Loss ko kesy recover kea jata hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ko kesy recover kea jata hy
    Assalamu alaikum my dear friend main aaj aapko yah batana chahta Hun ki loss ko kaise cover Kiya jata hai agar Ham ko Pakistan forex mein trading karte hue loss Ho jata hai to Ham isko kaise karva Karen agar hamen loss hota hai to humko chahie ki Ham jab bhi trading karen to market ko analysis karke hi trading Karen aur use Pyar per trading Karen jiski movement humko samajh jaaye agar Ham aisa karenge to hamen profit hoga aur ham loss ko cover kar sakenge iske sath hi hamen trade per SL aur TP ka istemal jarur karna chahie kyunki SL aur DP humko jyada loss hone se bachate hain aur TP humko agar Ham maujud nahin aur trade open hai to market munh Kar jaati hai 2tp humko yah fayda deta hai ki trade automatic close Ho jaati hai jis point per Ham ne trade ko close karna hota hai agar fir bhi hamen market Kiya naal aisa karna na aata Ho to hamen chahie ki Ham apne kisi senior member se signal a senior member humko bataega ki kis Pyar per kahan se humne trade open karni hai aur kahan close karni hai vah iske hamen SL aur DP bhi bataega ham iska SL aur TP lagakar trade open kar sakte hain aur isase achcha profit hasil karke Ham apna loss cover kar sakte hain isliye hamen chahie ki agar loss cover karna hai to confidence se trading Karen aur overconfidence Na Ho ki Ham Jo trade lagaen vah hamen last aur itna jyada last ke use cover karna bhi mushkil Ho jaaye agar hamen trading Karne ka tarika nahin aata to hamen chahie ki Ham apne senior member se helpline taake hamen main achha profit hath se lo aur ham last cover karke a prophet Hasan karke ek kamyab trader Ban sake.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ko kesy recover kea jata hy

    hamy loss sy learning gain karky aik time table bana kar kam karn ho ga then hum kam kar ky earn akr saky gy forex ko samjna ik din ka kam nahi hain hum is mai night mai be kam kiar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai apne marze s time table bana kar kam kar sakty hain is mai hum apny boss kud ap he hoty hain
    • #3 Collapse

      Re: Loss ko kesy recover kea jata hy

      G han ham achi treading kar ky apny account ko reco er kar sakty hy
      • #4 Collapse

        Re: Loss ko kesy recover kea jata hy

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad Arsalan215 پيغام ديکھيے
        Assalamu alaikum my dear friend main aaj aapko yah batana chahta Hun ki loss ko kaise cover Kiya jata hai agar Ham ko Pakistan forex mein trading karte hue loss Ho jata hai to Ham isko kaise karva Karen agar hamen loss hota hai to humko chahie ki Ham jab bhi trading karen to market ko analysis karke hi trading Karen aur use Pyar per trading Karen jiski movement humko samajh jaaye agar Ham aisa karenge to hamen profit hoga aur ham loss ko cover kar sakenge iske sath hi hamen trade per SL aur TP ka istemal jarur karna chahie kyunki SL aur DP humko jyada loss hone se bachate hain aur TP humko agar Ham maujud nahin aur trade open hai to market munh Kar jaati hai 2tp humko yah fayda deta hai ki trade automatic close Ho jaati hai jis point per Ham ne trade ko close karna hota hai agar fir bhi hamen market Kiya naal aisa karna na aata Ho to hamen chahie ki Ham apne kisi senior member se signal a senior member humko bataega ki kis Pyar per kahan se humne trade open karni hai aur kahan close karni hai vah iske hamen SL aur DP bhi bataega ham iska SL aur TP lagakar trade open kar sakte hain aur isase achcha profit hasil karke Ham apna loss cover kar sakte hain isliye hamen chahie ki agar loss cover karna hai to confidence se trading Karen aur overconfidence Na Ho ki Ham Jo trade lagaen vah hamen last aur itna jyada last ke use cover karna bhi mushkil Ho jaaye agar hamen trading Karne ka tarika nahin aata to hamen chahie ki Ham apne senior member se helpline taake hamen main achha profit hath se lo aur ham last cover karke a prophet Hasan karke ek kamyab trader Ban sake.
        Walekum assalam dear Forex member Ham apni loss ko easily recover kar sakte hain agar Ham Sahi tarike Se mehnat kare struggle Karen regular hokar Pakistan fox form mein kam Karen aur yahan Se achcha bonus Hasil Karen aur isko trade mein laga kar achcha Sa profit Hasil Karen jab tak Ham Sahi tarike se mehnat nahin karenge Ham Kabhi bhi Apne lock ko recover nahin kar sakti aur sabse Jo important chij hai vah hai lalach lalach ko humne chhodana padega tab Ham jindagi mein aage badh sakte hain aur apne log ko bhi recovery sakte recover kar sakte hain aur jyada Se jyada profit bhi Hasil kar sakte hain Ham sab kuchh chahie ki loss ko recover karne ki nahin behtarin strategies banaye aur inko complete karne ke liye behtarin target aur planning set Karen.
        Your limitationit’s only your imagination.
        • #5 Collapse

          Re: Loss ko kesy recover kea jata hy

          It assalamualaikum dost aur last ko bahut jyada mehnat karke khabar Kiya jata haivinashak hamare liye uske liye bhi bahut jaruri insan ko chahie ki dila dila Kar main Karen aur hamare liye bhi jaruri hai aur jaruri hai
          • #6 Collapse

            Re: Loss ko kesy recover kea jata hy

            Asslam o alikum bhai kesy hyn sab umed krta hun ap sab kheriyat sy hun gy bhai apki bat bilkul tbeak hai hameinSL kr TP ko set kr k kam krna chye taky hamein zeyada noksan na ho kuch log sochty hun k yh kesy faida dety hyn bhai farz kro ham ny 40 py SL lga dia hai yh jitna uper jaey ga apko faida hota rhy ga or hamein yb faida ho ga jb 40 k nechy 38 ya 39 py markwt jae ga hmari trad wahein ruk hae gi mtlb hamein nuksan nh ho ga es lye hr trad main chye TP na lgao sirf SL lgna zarori hai
            • #7 Collapse

              Re: Loss ko kesy recover kea jata hy

              Forex trading may loss recover kernay Kay liye traders ko bohut mehnat kerni parti hay . Forex traders Jo loss control kernay Kay liye planning aur strategy banatay hay unhay market may apply kernay Kay liye bi market ki movement ka khayaal rakhna parta hay . Kiyu kay jub traders market ki movement Kay mutabiq trading kertay hay to unhay axhay profit aor achi earning hoti hay . Aor loss ki recovery say bi actually profits he zayada hotay hay
              • #8 Collapse

                Re: Loss ko kesy recover kea jata hy

                Hello dear brothers Assalamualaikum Ham Sabko Maloom Hai Ki Forex trading business koi bhi feel usmein profit ke sath sath loss bhi Hota Hai To Hamen ismein hone per Himmat Nahin aani chahie balke loss ko cover karne ke liye Apne work Hi quality ko Jyada Se Jyada best banana chahie aur ismein mistakes ko cover karte hue loss ko cover karna chahie Taki Ham ismein Jyada Se Jyada profitable anushasan karte hue kam yah Businessman aur trader ki haisiyat se fraction trading business Mein expert trader Ban sake
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ko kesy recover kea jata hy

                  ji bilkul last ko cover Kiya ja sakta hai agar Ham Forex trading ke rul ko follow karke kam Karen Sabar ke sath kam Karen aur jazbati Na Ho to Fark setting mein Ham Agar acchi trade entry ka vate Karen trade market ki paper mein trade karen to hamesha fayda ho sakta hai Hamen koshish karni chahie ke Forex trading mein money management ka fast kya rakhen.
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ko kesy recover kea jata hy

                    Dear forex members Ham mehnat karke or forex business ko time dekhkar apne loss ko recover kar sakte hain aur forex business ek bahut achcha aur kamyab business hai jo Puri world mein famous hai isme agar aapka mein aap hone chahte Hain to aapko chahie ki forex business ke rules ko follow Karen aur ismein jyada se jyada mehnat Karen yah ek online business hai jismein aap mehnat karke acchi earning hasil kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ko kesy recover kea jata hy

                      Jab ap mehnat kartay hain loss pe pan krtay ho kam hota hay loss rules set karo apney liye or pir un rules ko achi sey strongly follow karogey to pir ap key sath yeh problem nahi hogi kiyoun key ap ka stop loss and take profit decided hoga some time ussy loss bhi ho jaata hai lekin agar ik trader survive karta hai or proper strategies kay saath kaam karta rehta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ko kesy recover kea jata hy

                        Forex trading mein agar Ham Apne Loss ko cover karna chahte hain To Hamen Sabar ke sath kam karna hoga market ke analysis karne Honge aur Hamen jazbati hokar iski trade Nahin leni chahie anaras market ke karne chahie market ke trend ko check karna chahie aur trade karne se pahle Hamen news ko bhi check Karen Jab Hamen koi acchi trade entry Mile To Ham trade Karen tab Hamen Achcha fayda ho sakta hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ko kesy recover kea jata hy

                          Forex trading mein agar Hamen Las Ho To Hamen chahie ke next Aisi Galti na Karen jisse Hamen Dobara mistake Lash Ho Hamen Sabar karna chahie aur acchi trade entry Ka vate Karna chahie trend market ko follow karna chahie aur Market ke analysis Karke trade Karni chahie trade karne se pahle Hamen news ko bhi check karna chahie tab Ham trade Karenge to Achcha fayda Sal kar sakte hain aur apne Loss ko cover kar sakte hain.
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ko kesy recover kea jata hy

                            wa allikum aslam dear member hum ko trading mein aksar loss ka samna hota rehta hai to hum ko loss se ghabrana nahi chahye aur loss ko recover krnay ki planing krni chahye.hamein loss ki recovery kabhi bhi quickly base pe nahi ho sakti.agar hum quickly base pe recovery ki koshish krengay to hum aur ziada loss kr baithengay.loss ko daily base pe thora thora recover kiya jaye yeh sb se best aur safe planing hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ko kesy recover kea jata hy

                              loss ko hm learning k sath recover kr sakty hain achi learning k bad hi ap ak achi earning kar sko gy earning karny k lye zrori hy k proper knowldge aur information gather ki jay through internet and other experinces persons as well learning be karni chaiye par es mein kaam kartay waqt greedy na kaary ap ku es mein buhat he loose ho ga.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X