
            • #7 Collapse

              Re: tukkay sa trading hr baar faida nhi daiti,,,,,

              Ji,forex main trading karty huye hum tukky bazi say aik adh bar profit to earn kar sakty hain laikin kabhi bhi khud ko kamyab trader nai bana sakty, q keh kamyabi kay liye forex market say touch reh kar trading analysis karna bahut zaroori hayn tab he forex market main hum trading karty huye expert and successful ban sakty hain.
              • #8 Collapse

                Re: tukkay sa trading hr baar faida nhi daiti,,,,,

                Forex treading Ik kamyb business hy is jysa koi bh business Nhi hy is lia hm chya ky mhynt kra konwldg or experience Ho hsil kra market ko achy sa semjhna analysis kra mouvmnt ko semjhna tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga forex bht hi achy or kamyb business hy is main hm jitni mhynt sa achi qulit ka kam kra ga utna hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga jitni mhynt kra ga utna hi kamyb Ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: tukkay sa trading hr baar faida nhi daiti,,,,,

                  Forex trading mai tukka laganay waley traders ka career aur business bohat Kamm waqt kay liye he hota hai kiyu kay tukko say aik baar ya 2 baar tou profit ho sakta hai laikin her baar profit nahi hota hai. Tukka traders ka overall profit unn kay losses say Kamm he rehta hai jiss wajah say weekly bonus lainay kay baad agli 2 say 3 trades mai usay zaya ker kay next bonus ka wait shuru ker daitay hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: tukkay sa trading hr baar faida nhi daiti,,,,,

                    Hamen Forex Mein Tukky lagakar Kam Nahin Karna chahie tukky lagane se Hamen kabhi bhi fayda nahin Hota Forex Mein Bar Bar tukky Nahin kam aate Hamen apni mehnat Karni chahie aur apne mehnat ke balbuty per hi Hamen kamyabi harsal Karni chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: tukkay sa trading hr baar faida nhi daiti,,,,,

                      ache analysis kar ke he to hum is main ache trading kar sakte hain or is tarah s ehe to hum is main kamayb bhe ho he jate hain to bas is liye hamne bhe cahiye ke hum sahe tarah se ache tarah se is main kam bhe kar liya karen or is main se kuch faida hasil kar saken or is amin hum ache kamai bhe kar saken to bas hamen bhe cahiye ke hum is amin har dafa tukka na lagaya karen balke hamen is amin ache tarah se analysis kar ke he trade open karne cahiye jo ke hamen is main acha profit de sakte hae or is tarah se hum is main kamayb bhe ho sakte hain to bas is liye hamne bhe cahiye ke hum is main success bhe hasil kar jate hain or is main hum kuch hasil kar he jate hain
                      • #12 Collapse

                        Re: tukkay sa trading hr baar faida nhi daiti,,,,,

                        Agar aap t u k a a Laga kar trading karne ki koshish Karenge to aapko usse Har dafa fayda Nahin ho sakta Kyunki aapka aapki lakh Har dafa aapka Sath Nahin Degi aur na aap usse Har dafa Kamyab Ho Payenge isliye trading ke Business mein mehnat per yakin Karen aur shortcut Ko Chhod De Kyunki Agar minut Karenge to trading Mein tabhi aap Kamyab Ho Payenge
                        • #13 Collapse

                          Re: tukkay sa trading hr baar faida nhi daiti,,,,,

                          G bilkul thk kaha hai tukky har bar sahi ni lagta kbi kbi tukka sai lagg jta hai jis py insan khush ho kr bar bar wahi glti dohrata hai blky forex k members ko chaheay k wo zaida sy zaida learn kren or knowledge hasil kren ta k wo 1 acha trader bn paye
                          • #14 Collapse

                            Re: tukkay sa trading hr baar faida nhi daiti,,,,,

                            humy forex trading business mien tukkay sy work nahi krna chahiya bilka humy is mien khud ke mehnat ka sath work krna chahiya hum is business mien kamyabi hasil krne kaliya humy is mien chahiya ka hum appine business mien ziyada sy ziyada mehnat ka sath work kry jitne ziyada mehnaty ka sath work kry ga humy is mien utna ziyada faida hasil hoga humy is business mien mehnat ke zurat hy.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: tukkay sa trading hr baar faida nhi daiti,,,,,

                              Forex trading mien hume chahie ke hum us waqt risk lien jab humare pas ache se ache experience ho aur ache se ache knowledge ho jis ki buniad per hum market ko analyze bhi ker sake aur ache se ache trade bhi laga sake jis se hume ache earning hasil ho. Agar forex mien loss ho bhi jae tu hume preshan nhi hona chahie aur na hi double minded ho ker kam karne chahie is se hume loss ke siwa aur kuch hasil na ho ga sabar se kam kare ape ke sath ache hi ho ga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X