SL and TP ki kya ahmiyat hai trading mai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    SL and TP ki kya ahmiyat hai trading mai
    assalam u alaikum dear forex members mera app logo se ye sawal hai ke stop loss and take profit ki trading mai kya ahmiyat hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: SL and TP ki kya ahmiyat hai trading mai

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Mashal پيغام ديکھيے
    assalam u alaikum dear forex members mera app logo se ye sawal hai ke stop loss and take profit ki trading mai kya ahmiyat hai?
    Profit ka target aur lost ki limit set Karke Jab Ham park market Mein trade Karte Hain To Ham Fark market Mein Apne balance per bahut Kam risk Lete Hain Ki Ham apni trade ko Har Lehaz se secure kar lete hain Kyunki loss increase Hote Hote Hamara Jab stop-loss hit ho jata hai to usse Jyada Hamen lost Nahin Hota lekin Jab dekh profit set hota hai to market Hamari fever Mein Jitna movement Karti Hai Hamara target hit hone per Hamen Achcha profit bhi Mil Jata Hai
    • #3 Collapse

      Re: SL and TP ki kya ahmiyat hai trading mai

      Assalamu Alaikum dear friend Forex trading business may stop loss or take profit and loss ke liye bahut Hameed rakhte Hain uska maksad hota hai ki market Mein Jab aap trading kar rahe hote hain to aap ko Kat Tak nuksan Hona chahie Mere najdeek Star Plus ka yahi maksad hai aur iski bahut Hamen hai agar aap restore + Nahin lagaenge to aap logon ko bahut nuksan ho sakta hai isliye aap Logon Ko trading karte waqt Star Plus ka istemal Har Hal Mein karna chahie
      • #4 Collapse

        Re: SL and TP ki kya ahmiyat hai trading mai

        Es bary me mera experience ye hay key SL aur TP key baghir ham trading to kar sakty hey magar ham achi trading karny me kamyab nahi ho sakty hey take profit aur stop loss tools ki ehemyat aur value har expert traders key nazar me bahot zeyada hoti hay aur honi be chaye es key baghir account ko manage karna mushkil ho jata hay yahi 2 tools esy hey jes ki waja se hamari trading asaan aur profitable ban sakti hay.
        • #5 Collapse

          Re: SL and TP ki kya ahmiyat hai trading mai

          Forex mein stop loss yani SL aur take profit yani TP ki trading mein bahut zayada aehmiat hoti hai iss sae aap ka account aur aap ki trade safe ho jati hain aur iss ki wajah sae aap ko bar bar trade ko bhi nahin dekhna perta hai aur aap ki trade na tou zayada loss mein jati hai aur na hi profit sae wapas loss mein jati hai tou aap ko inn donoun tools ko lazmi istemaal kerna chahyea
          • #6 Collapse

            Re: SL and TP ki kya ahmiyat hai trading mai

            ji bilkul aisa alert EP ka bahut hi achcha ki tar hai trending ke hawale se unke SL aur tP lagana bahut hi zaruri hai agar aap aisa lag to ka istemal nahin karte to aap ko Kafi losses ho sakte hainagar aap chahte Hain ki aap ko bahut hi deliver se per achcha prapt hota hai to uske liye zruriuri hai ki aap Jo Bhi tried ko phone karen to uske sath SL aur TP ka jarur hi istemal Karen isase aapka account save rahega aur aapko last bhi nahin hoga Agar loss hota hai to ziada nahin hoga aap usko is lete aur pari khabar kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: SL and TP ki kya ahmiyat hai trading mai

              Dear brother forex trading men stop loss aur take profit dono bahut achay options hen kiun k inn ki waja se safe aur secure trading hota hey aur jo log market pe nazar nhi rakh saktay woh sl aur tp ko zaroor manage karen aur agar acha profit nah milay tu bara loss bhi nhi hota
              • #8 Collapse

                Re: SL and TP ki kya ahmiyat hai trading mai

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Mashal پيغام ديکھيے
                assalam u alaikum dear forex members mera app logo se ye sawal hai ke stop loss and take profit ki trading mai kya ahmiyat hai?
                forex market Mein take profit aor stop loss ke bagair kam karne wale tamam traders kabhi bhi kamyab nahin ho sakte aapko chahie kya aap apni tamam friends ke sath take profit aur stop loss use Karen is tarah aap apni trades per aasani se profit bana sakte hain Jo trader is market Mein mistakes karte hain aur rules ko break karte hue kam karte hain vah is market Mein hamesha nuksan karte hain aapko is market Mein tamam trades ke sath take profit aur Stop loss lagane se ya fayda ho jata hai ki aap is market Mein apne account ko aasani se bacha sakte hain Jo trader is market Mein in rules ko follow nahin karte hue kabhi bhi kamyab nahin ho sakte aapko chahie kapus market Mein soch samajh Kar apna target set Karen Taki market aapke target ko hit kar jaaye.
                • #9 Collapse

                  Re: SL and TP ki kya ahmiyat hai trading mai

                  forex mein tp aur sl k bina success nahi hai q k forex aik risky business hai ye up down hota rehta hai agr ziyada ult cha gia to account wash ho sakta hai is liye sl lga ho to kuch loss mein trade close ho jai gi isi trah tp bhi kaam krta hai market profit mein ja kr return ho skti hai is liye target waste na ho jai bbahut ahmiyat hai is ki
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: SL and TP ki kya ahmiyat hai trading mai

                    Ji SL ki bahut Hoti Hai trading mein isliye Hamen chahie ki Airtel OTP ko Dekhte Hue hamen bhi apni trade Lagani chahie aur Market ko bhi Hamen dekhna chahie ki market ki analysing ko check karna chahie aur FIR Hamen apni trading Lagani chahie trading Karni chahie Hamen Koi loss Na Ho

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X