Asalam-o-alikum dear forex trading mein agr hum lalach karty hain to hum es mein kabhi bhi kmayab nahin ho sakty hain es liye humein chahiye keh hum forex trading karty howe lalach se avoid kiya karen agar hum apny account balance se zayada lot size use karty hain to es sy humara account wash ho jata hy hum tab he lalach karty hain jab hum zayada earning ky bary mein sochny lagty hain keh hum kum waqt mein zayada earning gain ho jaye es liye humein chahiye keh hum agar g=forex trading mein kamyab hona chahty hain aur forex trading mein apna account save rakhna chahty hain to humein lalach se avoid karna chahiye aur sabar ky saath market ko ache tarah se analysis kar ky he trading karne chahiye tab he hum forex trading mein apny account ko bhi save rakh saken gy aur kamyab bhi ho saky gy thanks
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим