trading mein account balance ko dakhty howe he risk len .
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading mein account balance ko dakhty howe he risk len .
    Asalam-o-alikum dear all members forex trading mein agar hum kmayab hona chahty hain to humein chahiye keh hum apny account balance ko dakhty howe he lot size use kiya karen agar hum trading mein lalach karty hain aur apny account balance ko ignore kar ky apny account se zayada ka lot size use kar lety hain to es sy humein nakami hoge es liye aik kmayab trader ka account wash nahi hota hy kun keh wo trading karty howe apny account ko dakh kar he lot size use karta hy wo kabhi bhi lalach mein a kar money mnagement ko ignore nnahin karta hy es liye wo ache trading karta hy aur acha profit bhi gain karta hy es liye humein bhi chahiye keh hum forex trading mein money management ko follow kar ky he trades open kiya karen takeh humara account save rahy aur hjum ache trading karty rhay continuously trading karny ky liye save trading karen thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading mein account balance ko dakhty howe he risk len .

    Assalamu Alaikum their trading Mein Hamen chahie ki Ham trade open na Karen Hamen chahie kya Ham masti mein kahan Karen aur trading open se acchi Karen Hamara Kaun bhi washna ho
    • #3 Collapse

      Re: trading mein account balance ko dakhty howe he risk len .

      Hamen market ki movement ko Dekhte Hue trading Karni chahie Forex trading ke liye Ham Paisa invest karte hain aur Agar Hamare Paas Paisa Nahin Hai To Hamen Pakistan Forex form ko Join kar lena chahie ismein posting Karke Ham bonus kama lety hain bonus sy hum market Mein trading kar sakte hain aur ham kam Karke profit hasal kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: trading mein account balance ko dakhty howe he risk len .

        forex trading aik risky business ha is mn achhi earning hasil krnay k liay risk lena prhta ha lekin spko chsysy k risk hmesha apnay account ballance k hisab sa len keun k agr account ballance k hisab sa ziada risk len gay to apka account bhi wash ho jay ga
        • #5 Collapse

          Re: trading mein account balance ko dakhty howe he risk len .

          ji han bilkul theek keh rahe hain hamen trading mein account balance Ko dekhkar hi risk Lena chahie kyunki hamare pass balance kam hoga to Ham risk nahin Le payenge hamen bahut nuksan bhi ho sakta hai isliye agar hamare pass balance jyada hai to hi Ham risk Le sakte hain Varna hamen bahut nuksan ho sakta hai isliye nuksan se bachne ke liye hamen har girja aisa nahin karna chahie hamen nahin Lena chahie agar hamare pass balance kam hai agar hamare pass balance hai to hi Ham likh Le sakte hain Varna hamen bahut nuksan bhi ho sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: trading mein account balance ko dakhty howe he risk len .

            agar hamare pass account balance kam ho tab hamen trading bhi save karne chahie aur hamen itna jyada risk nahin Lena chahie ki agar hamen loss bhi ho jaaye to hamara account washna Ho kyunki agar account was ho jata hai tab hamare liye bahut hi jyada masala hota hai kyunki account ko FIR dobara se recover karna kafi jyada mushkil hota hai aur fir se bahut jyada mehnat karni padati hai isliye hamesha apne account balance ko pahle dekhen aur uske bad Hi loot size normal rakhe hain taka hamen normal profit ho aur kafi jyada loss Na Ho aur ham ISI tarah account apne ko wash hone se bacha sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: trading mein account balance ko dakhty howe he risk len .

              ASSALAM O ALIAKAUM, ji bilkul I agree with you on karte hue hamen apne account balance ko dekhte hue hi trading karne chahie aur risk Lena chahie Jab Ham apne account balance se zyada trading karte Hain to hamara account wash ho jata hai to iske liye hamen money management ko ko follow karna hoga jab tak Ham money management ko follow nahin karte tab tak Ham acchi aur successful trading nahin kar sakte acche aur successful trading karni hai achcha profit hasil karna hai to money management ko follow karte hue aur apne account balance ke mutabik hi risk len
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: trading mein account balance ko dakhty howe he risk len .

                Yes dear friends forex main humain money management k sath trading krni chahiay. Aur kabhi bhi humain apnay capital say ziada risk nahi laina chahiay. Jo loog forex main apny emotions per control nahi krty aur ziada profit hasil krny k liay greedy ho kr trading krty hain aisy loogon ko forex main sirf loss hota hy. Isi liay hum sb ko apny account k mutabiq risk laina chahiay taky hum profitable trading kr sakain aur aik successful trader bn sakain.

                اب آن لائن

                Working...
                X