Dear friends assalamu alaikum hamen chahie ki jab bhi trading Karen tuba kayda planning ke sath Karen kyunki Jo kam planning ke sath Kiya Jata Hai uske kamyabi ke chances jyada hote hain isliye hamen chahie trading karte waqt planning ke sath Karni chahie lekin planning ke liye hamare pass proper knowledge or experience ka hona bahut jaruri hai to hamen chahie ke pahle learning Karen knowledge gain Karen aur jab hamare pass experience a jaen uske bad hamen trading start Karni chahie hamen chahie ke pahle market ko acche tarike se analyse Karen aur uske bad hamen planning Karni chahie take profit aur stop loss lagana chahie agar ham is tara planning ke sath kam Karenge trading Karenge to hamari profit ki probability maximum Hogi.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим