Analysis krny k baad confidence k sath trade lgayen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Analysis krny k baad confidence k sath trade lgayen
    Assalamu Alaikum dear Forex member hope you all are well Ek bahut important Baat aapse karni hai ki Jab Ham trading Karte Hain To Hamen chahie ke trade Lagane se pahle market ki analysis Karle market ki movement ko dekhne market ke trans ko Dekhen samjhe market ki indicaciones ko samjhe aur news se aware Rahte hue trade lagaen aur sath hi Sath risk ki bhi management karne aur apne account ke Money ki bhi Management kar le tab jakar ap trade lagaen Jab aapane Itni analysis Kar Li Hai To ab aap full confidence ke sath trade lagaen Kyunki aapane Apna best effort kar li hai ab sirf aapane result ko dekhna hai isliye ful conference ke sath apni abilities per believe karte hue trade lagaen aur Kamyab ho jaaye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Analysis krny k baad confidence k sath trade lgayen

    yes friend, apni learning k mutabik anaylisis karain aur achi strategy bna kar confidence k sath trading karain ta k koi ghalat decision ya kisi mistake sa apko loss na ho, khud par depend karain aur money management k sath trade karain ta k hmara capital waste na ho, confidence k sath trading karnay sa apko achay results milain gay
    Last edited by ; 13-07-2020, 09:02 AM.
    • #3 Collapse

      Re: Analysis krny k baad confidence k sath trade lgayen

      Bilkul dear member aapane bilkul theek kaha hai Forex Mein Hamen market ka analysis karte hue up confidence ke sath reading karne chahie aur Jitna Jyada Ham Apne confidence level ko increase Karenge Ham Forex Mein Kamyab Ho Jaenge Hamen Apne analysis ke according hi trading Karni chahie aur confidence ke sath market ki up and down movement ko face karna chahie Jitna Jyada Hamari analysis Mein Hamara confidence Hoga Ham Forex Mein Kamyab ho sakte hain inke Agar Hamen loss Ho Jata Hai To Ham easily confidence ke sath usko face karte hue Apne experian score increase kar sakte hain Shukriya
      • #4 Collapse

        Re: Analysis krny k baad confidence k sath trade lgayen

        اصل پيغام ارسال کردہ از: NidaShaukat پيغام ديکھيے
        Assalamu Alaikum dear Forex member hope you all are well Ek bahut important Baat aapse karni hai ki Jab Ham trading Karte Hain To Hamen chahie ke trade Lagane se pahle market ki analysis Karle market ki movement ko dekhne market ke trans ko Dekhen samjhe market ki indicaciones ko samjhe aur news se aware Rahte hue trade lagaen aur sath hi Sath risk ki bhi management karne aur apne account ke Money ki bhi Management kar le tab jakar ap trade lagaen Jab aapane Itni analysis Kar Li Hai To ab aap full confidence ke sath trade lagaen Kyunki aapane Apna best effort kar li hai ab sirf aapane result ko dekhna hai isliye ful conference ke sath apni abilities per believe karte hue trade lagaen aur Kamyab ho jaaye
        Aapki baat bilkul sahi time trading ke liye hamare pass confidence ka hona bahut jaruri hai confidence samne tab aaega jab hamare pass experience hoga agar hamare pass knowledge or experience Ho to Ham market Kochi tarike se in the lions kar sakenge aur jab Ham market ko analyse Kar Le to uske bad confidence ke sath red lagakar per sabar se kam Lena chahie aur apni trade ka vate Karna chahie hamen kabhi bhi jaldbaji nahin Karni chahie aur aur aaram se aur school se trade ko select karna chahie.
        سرکار
        • #5 Collapse

          Re: Analysis krny k baad confidence k sath trade lgayen

          Asslam o alikum bhai kesy hyn sab umed krta hun ap sab kheriyat sy hun gy bhai apki bat bilkul tbeak hai analys k bad agr ap main confidence hai or ap puri i formation k sath trad ko lgana chahty ho tu bhi yh best hai ap es main kabhi mar nh kha skty or yh bat bilkul yad rkhna forex main hamein mehnnat krni parti hai jesa k sab bhai janty hyn or sab bhaiun sy mera yh kehnna hai agr ho sky tu post information wali kia kro tamy jo hmary jesy new members hyn unka bhi fauda ho sky shukriya
          • #6 Collapse

            Re: Analysis krny k baad confidence k sath trade lgayen

            Assalamu Alaikum yes dear you are right I agree with you analyse karne ke bad Hamen confidence ke sath trade Lagani chahie Kyunki Forex ki market Mein successful hone ke liye market ko analyse karna iski situation ko samajhna bahut zruri hai agar Ham market ko analyse karte hue trading Karenge To Hamen yah confidence ke sath trading Karni chahie yah Ham Kamyab zrur Honge Hamen profit zrur milega
            • #7 Collapse

              Re: Analysis krny k baad confidence k sath trade lgayen

              G bilkul jb hum forex trading mn trade start krty hn first of all huem cahy k analysis kry jb hm analysis krly gy hume smj aa jy ge k hm ny next kia krana h Hume kasy profits mily ga then hume confidence k sth trading krni cahy ..hume bonus increase krna cahy sy hume acha profits mily ga
              • #8 Collapse

                Re: Analysis krny k baad confidence k sath trade lgayen

                G Han dear analysis k sath sath ap ko market r candles ki movement ko bhi samjhna chahay ap ko chahay k Dil Sy kam krain mehnat krain take ap ko kamyabi mil saky r ek accha trade kr k ek kamyab Experience Hasil krny ki koshish krain take ap ko kamyabi mil saky r acchi earning ka moqa bhi mil saky
                🌼 Never Give Up 🌼
                • #9 Collapse

                  Re: Analysis krny k baad confidence k sath trade lgayen

                  forex trading mein profitable trading ke liye market analysis bahut zaruri hai agar aap market ko acche tariky se analyse kar lenge to phr aap fully confidence ke sath trade lag sakte hain kyunki ab jab aapka analyse theek hoga to aapki trade lagate hi profit ki taraf move karenge agar aapka analyse theek nahin hoga to trade loss mein jayegi phr aapka wait karenge trade ka profit mein kab jaenge to phr Ham close karengey.
                  • #10 Collapse

                    Re: Analysis krny k baad confidence k sath trade lgayen

                    yes analysis ko dekhne k bad hume is mn achi trade open krni hoti ha ur hume darna nai hota ha agr hum is mn dar k kam krte hein tu hume nuqsan hota ha is liye sab se acha hai k hum is mn sahi kam krein menat krein tab hi kameyab be ho sakte hein ahr banda is mn kameyab hona janta ha agr hum samjdari se kam krein gein tab hi kameyab be ho sakte hein hume daily work krte rehna lazmi h
                    :1f60d: hard work :1f60d:
                    • #11 Collapse

                      Re: Analysis krny k baad confidence k sath trade lgayen

                      Humy forex trading business mien trade krty hoya humy is mien chahiya ka hum market ko pure thra sy analysis kry au bad mien trade kry
                      humra pass forex trade ka jitna ziyada experience hoga hum is business mien utne ziyada kamyabi ka sath trade kr sky ga humy is mien chahiy
                      ka hum market ko analysis kry aur pher trader kry.
                      • #12 Collapse

                        Re: Analysis krny k baad confidence k sath trade lgayen

                        g bilkul sahoikaha ap nay kay trade lagany say pehlay market movement ko deakhna chai phir trade lagan chai pelay bachi tarhan analys kar kay phir trde lagain taky hamin hamin lose na ho jab hum market ko achi tarhan analys kar lay tay han to phot ham confodent ho kar trade lagaty han jis say hamin kafi profit mil jata hai ahr hum is tarn say achi earning kar sakty han is tarhan hum confident ho kar tradimg kartay hanor is kay sath sath market ki candles ko bhi deakhna chai in sab ko follow kar kay hi hum achy trader ban sakty han
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Analysis krny k baad confidence k sath trade lgayen

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: faiza556 پيغام ديکھيے
                          Humy forex trading business mien trade krty hoya humy is mien chahiya ka hum market ko pure thra sy analysis kry au bad mien trade kry
                          humra pass forex trade ka jitna ziyada experience hoga hum is business mien utne ziyada kamyabi ka sath trade kr sky ga humy is mien chahiy
                          ka hum market ko analysis kry aur pher trader kry.
                          Janab jab tak ap nay demo pay analysis nahi keye. ap ko nahi pata chaly ga kay ap kay analysis kis had tak theek ho sakty hain. jo trader kam sy kam indicators ki list rahkty hain or jin ko patterns zaida pata hain woh easily apni trade ko achy sy support or resistance daity hain or achi earning karty hain. bus ap ko pata hona cheye kay kis tarha ap nay analysis karny hain. jab ap ka experience acha ho jaye ga tu ap main confidence level ki ratio kudh zaida ho jaye gi.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X