A good trader not emotion focus on your work..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: A good trader not emotion focus on your work..

    Assalamu Alaikum dear members kaise hain ummid karti hun aap sab theek honge ji aapane bilkul theek kaha hai Forex mein soch samajhkar trading Karen agar aap Forex mein soch samajhkar trading karenge tabhi aap kamyab ho sakte hain isiliye jitna gaya tha vah sare acche se kam Karen aur apne kam ko behtar tarike se aage lekar jaen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: A good trader not emotion focus on your work..

      Dear Forex member main ummid Karta Hun ki aap sab khairiyat se Honge aur Forex se acchi earning Hasil kar rahe Honge aur Forex se bahut Kuchh Sikh Rahe Honge ji han bilkul sahi baat hai forex main Hamen Hamesha trading karte waqt is Baat Ka Dhyan Rakhna chahie ki Hamen Kabhi Bhi Apne emotion ko trading mein nahin aana chahie Kyunki Agar Ham Apne emotion ko trading Me laenge to Hamari trading kharab ho sakti hai aur Hamen loss bhi ho sakta hai aur koi Achcha trader Hota Hai To vah Apne emotional kabhi bhi trading Mein Nahin Leta isliye vah Achcha profit Hasil karta hai isliye FIR milenge Khuda Hafiz.
      • #33 Collapse

        Re: A good trader not emotion focus on your work..

        Assalamu alaikum my dears forex members ji ha AP ki bat bilkul theek hain Jo acha trader hota wo apni AP ko emotions per control kerna seekh jata ha ap ko chayi apni mind k sath trading Keri aur profit gain keri
        • #34 Collapse

          Re: A good trader not emotion focus on your work..

          Hamen acche experience ke sath kam karna chahie tha ki Ham ek acche trader Ban paye kyunki ek achcha trader kabhi bhi ghabrata nahin hai aur aur vah apne acche experience ke sath trade lagata hai aur apne experience ko increase karne ki koshish karta hai isliye aapko chahie ki aap bhi apne experiance co increase Karen experience demo account per practis karne se Hasil ho sakta hai agar aap vahan per practis karenge to aap jarur kamyabi Hasil kar sakte hain aur apni life mein success Hasil kar sakte hain
          • #35 Collapse

            Re: A good trader not emotion focus on your work..

            Ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai ek good trader kabhi bhi apni emotions ki buniyad per aapane trade ko open nahin karta voh Hamesha Apne kaam par focus karta hai aur Hamesha Apne trade ko Soch samajhkar aur proper planning ke sath aur apni proper strategy Banakar aur Forex rules ke mutabik aapane trade ko open karne ki koshish karta hai isliye hamen bhi apni emotions ki buniyad per aapni trade ko open aur close nahin karna chahie Bal ke Hamen trading ke dauran apni emotions per control Rakhna chahie aur Hamesha Forex rules ke mutabik apni trade ko open aur close karna chahie.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #36 Collapse

              Re: A good trader not emotion focus on your work..

              Dear members I hope all of you are fine aaj ka jo maratha pic hai ke ko emotion se nahin bol ke samajhdari se kaam karna chahie aur apne work per focus karna chahie ji han hamen apna Kam Kamal samajhdari aur mehnat ke sath karna chahie jo bhi kam lagane aur mehnat samajhdar se kiya jaaye vah kam hamesha hi kamyabi kitni der tak pahunch jata hai lekin jiska mein Ham focus nahin karenge time spend nahin karenge uska mein humne kabhi bhi kamyabi aasan nahin Hoti balki hamen ham log mein chale jaate Hain isliye hamen fresh market mein hamesha soch samajhkar aur planning ke sath kam karna chahie na ke hamen bagair soche samjhe aur chatpati hokar Kam nahin karna chahie jald se jald bazi se bhi hamen dur rahana chahie kyunki jaldbaji security kam hamesha ki taraf Le jata hai hamesha samrat Ham nav samajh Kar kam karna

              اب آن لائن

              Working...
              X