Disappointing ka trading py asar par skta hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Disappointing ka trading py asar par skta hai
    Kya koi shaks disappointed ho kr kam Kare to uska trading Paisa padh sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Disappointing ka trading py asar par skta hai

    disappointed (mayoosi) ka asaar Forex market me trading par bahot hi zeyada ho sakta hay 1 achy trader ko kabi be disappointed nahi hona chaye, mayoos ho kar mazeed nuqsan ka be dar hota hay es ley traders wo hi acha hota hay jo key halalat ko samaj kar trading kary aur market me kesi be situation ka muqabla be kary mayoos hony se mazeed trader per pressure asakta hay.
    • #3 Collapse

      Re: Disappointing ka trading py asar par skta hai

      g dear, hmain forex ma kbi b disappoint nhi hona chaiay aur achay ki uneed rakh kar kam karna chaiay, is sa hmari trading par effect hota ha aur hm thek tarah sa focus nhi kar patay aur mistakes kar k ya ghalat trades open jar k khud ko loss kara laitya hain, is liay hmesha fresh aur active mind k sath kam karain ta k achay results hasil hon
      Last edited by ; 13-07-2020, 12:07 PM.
      • #4 Collapse

        Re: Disappointing ka trading py asar par skta hai

        Assalamu Alaikum g bilkul mayus hony sy trading py asr pr skta hai agr hmein Loas Ho Gaya Hai To Hamen os se mayus nahin Hona chahie blk loss se sikhana chahie usse Sikh kr. Next zadaa mehnat Karni chahie ta ki Hamen next Achcha profit mily iis trha hm achi earningn kar sakte hain agr hm loss se mayus ho Jaenge To Ham Yahan nakam Honge aur ham acchi earning nahin kar Sakenge to bhter ya hai ki Ham mayusi Ko apne pass na Aane dain us ko Khud Se Dur rakhen aur mehnat se Yahan kam ko Jari rakhen
        • #5 Collapse

          Re: Disappointing ka trading py asar par skta hai

          Ji Hamen mayus hokar Kam Nahi Karna chahie if Hamara loss or bhi Jaaye To Hamen mayus Nahin Hona chahie only apni mehnat per focus Karke kamyabi Hasil Karni chahie
          • #6 Collapse

            Re: Disappointing ka trading py asar par skta hai

            Assalam walekum..
            disappointment kab Banega milati Hai Jamana Bharat management karta hai aap apni management ko theek Karke apne aap andar confidence Paida Karen Taki aap Behtar se behtar pending kar sakte hain aur forest 12 Mein posting ko bhi Apna Kam banaen
            • #7 Collapse

              Re: Disappointing ka trading py asar par skta hai

              bilkul hundred percent right kaha hai aap ne jb koi bhi shakhs agar disappointes hoga to lazmi si baat hay oska assar oski trafing pe lazmi parray ga.ab yeh disappointing km bonus ki wajah se bhi ho sakti hay ya kosi aur wajoohat ki bina pe bhi ho sakti hai.is se hamari trade pe bura asar parta hay es leye yehi koshish kren k kabhi bhi disappointed ho kr kaam na krein.
              • #8 Collapse

                Re: Disappointing ka trading py asar par skta hai

                g bilkul asar parta hai jab insan mayous hotahaito kisi bhi kam ko dil say nahi karsakta or jab tak kisi kam kodil say na kiya jay towah kam acha nahi hota or jab hum dissapoint ho kar kaam karty han to is matrading par bohat ziyada asar parta hai is liy koshis karni chai kay mayousi say kaam nhi karain or mayousi to wasy hi kufar hai allah ki har kam main koi na koi maslihat hoti hai us kay faislon par razi rahna chai
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Disappointing ka trading py asar par skta hai

                  G hain perta hy hum ko her kam soch kr na chiy
                  Us business ma sometime hum ko loss bhi ho sakti
                  Hy us business agr ap kamyabhi gain ker na chaty

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X