Agr ham mehnat krny ky bawajood bhi kmayab nh hty tu kia krain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Agr ham mehnat krny ky bawajood bhi kmayab nh hty tu kia krain
    Pak forex forum per agar Ham mehnat karte hain aur hardworking karte Hain to Ham yahan jarur kamyab hote Hain agr Ham yahan mhnut bhi karte Hain aur hardworking bhi karte Hain aur fir bhi kamyab nahin hote to fir hamen kya karna chahie?? hamen is platform per kabhi bhi hosla aur himmat nahin harni chahie hamen hamesha yahan motivate rahana chahie aur sabar se kam Lena chahie agar Ham kamyab nahin ho rahe hain to iske piche bhi Koi Na Koi reason lazmi hogi hamen apne kam ko pahle se aur jyada achcha karna chahie aur Delhi ka work daily karna chahie aur thanks lene chahie apne work karne ka time change kar lena chahie is tarah jab ham apne har chij mein improvement laenge to fir Ham jarur kamyab honge aur Allah Pak hamari kamyabi ka Sila hamen lazmi dega Ham sab ke liye yah jaruri hai ki Ham is platform per sabar se kam liya Karen aur kabhi bhi Na ummid Na hua Karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Agr ham mehnat krny ky bawajood bhi kmayab nh hty tu kia krain

    Ji han hamen Forex trade per mehnat karne ke liye kisi Seniors ka hona lazmi hai yah hamen Koi guide karne wala Ho uske bad Ham is per kamyabi hasil kar sakte hain agar Ham is per akele hi mehnat karen to is per kabhi kamyabi nahin Mil sakti hamen chahie ki Ham is per jyada Se jyada mehnat Karen aur apne senior ko follow karke aur unke experience per hi Ham ishwar kamyab ho sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Agr ham mehnat krny ky bawajood bhi kmayab nh hty tu kia krain

      hamen agar ek mard bhabhi nahin kamyabi milati to hamen bar bar koshish karni chahie ki ham har waqt mehnat kar rahe hain aur har waqt achcha kam karte rahen hamesha Allah hamare sath hai aur usne hamen na kami nahin ho sakti to ismein hamen jitna ho sake apna Kam acche se karna hoga aur jitna Ham apna Kam achcha karte Hain to hamen kitna fayda ho sakta hai aur utna hi Ham acche se kamyab ho sakte hain isliye hamen apne aap Ko nakam nahin hona chahie aur har waqt mehnat karni chahie agar Ham ek mat nuksan hasil kar sakte hain to hamen barbad nuksan nahin ho sakta aur hamen har waqt apni limit ko pura karna chahie to jitne hamari acchi limit hogi to is mein hamen utna Cha fayda hoga rutnam jaldi kamyab Ho jaenge aur hamen mein kami nahin ho sakti isiliye har insan Ko Na kami aur waqt hoti hai jab vah achcha Kam nahin karta aur mehnat ke sath nahin karta hai isliye hamen apne kam ko achcha kahan chahie aur main uske sath karna chahie to bad mein humko fayda ho sakta hai aur bad mein Ham jaldi se kamyab ho sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Agr ham mehnat krny ky bawajood bhi kmayab nh hty tu kia krain

        agar Ham Forex mein bahut jyada mehnat karte hain to use raat mein bhi Ham success nahin karte to isase hamen pareshan bilkul bhi nahin hona chahie hamen bilkul Sabar ke sath kam karna chahie jitna jyada Ham Forex mein Sabar se kam lenge jitna jyada Ham vate karenge utna hi hamen Forex mein jyada se jyada benefit aise log Forex ek aisa business hai jiske andar hamen benefit jarur Hasil hota hai iske andar hamen lost bilkul kam se kam hota hai ISI tarah Ham jitna Sabar karenge jitna jyada Ham apne work ko canteen rakhenge aur iske alava mehnat se kam karenge hamen Forex mein acche se achcha benefit Hasil Ho Gaya ISI tarah hamen pareshan hone ki bilkul bhi jarurat nahin hai
        • #5 Collapse

          Re: Agr ham mehnat krny ky bawajood bhi kmayab nh hty tu kia krain

          ji dear agar hum mehnat kar ke bhi kamyab nahi ho pate to hume gabrana nahi chahye balke hume or zyada mehnat se kaam lena chahye hamare mehnat ka phal hume zaroor milta hai hume dekhna cahye ke hume kahi koi mistake to nahi howe jis ki waja se hum kamyab nahi ho paye forex aik boht acha business hai jis mai kamyabi ki shart hi mehnat hai hum agar mehnat karenge to zaroor kamyab honge hum agar hardworking karenge to hume benefit hoga is ka hume acha bonus milega jis se hum trade open karke acha profit earn kar sakte hai
          • #6 Collapse

            Re: Agr ham mehnat krny ky bawajood bhi kmayab nh hty tu kia krain

            Ji han bilkul Agar Hamen heart Karen Aane Ke bavjud Bhi Kamyab Nahin Hote han To Hamen Himmat Nahin Har Ne chahie Kyunki yah business Ka hissa Hota Hai Kyunki mehnat karne wale log Kabhi Bhi NaKam Nahin Hote Kyunki wo Ek na Ek Din apni Manzil par zarur pahunch Jaate Hain isiliye Hamen ismein Himmat bilkul bhi nahin Har Jaani chahie mehnat karne wale log Hamesha Kabhi Na Kabhi Kamyab zarur hote hain isiliye Hamen ismein acchi kamyabi Hasil karne ke liye Apne kam Ko Jitna zyada ho sake a Achcha Karen Taki Ham ismein acchi Tarah successful hassil kar Saken
            • #7 Collapse

              Re: Agr ham mehnat krny ky bawajood bhi kmayab nh hty tu kia krain

              Agar hum mehnat karne ke bawajood bhi kamayab na hon tu hume chahie ke hum dobara se demo per practice kare ya check kare ke koi galtian tu nhi ho rahi un ki quality aur target ko check ker ke kam kare ge tu hume zarror ache earning hasil ho gi. Agar quality bhi ache hai aur target bhi poora hai tu phir hume zarror ache bonus hasil ho ga. Demo per pehle ache se practice kare aur phir real account per mehnat kare zarror kamayab hon ge.
              • #8 Collapse

                Re: Agr ham mehnat krny ky bawajood bhi kmayab nh hty tu kia krain

                Well brother ye to imposible he k AP mehnat Karen aur ap ko kamyabi na mile yeh ho hi nahi sakta he k apki mehnat waste ho kiun k ham ne aksar experience kia he k hamari mehnat ka phal hamen zarur milta he is ki routine life me bhi examples mojud hen k AP jis bhi kaam ko mehnat se karte hen us ka reward apko zarur milta he Han ye ho sakta he k mehnat se kamyabi hone me thora time lagta he aur is period me hamen himmat nahi harni chahie aur patience se apni kamyabi ka wait karna chahie hamare bas me Jo best ho hamen wahi dena chahie baqi results waqt par chor den AP ki mehnat kabhi zaya nahi hoti he
                • #9 Collapse

                  Re: Agr ham mehnat krny ky bawajood bhi kmayab nh hty tu kia krain

                  Assalam o Alaikum dear agar ham mehanat karnay kay bajwood bhi kamayabi hasil nahi karty to hamain parashan honay ki koi zaroorat nhi hay ak na ak din hamain kamayabi zaroor hasil ho gi agar ham mehanat say kam karty hain aur hamain ALLA par yaqeen hay to ham kabhi bhi pakistan forex main nakam nhi ho sakty hamain hamasha hi kamayabi hasil ho gi jo apnay busniss main mehanat karta hay autr sabar sabar say kam leta hay woh hamasha hi kamayabi hasil kar leta hay to agar ham chaty hain kay hamain pakistan forex main kamayabi hasil ho sakty to hamian is busniss main sabar say kam karna ho ga.
                  $#@#i Khan
                  • #10 Collapse

                    Re: Agr ham mehnat krny ky bawajood bhi kmayab nh hty tu kia krain

                    G bilkul sahii khaa Forex me Aesaa ho ni skta k hum mehnat kary or hum kamyab na hu Aesa kisi b platform py ni ho skata lekin kbii aesa ho jay tu us k pichy b kuch na humri e mistakes hoti hai is me dil chota ni karna chahiye balky or mazeed mehnat karni chahiye ta k acha sa achaa bonus hasil kary har kam me har jeet hoti hai kamyab na hona wo b mehnat k bawajood tu humy is me ziada preshn ni hona chahiye.. balky is se ziada mehnat karni chahiye k pichli na kami se jo loss hua hu wo b khatm ho jay soo mehnat karni or boohat ziada karni chahiye haar ni man ni chahiye himmat ni harni chahiye
                    • #11 Collapse

                      Re: Agr ham mehnat krny ky bawajood bhi kmayab nh hty tu kia krain

                      ji bilkul aap nahin bahut hi achcha sawal kiya hai ki agar aap mehnat karne ke bavjud bhi kamyab nahin hote To aapko kya karna chahie aisa kabhi nahin hota ke Jo bhi nahin karta hai usko kamyabi nahin milati jo bhi Mar bhi is platform 1 minut karta hai Aur Dil lagakar kam karta hai usko jarur hi acchi kamyabi milati hai yah kyunki yah bahut hi achcha platform hai mehnat karne wala han main vahi kamyab hota hai aisa Bhi hota hai ki jo member mehnat karta hun aur apne gaon mein Bhi rakhta hun acchi quality ki posting karta hun acchi trading karta hun usko acchi karne ka aasan Hoti hai Varna kam rahata hun ab Agar apne karm ke sath mukhde hain aur delete kaise karte hain aur acchi trading karte hain to aapko jarur hi acche aur aap kabhi bhi nahin Kam nahin ho sakte
                      • #12 Collapse

                        Re: Agr ham mehnat krny ky bawajood bhi kmayab nh hty tu kia krain

                        assalamu alaikum doston ji hai ya bacha ke aaja main karne ke bavjud bhi kam yad nahin hote Ham kitni jyada main karte jaenge apna hamara fayda hai isliye hamare yad buland hota hai aur ham se jyada chalo kya hua mehnat karte hain kyunki aaj ki jo duniya hai usmein bahut hi jyada genius ho rahe hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Agr ham mehnat krny ky bawajood bhi kmayab nh hty tu kia krain

                          mehnat karny ky bawajood agar hum kmayab nahin hoty hain to humein chahiye keh hum apne mehnat ko check karey keh humare mehnat mein koi kami to nahin hy mehnat karny waly memnbers kabhi bhi nakam nahin hoty hay agar wo sahi tarah se mehnat karty hain to es liye humein chahiye keh hum zayada se zayada mehnat karny ki bajaye smart work karen to hum zarur he kmayab hon gy mehnat se kamyabi mumkiin hy magar mhenat bhi humein sahi direaction mein karne chahiye tab he hum kamyab hoty hain agar hum mehnat ky bawajood kamyab nahin ho rahy hain to humein apne mehnat ko increase karna chahiye aur apne mistakes ko remov ekarna chahiye jin ki wajah se hum kmayab nmahin ho rahy hain thanks
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Agr ham mehnat krny ky bawajood bhi kmayab nh hty tu kia krain

                            agr ap ko lagta hy k ap ny trading my mahent b krty hn or is my kmyab b nahe hoty to humy paryshan nahe hona chaye or dobara sy find krna chahe k hum sy kia koi mistake hui hy jis ki wajha shy humy i smy profit earn nahe kr sakty.or jildi iz jild us resion ko find kr k clear kr dy.t.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X