Market news effects

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market news effects
    Market news pe nazar rakhna bohut bari khobi hai. Market news hi aksar awqat hamare analysis ko nakam banati hai. Is ki waja se forex trading me bohut zyada taghayur peda hota hai. Forex trading k commodities to sare ka sara market news k zere asar hota hai. Aur is me market me changing ki waja se bohut values apni position tabdeel kar deti hai. Agar market news k sath hamare analysis bhi itefaq kar jaye to is se hamen bohut zyada faida mel jata hai aur hamara target bohutvjald achieve ho jate hen. Market ki news ka direct inhesar countries k economy se hota hai to is ka is waja se forex trading pe asar zyada hota hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market news effects

    Markets p news bahut jyada effect Karti Hai Jab Bhi Ham Kisi chij per trading kar rahe hote hain aur news update aur Jaaye to usse bahut jyada market Mein Fark pad Jata Hai Kisi bhi country ki ek Aana me Khali Jani ke fundamental analysis Kiya politically technical analysis Jab Bhi move karte hain to market mein bahut jyada utaar yani ke up yah down a jata hai Hamen Hamesha market Mein kam karte hue information aur guideline lete Rahana chahie Iske alava news update ke bare mein bhi Hamen Pata Hona chahie successful trader banne ke liye Jaruri hota hai ki Ham Forex ki about Har Tarah Ki information rakhen aur Iske alava Apne senior member se signal bhi lete Rahe tha ki Hamen Pata Chalta Hai Ki kaun se pairs per currency acchi ja rahi hai Taki Ham Usi per trading Karke successful O Saken
    • #3 Collapse

      Re: Market news effects

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Lubna1998 پيغام ديکھيے
      Market news pe nazar rakhna bohut bari khobi hai. Market news hi aksar awqat hamare analysis ko nakam banati hai. Is ki waja se forex trading me bohut zyada taghayur peda hota hai. Forex trading k commodities to sare ka sara market news k zere asar hota hai. Aur is me market me changing ki waja se bohut values apni position tabdeel kar deti hai. Agar market news k sath hamare analysis bhi itefaq kar jaye to is se hamen bohut zyada faida mel jata hai aur hamara target bohutvjald achieve ho jate hen. Market ki news ka direct inhesar countries k economy se hota hai to is ka is waja se forex trading pe asar zyada hota hai.
      dear market ki news bahut jyada matter Karti Hain agar Ham chahte Hain Ki Ham successfully trading Karen to hamen chahie kya Ham use per bhi najar rakha Karen fitting karte bhakt hamen har chij ko najar mein rakhna chahie kyunki Ham yahan per risk Nahin le sakte aur hamen har chij Karni chahie jisse hamen profit mil sakte hain to news ko dekhna hamare liye ek profitable for sabit ho sakta hai kyunki vahan per ham har vah chij dekh sakte hain Jo time ke sath change hoty rahti hai aur iski mutabik Ham Apne paise liye bhi change karte sakte hain.
      Your limitationit’s only your imagination.
      • #4 Collapse

        Re: Market news effects

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Lubna1998 پيغام ديکھيے
        Market news pe nazar rakhna bohut bari khobi hai. Market news hi aksar awqat hamare analysis ko nakam banati hai. Is ki waja se forex trading me bohut zyada taghayur peda hota hai. Forex trading k commodities to sare ka sara market news k zere asar hota hai. Aur is me market me changing ki waja se bohut values apni position tabdeel kar deti hai. Agar market news k sath hamare analysis bhi itefaq kar jaye to is se hamen bohut zyada faida mel jata hai aur hamara target bohutvjald achieve ho jate hen. Market ki news ka direct inhesar countries k economy se hota hai to is ka is waja se forex trading pe asar zyada hota hai.
        forex market me the Bitcoin news aati hai to uski vajah se market per kafi jyada asar padta hai aur Market volatile Ho jaati hai agar aap is market Mein dekhen to koi bhi high impact news aati hai to uske jaise market kafi jyada volatile hoti hai aur US time trade karna kafi jyada risky hota hai jo trader is market main use per trade nahin kar rahe unko chahie ke sabse pahle demo account perfectice Karen aur uske bad is market Mein real account per news ke time per trade Karen agar aap news ke liye trading strategy banate hain to usko jarur demo kaun per TRAI Karen isase aapko yah pata chal jaega ki aapki trading strategy news ke time per kam kar rahi hai ya nahin agar aap is market Mein achcha nahin lete hain to aapko thodi si der Mein kafi accha profit ho jata hai.
        • #5 Collapse

          Re: Market news effects

          Ji market ki upar fundamental ka bahut jyada effect padta hai agar Ham technical analysis Karke is market ke andar Koi trade open kar dete Hain To fir Ham is ke andar Ek Achcha profit Hasil nahin kar sakte Kyunki Humko technical analysis ke sath sath fundamental analysis bhi lajmi karna hota hai agar Hamen is market ke andar fundamental analysis Nahin Karte Hain To fir Jab Koi news announce Hoti Hai To fir Hamare technical analysis ke fail hone ke bahut jyada chance hote hain Kyunki news market ke upar bahut jyada effect karti hai .
          • #6 Collapse

            Re: Market news effects

            Hanji Dear aap nay bilkul theek kaha hai kau hamen market ma any wali News par lazmi focus karna chaie kyun kay agar ham aisa nahi karty hain tu hamry market kay anysis sahi nahi hoty jis ki vajah sa ham trade ma loss karwa laity hain is leye hamen chaie kay ham jitna ho saky news par focus kar kay apni Trade ko kamyab karen.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Market news effects

              Forex Factory ki jo news hoti hay uska effect forex market pay kafi ghehra asar hota hay forex men frictions of seconds men ham news sy profit earn kar sakty hen magar hamen lot size ko kam he rakhna ho ga kyn kay news jab aati hay to aismen market ek dam sy buy and sell ko hoti aor agar itafkia tor pay trade ki favor men move kary to aalag bat hay other wise loss bhi kafi ho sakta hay . so news kay time account ki care karen .

              اب آن لائن

              Working...
              X