Dear ham janty hai k forex marekt bary taizy se move karty hai. or is ki movment se he trader ko profit hota hai ya phir loss hot hai. to lazmi hai k agr ham na forex se profit earn karna hai to ham market movement per close look rakhain. or jaisy he us ki movment main change ayi to lazmi hai k ham apna order change karin. q k koi b trader chahy us k pass jitna capital ho agr wo market k against khra ho to loss main he jay ga . to is lai ham ko chahy k her time market per close look rakhin .
or aik mazeed bat k market main ham order ksi b time place kar skaty hai jab market open ho . per agr ham successful trading chahty hai to hamain aisa nahe karna ho ga. q k her time market hamry trading strategy mutabik nahe hoty is lai lazmi hai k ham wait karain or just us time trade lagain jab ham market main clear ho k ab ham ko profit ho ga . baqi sab naseeb ki bat hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим