Dear Forex members assalamu alaikum jaise ki Ham sab jante Hain ke lot size aur pips ka zikar har Koi karta Hai lekin kya aap logon ko pata hai ki inki bich mein relation kya hai to main aap logon ko yah batana chah raha tha ki pips aur aur lot size ka vah ek dusre ke sath ek relation hota hai aur ek dusre ke sath related hote Hain Ham jitna lot size lagayenge ab market jitne pips upar jaega yah niche aaega tu wapas hamare lot size ke sath multiply honge aur usse hamare pass Jo number aaega vah yah to hamara profit Hoga ya loss hoga for example aapane lot size 0.5 lagaya hai aur Market 10 pips move karta hai to Aapka profit your loss 0.5x10=5 to iska matlab hai ki aap ko $5 profit Hoga ya loss hoga matlab yah hai hai ki aapane jitna lot size lagaya hota Hai aur Market jitna move karta Hai jitne pips vah move karta Hai to vah pips aapke lot size ke sath multiply honge aur jo number aaega vahi aapka profit aur loss hoga.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим