khud ko dhoka na dain, jo ghalti ho jai, usko accept karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    khud ko dhoka na dain, jo ghalti ho jai, usko accept karain
    Forex me ham loss kio kartay hain? wo es waja se k ham apni ghaltio ko note nahi kartay aur agar loss ho jai to wo qismat per daal detay hain. ye baat haqeeqat ha k na to ham analysis kartay hain aur na he planning, ham forex ka knowledge gain nahi kartay aur na he demo per practice kar k experience gain kartay hain. en sab k baawajood bhi ham apne aap ko bari uz zimma samajhtay hain. hamain chaheye k agar hamain kisi cheez ka nahi pata to usko doosro se pooch lain aur apne aapko dhoka na dain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: khud ko dhoka na dain, jo ghalti ho jai, usko accept karain

    galtio ko accept karna or si sy chi lerning krna aik cy tradr ki nishnai hain hamy loss hony par tense nahi hona chahey hamy apmi galtio ko kathem kr ky is main mehant sy kam krna chahey pher hi ham kmayab ho skty han ro cha bonsu hasil wkr sakty han ham is min apni mrzi sy free account bna kar be kam kr sakyy han
    • #3 Collapse

      Re: khud ko dhoka na dain, jo ghalti ho jai, usko accept karain

      forex main humian es main pne mistakaes kare kay hum es main kam karain gain to humain es main loss ho ga our humara account be wash ho jay ga our hum es main mahant say hum es main kam kar kay hum es main sucess ho skty hain our hum es main mistakes ko avide kar kay hum es main kam karain gain to hum es main sucess ho skty hain
      • #4 Collapse

        Re: khud ko dhoka na dain, jo ghalti ho jai, usko accept karain

        Traders ko haqeeqat tasleem karny ki koshish karni chaye jo ghalti agar ho jaye to khud ko dohka na dia karen aur apni ghalti ko accept kar leya karen es ka faida bahot zeyada ho jata hay agar apni ghalti traders accept kar lety hey to esy traders mumken hi nahi key apni ghalti se koi lesson hasil na karen, agar small mistake be ho jata hay es me be traders key ley 1 lesson aur knowledge hota hay esi se hi traders ki learning aur experience build hota hay.
        • #5 Collapse

          Re: khud ko dhoka na dain, jo ghalti ho jai, usko accept karain

          Ji bilkul Jaan Mere Bhaiya sahi hai agar aap Logon Ko Yahan per Forex trading business mein koi bhi aap Roko mistake hoti hai to aap log Khud Ko apne aap ko Dhoka mat hain aap ko jo apni Galti Hai use accept kar lena chahie aap log apni Galti accept Karenge to mujhe milte hai ki next aap log use Galti ko kabhi bhi hi nahin aaenge aur used except karne mein hi aap logon ka Bhala hai
          • #6 Collapse

            Re: khud ko dhoka na dain, jo ghalti ho jai, usko accept karain

            Apni Galti Ko Man Lena Hamen Kamyab banaa sakta hai Hamen sabse pahle Achcha experience Hasil karna chahie aur Hamen Forex Mein minut se Lagane se kam karna chahie Agar Ham kam karte hue Koi galti kar diya To Hamen nuksan ho jata hai Hamen nuksan ke bad ghabrana Nahin chahie balki Hamen nuksan se learning Hasil Karke market Mein kam karna chahie Is Tarah Ham kam Karke Paisa Kama Sakenge
            • #7 Collapse

              Re: khud ko dhoka na dain, jo ghalti ho jai, usko accept karain

              Forex business bhttt acha business hai ..or ager mistake hu rhi hu tu usko accept krna chahye taa k hum ghaltiyo se sekh k agy barh sky or bhttt zeada kamyabi hasil kr sky..
              • #8 Collapse

                Re: khud ko dhoka na dain, jo ghalti ho jai, usko accept karain

                Bilkul theek humain forex mein khud ko dhokay mein nahin rakhna chahyea balkay jahan bhi hum sae koi ghalti ho tou uss ko humain ignore nahin kerna chahyea balkay uss ghalti sae sabaq seekhain aur apni ghaltioun ko sudharnay ki koshiah kerain iss sae humain faida ho ga aur hum forex mein kamyab hoon gaye
                • #9 Collapse

                  Re: khud ko dhoka na dain, jo ghalti ho jai, usko accept karain

                  G han ap nay theek kaha hy khud ko dhoka nh dena chahiye forex main jo galti ho jay osy accept karna chahiye or apni galtion ko bar bar dohrana nahin chahiye bal k apni galtiyon say sabak hasil kar k or ziada achi mehnat kar k pakistan forex forum k business main acha bonus hasil kar k acha profit hasil karna chahiye ta k hum pakistan forex forum k business main kamiyabi hasil kar sakain...
                  $#@#i Khan
                  • #10 Collapse

                    Re: khud ko dhoka na dain, jo ghalti ho jai, usko accept karain

                    Forex main ghalti ho jaye to us say seekhain, isko ignore karny ki bajaye us ko accept karain, or jab hum apni ghaltion ko point out kar kay sudharain gay to he ham forex teading main kamyabi kay rasty per gamzan ho sakain gay or trading kay through achi earning kar kay apna waqat or paisa qeemti bana sakain gay.
                    • #11 Collapse

                      Re: khud ko dhoka na dain, jo ghalti ho jai, usko accept karain

                      Dear brother forex trading men jo log kam kartay hen unn se mistakes hoti hen aur jo log apni mistakes ko serious letey hen aur pahlay apni pichli mistakes ko theek kar k dobara soch samaj kar trading kartay hen woh zaroor kamyabi hasil kar letey hen
                      • #12 Collapse

                        Re: khud ko dhoka na dain, jo ghalti ho jai, usko accept karain

                        Khudko dhoka na den aap apni ko dekhen smjhen aur osko accept kre aagr aap ghlti krty hain trading mai toubaapko chahiye ani ghltindekhen prkhen aur isko door kren aaur apne seniours se seekhen aur experts se rabta aur self studybkren is ghltibpe taakay ainda na hi ur agr aap ko forex k forum pe ghlti krty Tou aapko bonus km ata hai .. Forex ko blame mat kren aoni mehnat aur osne kee ghltion ko dekhen taakay aap osko pura kren aur mehnat k mutabiq phal hassil krem ani ghlti nazar andaz krna is trah hai k apni ee kshti mai chaid krna ho jaise
                        • #13 Collapse

                          Re: khud ko dhoka na dain, jo ghalti ho jai, usko accept karain

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Fukhaan پيغام ديکھيے
                          Forex me ham loss kio kartay hain? wo es waja se k ham apni ghaltio ko note nahi kartay aur agar loss ho jai to wo qismat per daal detay hain. ye baat haqeeqat ha k na to ham analysis kartay hain aur na he planning, ham forex ka knowledge gain nahi kartay aur na he demo per practice kar k experience gain kartay hain. en sab k baawajood bhi ham apne aap ko bari uz zimma samajhtay hain. hamain chaheye k agar hamain kisi cheez ka nahi pata to usko doosro se pooch lain aur apne aapko dhoka na dain.
                          apni galti ko accept karna bahut hi acchi baat hai jab aap apni galti ko accept kar lete hain to uske bad aap is market mein main apni galti se hi kar sakte hain Jo trader is market Mein galti karta rahata hai vah tab bhi e nuksan jyada karta hai jab tak vah apni galti ko accept nahin karta agar aap apni galti ko sahi karne ke liye ye phool banate hain to unko follow karna jaruri hota hai jo tradus market mein experience hasil kar lete hain vah is market mein galtiyan bhi bahut hi kam karte hain agar is market Mein aapane dekha Ho sirf Hui trader kamyab hota hai jo is market Mein achcha kam karta hai aap is market Mein jitni jyada practice karenge aapko itna hi achcha experience ho jaega uske bad aap is market Mein achcha kam karke aasani se kamyab Ho jaate Hain aapko chahie car parts market Mein trading plan banaya aur uske liye hath se kam karte Rahe.
                          • #14 Collapse

                            Re: khud ko dhoka na dain, jo ghalti ho jai, usko accept karain

                            Aslam o alaikum dear aesa bht kam bar hota hy ky koi insan ghalti kren aur wo apni ghati ko tasleem kr len kuch insan aesy bhi hoty hen ho apni ghalti ko man lety hen insan ho businessman ho ya trader ko agr us sy kisi bhi work men koi ghalti ho bhi jaye to us ko chahye ky wo apni ghalti man ly
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: khud ko dhoka na dain, jo ghalti ho jai, usko accept karain

                              Exactly give bahut Hi Sahi Baat kahi hai aapane ke Hamen Khud Ko Dhokha Nahin Dena chahie Agar Hamare Se Kabhi Koi Galti Ho Jaaye to usko accept kar lena chahie apni mistake se Hamen sikhana chahie na ki Ham usko Bar Bar repeat Karen Hamen apni mistakes ko Apna Hathiyar Banakar Aage survive karna chahie Forex Mein Ham lost kyon karte hain iski vajah yahi hai ki Ham apni galtiyo ko Bar Bar pet Karte Rahte Hain Jo cake bahut galat Aadat Hai Hamen apni galtiyo ko durust karna chahie aur paise De Insan wahi hota hai jo apni mistakes ko durust Karen na ki usko Bar Bar repeat Karen aur jab Ham apni mistake ko Bar Bar repeat karte hain to isase Forex Hamara bahut jyada loss Ho Jata Hai To Yahi Hai Kya Ham apni galtiyo ko durust Karen na ki unko Bar Bar repeat Karen ISI Tarah Ham Forex Mein acche trader Ban sakte hain aur ek accha profit Hasil kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X