trading signals
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading signals
    dear mera sub seniors se sawal hai k kia hum signal ko follow ker k ya robot trading k through success gain ker saktey hain ya ohir humein apni trades ko khud se manage kerna aana chahiye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    well my dear friend, jahan tak meri information aur knowledge hai tou hum ziada tar robot trading kay through he losses face kartay hain kyun kay wo programmed hotay hain aur time to time adjustments nahi kar saktay hain, haan hum signals ko follow kar saktay hain lekin uss kay leay humein uss signal ko pehlay properly analyse kar lena chaheay ta kay humein bhi koi doubt na rahay aur apni trades ko manage kar sakain...
    • #3 Collapse

      jee bhai app ne bilkul theek kha hai ager hum akk waqt main itni trades lga dain jo k humare profit smat humari investment ko be hatm ker dai to uss ka kya faida iss leya mera to yah he khyal hai k hume akk time main akk he pair per trade lgani chahiya aur akk he trade lgani chahiya ta k hum uss ko apna pura time da seke :)
      • #4 Collapse

        Mery khial main humi apny knowlge ko use karna chaye ta ka ainda be hum khod forex trading ko samag kar trading kary ur apna future khod bany.
        • #5 Collapse

          dear signal say to mannual trading ki jati hai jab k robot sab kuch khud he read kerta hai us main hmari involvement nahain hoti hai.
          • #6 Collapse

            Nhi dear ap robot ko follow kr k success haasil nhi kr skty q k robot achanak aany waly loss ko adjust nhi kr skta, ap signals pe bhi totally rely nhi kren pehly signal ko rakho trha deeply read krlen kren
            • #7 Collapse

              meri taraf se ap sab ko ye mashwara he k ap loog isme me agar kaam kerna chahaty hen to ap ko khud se hi is me study kerna chahiye na k ap loog k banay ho robots per depend keren
              • #8 Collapse

                g han dear main apki aik baat se mutafik hun ap trading signals ko zrur follow karen lkein koi achi site se jis k perfect signals hun lekin robot par believe na karna is se apka apna hi nuksan hoga or loss ho jaega.
                • #9 Collapse

                  Assalam-O-Alaikum kabhi be nahi bhai jan hum kisi key signals ko follow kar key ya robot trading kar key kabhi be is business ko seekh nahi saktey hen aur na he kabhi achey trader bn saktey hen.
                  • #10 Collapse

                    yes bilukl bhai jaan huemn signals ko follow bilukl bhi nahi kerna chaeyaq balkay apnay mind say hi tradign kerni chaeya and apnay min say hi earnign kerni caheya so jo loog bhi singals ko follow kerte hen wo succes kabhi bhi nahi hotue hen
                    you have to lose someting to gain something :cool: :cool:
                    • #11 Collapse

                      bhai jaan hamain is business k bare main kissi se bhe signals nai lany chaye and hamain is business ko learn karna chaye and than he hum is business main ek kamiyab trader ban sakty hain.
                      • #12 Collapse

                        robots par bharosa krna achi baat nahi ha bandy ko khud trading ko manage krna ana chahiye kyun k us k bgair koi faida nahi ha, agr bandy ko trading ka itna nahi pata to phir wo sahi se indicators wgera ka use bhi nahi kar paye ga.
                        • #13 Collapse

                          forex mai trading kerne ke liye app ko koish kerne hote hai ke app jo hai woh hamesha market mai apne app per depend kerahe kuin ke agar app aisa kerte hai tu app ko market mai ache earning ho sakte hai.
                          • #14 Collapse

                            This is the depend o you. You are work the market on the signal and not use it. Of you are perform the good and you can not use it.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              signals ko follow karne se better ho ga ke ham khud se he trading ko learn kar ke is me kaam karne lag jayen me bhi is business ko khud se he learn kar rha hon or is me kamyabi bhi apne he bal per hasil karna chahta hon .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X