loss ki waja sa panic hon gay to mazeed loss ho ga,,,,,
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss ki waja sa panic hon gay to mazeed loss ho ga,,,,,
    dear friends, agr hmain forex trading ma kisi mistake ki waja sa loss ho yo hmain panic nhi hona chaiay bl k relax aur cool minded rehna chaiay aur loss ko recover karnay par focus karain, warna mistakes sa mazeed loss ho jay ga, loss recover karnay k liay achi planing karain aur behtar chance ka wait karain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss ki waja sa panic hon gay to mazeed loss ho ga,,,,,

    hamain forum main loss say bachny k liye learning karni ho gi ab hi hum run kar skaty hain aur forum main practice kar k hi hum cahi trade kar k hi hum trade kar k h ihum trade karni ho gi ab hi hum trade karni h gi aru forum main part time main bi job kar k h ihum cahy say perform kar k hi hum kam kar k h ihum sucess ho sakty hain aur forum main trnd ko use kar k hi hum loss say bach sakty hain tb hi hum run karin gay
    • #3 Collapse

      Re: loss ki waja sa panic hon gay to mazeed loss ho ga,,,,,

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Atif1987 پيغام ديکھيے
      dear friends, agr hmain forex trading ma kisi mistake ki waja sa loss ho yo hmain panic nhi hona chaiay bl k relax aur cool minded rehna chaiay aur loss ko recover karnay par focus karain, warna mistakes sa mazeed loss ho jay ga, loss recover karnay k liay achi planing karain aur behtar chance ka wait karain
      forex market mein aap agar kisi vajah se nuksan kar lete hain to aap is market Mein panic ki vajah se mazeed nuksan karte hain aapko chahie ki aap is market mein jo bhi nuksan kar chuke hain usko recover karne ke liye trading plan banaen agar aap is market Mein achcha trading plan banaa lete Hain to usse aap aasani se apna lost cover kar sakte hain Jo tradus market mein experience kar lete hain vah apni mistakes ki vajah se jo loss karte hain usko aasani se recover kar lete hain agar aap is market Mein nuksan recover nahin kar sakte to aap kabhi bhi kamyab nahin ho sakte isliye aapko chahie kya aap apne nuksan ko recover karne ke liye main karte rahen tab aap ko aasani se kam yaha bhi mil jati hai.
      • #4 Collapse

        Re: loss ki waja sa panic hon gay to mazeed loss ho ga,,,,,

        Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men loss business ka hissa hey iss liay loss se tension lenay ki waja se kabi kamyab nhi ho saktay iss liay loss se seekhnay ki koshish karen aur loss ka mukabla karen aur pahlay se ziyada mehnat karen tu zaroor acha profit hasil kar saktay hen
        • #5 Collapse

          Re: loss ki waja sa panic hon gay to mazeed loss ho ga,,,,,

          Forex men trading kay duran agar hamen loss ho jay tu hamen as men bahut mahnat kay sath kam karna hoga kun kay agar hum as men mahnat kay sath kam nahin karen gy tu kabhy bhe as men kamyaby hasil nahin kar saken gy as lia hamen forex men pory tawajho kay sath trading karny chahey kun kay forex men trading karna bahut mushkil kam hy
          • #6 Collapse

            Re: loss ki waja sa panic hon gay to mazeed loss ho ga,,,,,

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Atif1987 پيغام ديکھيے
            dear friends, agr hmain forex trading ma kisi mistake ki waja sa loss ho yo hmain panic nhi hona chaiay bl k relax aur cool minded rehna chaiay aur loss ko recover karnay par focus karain, warna mistakes sa mazeed loss ho jay ga, loss recover karnay k liay achi planing karain aur behtar chance ka wait karain
            Lass ki vajah se mazeed panic nahin hona chahie hamen koshish karni hogi ki Ham hamesha kabhi bhi yahan per panic nahin Hui hamen koshish karni hogi yahan per kam karne ke liye experience Hasil Karen Tak Ham job experience Hasil karenge to Ham sabko bahut jyada knowledge milegi successful trader always experience gained karta hai successful hone ke liye yahan per mehnat ki bahut jarurat hoti hai agar Ham mehnat karte rahte Hain to Ham sabko bahut jyada fayda hota hai
            • #7 Collapse

              Re: loss ki waja sa panic hon gay to mazeed loss ho ga,,,,,

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Atif1987 پيغام ديکھيے
              dear friends, agr hmain forex trading ma kisi mistake ki waja sa loss ho yo hmain panic nhi hona chaiay bl k relax aur cool minded rehna chaiay aur loss ko recover karnay par focus karain, warna mistakes sa mazeed loss ho jay ga, loss recover karnay k liay achi planing karain aur behtar chance ka wait karain
              ji han dost apne sahi kaha jab hamain loss hon jai to hamain preshan nhi hona chahye agar ham wahan par preshan ho jain ge to ho sakta hai ke hamara account wash ho jai to ham loss recover karne se bhi kasir ho jain.
              • #8 Collapse

                Re: loss ki waja sa panic hon gay to mazeed loss ho ga,,,,,

                G blkul strategy k sath ager work start kre tu bhttt faida hota lkn is k sath aget hum Seniors se help le tu tab b hum mistakes se bach skty ha or mehnat kr k bhtt zeada earn kr skty ha.. hum akely kch b nahe kr skty jab tak hum ksi se help na le..is lye hume har kam me jaldzabi nhe krni chahye
                • #9 Collapse

                  Re: loss ki waja sa panic hon gay to mazeed loss ho ga,,,,,

                  G bilkul ap my thk kha hay jab h koi kam krty hain tu loss or profit sath sath hi hotty hain is liya hen pareshan honay ki koi zrort nahin hay balky hum apni galti say hi to seekh paty Hain or loss hamara liya bhtreen role play krta hamen apni mistakes ka achy say pata chal jata ha to hi hum improve Kar paty Hain or insan hamesha apni galti say to seekhta hay agr ak bar loss agau to koi bat hi nhi Ap next time next trade main ap ki faida bhi mil sakta hay
                  • #10 Collapse

                    Re: loss ki waja sa panic hon gay to mazeed loss ho ga,,,,,

                    Ji han Agar Ham loss ko Apne mind Mein Bitha Lenge to uski vajah se pareshan Honge To Hamen Masjid loss Hoga Hamen loss Ko Dil per Nahin Lena chahie aur Himmat se kam karna chahie aur apne loss ko cover karne ki koshish Karna chahie Hamesha wahi Kamyab Hote Hain Jo log Apne laws ko cover karne ki koshish karte hain aur confidence ke sath kam karte hain aur mehnat Karte Rehte Hain
                    • #11 Collapse

                      Re: loss ki waja sa panic hon gay to mazeed loss ho ga,,,,,

                      loss is bbusiness ka aik hisa hai agr loss ho to ghbrana nahi hai is ko mehnt se kaam krein aur is businesss ko bar bar demo pr practice krein aur apna experience increase krein phir real mein kaam krein ap ko bahut ziyada earning ho gi ye aik acha business hai is ko bahut se loog kr rahy hain lekin kafi mehnt se kr rahy hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: loss ki waja sa panic hon gay to mazeed loss ho ga,,,,,

                        Gee agar hum loss ko dekh kar panic hogye to hum overtrading karengy loss ko cover karny k leye aurvis sybaur bhi loss hoga is kete busniess mai dil ko bara rakhna chahiye

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X