first loss than profit

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    ap ne sahi kaha pehly loss phr profit kiu k hamain loss sy buhat kuch seekhny ko milta hai is lie hamain chhaye k hamain loss sy naumeed hony ki bajaye us sy experience hasil karna chahye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      forex main agar ap ya samjty ho k app pahli dafa hi profit hassil kar loo gay to boht muskil baat kuin k forex main profit earn karna boht muskil ha aur forex main jaab takk app ko loss nahi ho ga ap ko ziyda seekna ko nahi milly ap ko chaia k ap learnig pa concetrat karro agar ap loss sa bachna chaty hain to
      • #18 Collapse

        Assalam-O-Alaikum me to bhai jan is formula ko nahi manti hoon kay pahley hum loss karen gay to tab he hum is forex trading kay business say earn karen gay bal kay hum is ko bna loss kay profit say be is business ko start kar saktey hen.
        • #19 Collapse

          han dear aisa zaroor hota hai is pr kafi mehnat ki jati hai pehly kafi loss hone k baad phir success hoti hai ye aik good business hai is ko bahut say loog apni hard working say kr rahy hain ye aik acha business hai
          • #20 Collapse

            dear main apki iss bat se bilkul bhi agree nahi karta hamen ye zruri nahi hay keh hamen pehlay loss ho ajey apni first trade mnain hamen soch smjh k stah agar trade karenge top hamen loss nahi hoga so tension na lain newbies .
            • #21 Collapse

              forex ki trading mein jab tak insan loss ni kar leta tab tak wo forex ki trading ko serious ni leta is liye insan thokar khaa kar he seekhta hai phir wo learning ki taraf be fully tawaja deita hai.
              • #22 Collapse

                Forex trading bhi dosre karobar ki tarha hi he es min loss bhi hota he aur profit bhi hota he aur aik common kahawat he k first to apko loss karna pare ga aur phir ap es qabil hon ge bara profit kar lin es karobar se money earn karna koei mushkil kaam nahi he bas zarorat he sabar karin aur time ka wait karin jab time ho to us waqat hi trade karin aur profit le lein warna to ye business bara hi risky he agar hum pehle hi lamhe se profit k peeche bhagne lage to loss hi karin ge.
                • #23 Collapse

                  mere kayal sa zarori nahi hain ka forex trade main loos he ho forex main profat be hota hain loos hone ki humari he koi reason hoti hain aur hum ko forex main apni reson sa he bohat kuch sekyte hain forex main expert ho to loos nahi be ho sakta hain
                  • #24 Collapse

                    Asslamoalikum maraq bhai ya zaruri nahi ha ka mara bhai pehla lose ho lakin aksar asa hota ha na smjhi mara hmain lsoe ho jata ha mara bahi lakin iska mtlab ya nai hota ka lose e ho kis time luck achia b ho sktii ha mara bhai or hmaisa lose ka nahi sochna chaiya mara bhai
                    • #25 Collapse

                      Is bat men koi shaq naheen kay forex trading ek sub say best business hai aur jo new traders forex par work kartay hen unhen pehlay loss hota hai aur uskay baad unhen profit hasil hota hai
                      • #26 Collapse

                        G han app ne sahi kaha ha is business me hmen phely loss hota ha or bad me hmen is business me profit hota ha iis liye hmen chahe k hm is business me loss k waqt hmeshha sbr se kam liaa kareen kyun k ye aik asa business ha jis me hemn loss kabhi bhi ho skata ha
                        • #27 Collapse

                          G janab forex mai ap agar loss nai krty hy tu ap ko profuit nai ho skta hy or sab sy bari baat ap ka knwoeldeg axha ho tu ap ko bht kuch yaha sy hasil ho skta hy or forex mai yay chexy important hy.
                          • #28 Collapse

                            forex trading mai agar app ko starting mai loss hota hai tu koi baat nahi hai.lekin app ko koish kerne hote hai ke app jo hai woh apne mistakes se seekhe market ke baray mai.
                            • #29 Collapse

                              No brother aesa nai hota hai lazmi nai hai k hum first time loss kare , agr first time loss karte hai tou hum kafi had tak apna confidence loss ker deta hai hamre andar fear a jata hai , is leye hume chaiye he yeh k hum is business ko proper learning ker k kare tak phela profit ho or hum confidence se agay work ker sake.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Friends I am not agree with you because Forex trading will be challenging? Precisely why good luck is very important throughout forex trading? Will it be too challenging or perhaps this question doesn't have any ground? What's the important long term connected with forex trading? Forex business is full of challenges and you have to really work hard to make yourself be in this business to success then I think you don't think this.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X