Candlestick charts ko ziada traders kun use kartay hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Candlestick charts ko ziada traders kun use kartay hain?
    Forex trading market main basically three types kay charts use kiay jatay hain jin main say aik Bar chart dosra Line chart and tesra Candlestick chart hain lakin en sab main say ziada tar traders Candlestick charts ko ziada use kartay hain maira ap sab members say sawal hay k aisi kia wajohat hain jin ki bina par traders baqi charts ki nisbat Candlestick charts ko ziada use kartay hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Candlestick charts ko ziada traders kun use kartay hain?

    Hamen candles ka istemal karna hoga Hamen market main market ki movement ko Samajh Ke candle ko aur indicators Ka istemal Karke market Mein kaam karna chahie Fir Bhi Ham kam Karke profit Hasil kar Sakenge Agar Ham kam karte hue candles Koi ignore Karte Hain To Hamen sirf aur sirf nuksan ho jaega Aur Ek mein Hamen Soch Samajh Kar kam karna chahie
    • #3 Collapse

      Re: Candlestick charts ko ziada traders kun use kartay hain?

      hamaiin kam start karny say pahly is k bary main learning karni ho gi ab hi hum run kar skaty hain aur forum main kam kar k hi hum achy say trade karny k kabil ho sakty ain aru forum main enter hony say pahly is k bary main expeirence ho ga tba hi hum achy say trade karni ho gi aur forum main pattern ko use kar k hi hum achy say trade kar k hi hum loss say bach sakty hain aur forum main kam kar k hi hum acha earn karny k kabil ho sakty hain ab hi hum perform kar sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: Candlestick charts ko ziada traders kun use kartay hain?

        Mere Bhai candlestick chart hai hai vahi marketing hai usi ko analyse Karke ham marketing karte hain isliye hamen chahie ki ham jyada se jyada use chat ko analyse Karen daily basis ka ek target banale ki ham use chat ko analyse Karen jitna ham analyse karenge utna hi experience build Hoga aur utna hi ham acchi trading kar sakenge isliye hamen chahie ki jyada se jyada daily basis per candlestick chart ko analyse karte rahe
        • #5 Collapse

          Re: Candlestick charts ko ziada traders kun use kartay hain?

          Candlestick chrat ko zayida log keon use krtay hai bohat acha swal hai forex main aap agr candlestick or chart ko Dhak Kar trade lagay gay tu aap achi trading Kar Kay acha profit hasal Kar saktay hai forex mein Jo log candle ko follow krtay hai un ko hi kamyabi hoti hai
          • #6 Collapse

            Re: Candlestick charts ko ziada traders kun use kartay hain?

            Candlestick ziada easy krwatii Hein trading m yeh bt bht ziada zarori h agar ham trading karty Hein to ham Khud love Acha trader bna skty Hein to KU na ham Khud love kamyab BNA skein or Istrha kamyabi hmara mukadar bn skti h kuch chezain zarori hotti Hein trading m smjhny k lye
            • #7 Collapse

              Re: Candlestick charts ko ziada traders kun use kartay hain?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: ameer111 پيغام ديکھيے
              Forex trading market main basically three types kay charts use kiay jatay hain jin main say aik Bar chart dosra Line chart and tesra Candlestick chart hain lakin en sab main say ziada tar traders Candlestick charts ko ziada use kartay hain maira ap sab members say sawal hay k aisi kia wajohat hain jin ki bina par traders baqi charts ki nisbat Candlestick charts ko ziada use kartay hain?
              forex market main trade ke waqt takrwwban Chandle sticks ki movement Dosre chart se tezz hai aur aur assan hai market main help krne main asani lata hai
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Candlestick charts ko ziada traders kun use kartay hain?

                Candlestick chart ko Aksar traders isliye use karte hain stock market ki moment Ka Pata Lagaya Ja sake candles do Tarah Ke Hote Hain bullish or bearish bullish candle Hamesha by train mein Shahar karta hai aur Barish Joker Mandi yani giravat ko Jahar karta hay
                Thank you for your attention

                اب آن لائن

                Working...
                X