Time frame kiya hai air es ka kiya aser perhta hai trading pe.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Time frame kiya hai air es ka kiya aser perhta hai trading pe.
    Dears, forex market humaen different time frames provide kerti hai. Ta ke hum apni merzi ke chart ko analyse ker ke trading ker sakaen. Time frame ap ki candle ki open aur closing ke hisab se kam ker raha hota hai. Jitna big time frame ap select karaen ge ap ko utni achi aur strong trade mile ge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Time frame kiya hai air es ka kiya aser perhta hai trading pe.

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Tahir773 پيغام ديکھيے

    Forex trading me different timeframes Hote Hain Jo aapke 5 minute se start hokar for 1 month Tak ho sakte hain 5 minutes ka time frame Hota Hai 15 minutes ka time frame hota hai 30 minutes ka time frame hota hai ek ghante ka time frame hota hai 4 ghante ka time frame hota hai Delhi ka time frame hota hai weekly or monthly science Prem hota hai ya different time frame market Mein different movement ko show kar rahe Hote Hain
    • #3 Collapse

      Re: Time frame kiya hai air es ka kiya aser perhta hai trading pe.

      Forex Business mai bhttt sary mukhtlif Time Frame hty hai .. 5 minutes se le kar monthly or isk eliwa b mukhtlif time frame aty hai..or yeh ap pe depend krta ha k ap ksy kam krna chahty ha ..ache trade klye b ap ko achaaa time frame dekhna or chunna hota ha ..is lye market me ache trade klye soch samj k achaa sa time frame select kre or phr achaaa kam kre..
      • #4 Collapse

        Re: Time frame kiya hai air es ka kiya aser perhta hai trading pe.

        time frm eham hoty hain hamy ik time table bana kar is main mehant sy kam krna chahey hamy apny expereince ky mutabiq time frame ko use karna chahey pher hi hm kmayab ho skty hain or acha bonsu hasil kr ky aoni family ko support kar sakyy hn hm is main part time be kam kr sakty hain or ham is main apni mrzi sy full time be kam kr sakty hain yi aik real business hain
        • #5 Collapse

          Re: Time frame kiya hai air es ka kiya aser perhta hai trading pe.

          Je han. Forex trading ma time frame ko ham trading k analysis k lae use karty hain. Forex ma time frame jetna big select karyn gy to achy analysis karny ma bhot help mele gi. Forex trading ma hamy hamesa big time frame he use karna chahe. Small time frame unpredictable hotyn hain or analysis ma unka result aksar kharab nikalta hai.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Time frame kiya hai air es ka kiya aser perhta hai trading pe.

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Tahir773 پيغام ديکھيے
            Dears, forex market humaen different time frames provide kerti hai. Ta ke hum apni merzi ke chart ko analyse ker ke trading ker sakaen. Time frame ap ki candle ki open aur closing ke hisab se kam ker raha hota hai. Jitna big time frame ap select karaen ge ap ko utni achi aur strong trade mile ge.
            forex market Mein jab aap time frame use kar rahe hote hain to aapko yah pata hona chahie ki short term trading ke liye aap chhota time per m use karte hain ismein aap jo bhi analysis kar rahe hote hain ji aapko thode se time mein hi target Mil jata hai magar jo market kaalan trend hota hai uske liye humko market Mein long time frame use karna padta hai jaise ki Ham agar h4 time frame use kar rahe hain to ismein hamara target 1 week ke andar hit ho jata hai aise hi har time frame ke apne entry lene ke rules hote hain agar aap is market mein time friends ko acchi tarah se samajh jaate Hain to is market Mein laga sakte hain Jo tradus market Mein mehnat karte hain unko time frame per trade lagate waqt experience ho jata hai.

            اب آن لائن

            Working...
            X