Trading kartay howay log kyun confuse rehaty Hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading kartay howay log kyun confuse rehaty Hain?
    Assalamualaikum forex ki duniya k dosto... Umeed karti hun k ap sab log theak hun gy... Dosto forex trading karty howy mostly log confuse kyun ho jatay hain... Un ko samaj nai ati k kis pair pay trading Karyn ya woh log is baat pay confuse hotay Hain k sell ki trade lagayn ya buy ki... Humay chahye k hum asay logo ko guide Karyn unhy samajyn k trading kehsy karni Hain...


    Click image for larger version

Name:	confusion in news trading.png
Views:	1
Size:	577.3 کلوبائٹ
ID:	12465863
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading kartay howay log kyun confuse rehaty Hain?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: meharposh پيغام ديکھيے
    Assalamualaikum forex ki duniya k dosto... Umeed karti hun k ap sab log theak hun gy... Dosto forex trading karty howy mostly log confuse kyun ho jatay hain... Un ko samaj nai ati k kis pair pay trading Karyn ya woh log is baat pay confuse hotay Hain k sell ki trade lagayn ya buy ki... Humay chahye k hum asay logo ko guide Karyn unhy samajyn k trading kehsy karni Hain...


    [ATTACH=CONFIG]15742[/ATTACH]
    Jab Ham forex market Mein bonus accounts A trade kar rahe hote hain to hamare pass balance kam hota hai aur Lo Se Is vajah Se darte Hain Ki loss increase Hote Hote Hamare trade account Vas kar sakti hai ISI vajah se Tamam member account ke dar se trade open karte hue confuse Hote Hain Ki Aisa Na Ho ki trade open Karen aur loss increased Hote Hote account he was Ho Jaaye Jab Hamen Shor Hoke Jo trade Ham open karne ja rahe hain to market bhi Hamari favour Mein Hi Move Karegi To Aise time per Ham confuse Nahin Hote
    Last edited by ; 13-07-2020, 05:07 AM.
    • #3 Collapse

      Re: Trading kartay howay log kyun confuse rehaty Hain?

      Walekum assalam dear friend bolo confused Rahte Hain Jinke pass knowledge experience ki Kami hoti hai because unko Nahin Pata Hota kya Humne Kya Karna Hai unke skills bhi itne Jyada Nahin hote hain aur unke pass ko talent Hota balke is vajah se confused Hote Hain Ham by Karen ya share karen to unko chahie ki sabse pahle unko Apna experience gained karna chahie aur knowledge ko improve karna chahie Kyunki donon chij kabhi bhi vah log Nahin ho sakte aur aapke pass hai
      • #4 Collapse

        Re: Trading kartay howay log kyun confuse rehaty Hain?

        G han dear jab who treading karty Hy to jab on ko lose hotabhy to who is me confused hojaty Hy magar aysa nhi karna chaiye ham ko.acha Kam karma chaiye kiss sy ham ko acha faida hosaky
        • #5 Collapse

          Re: Trading kartay howay log kyun confuse rehaty Hain?

          my dear brother Pakistan forex trading karte Hain to vah member confused hote Hain Jo market analysis nahin karte agar market analysis karke trading ki jaaye to koi bhi confuse nahin ho sakta aur kabhi bhi loss ka samna na karna padega isliye sab member ko chahie ki agar confused hone se bachana hai aur lost se bachana hai to pahle market ko acchi tarah se analysis kiya jaaye uski movement ko samjha jaaye aur Pyar ko dekha jaaye kiski movement kaisi hai aur apne account balance ke mutabik use per trade open ki jaaye aur uske bad apni trade ka SL aur TP bhi jarur lagana chahie kyunki agar market khush ho jaati hai aur uski movement aapki samajhte Bahar chali jaati hai to vah market aapka account vah bhi Na kar sakte kyunki loss to ho jata hai lekin account was Ho jaaye tujhe Na kami ki nishani hoti hai isliye agar Pakistan forex mein nakam nahin hona na kami se bachana hai kamyab hona hai to apni trade ko soch samajhkar lagaya market ko analyses karke uski movement ko samajh Kar lagaen aur uska TP aur SL lagana kabhi mat bole tab bhi aap Pakistan forex mein Na kami se bus sakte hain aur aur jab bhi trade open karenge to confuse hone se bhi padh sakte hain.
          • #6 Collapse

            Re: Trading kartay howay log kyun confuse rehaty Hain?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: meharposh پيغام ديکھيے
            Assalamualaikum forex ki duniya k dosto... Umeed karti hun k ap sab log theak hun gy... Dosto forex trading karty howy mostly log confuse kyun ho jatay hain... Un ko samaj nai ati k kis pair pay trading Karyn ya woh log is baat pay confuse hotay Hain k sell ki trade lagayn ya buy ki... Humay chahye k hum asay logo ko guide Karyn unhy samajyn k trading kehsy karni Hain...


            [ATTACH=CONFIG]15742[/ATTACH]
            Yes dear aapki baat bilkul theek hai aapane Aksar yah observe Kiya Hoga ke bahut Sare log trading karte ho ya confuse ho Jaate Hain aur is conclusion ki vajah se bahut Sare Aise decision Le Lete Hain Jo Unki trading per bahut Buri Tarah effect Hote Hain Ham to chahie De Ham Agar trading Mein confuse ho Jaate Hain To uske liye Humko Koi solution nikalna chahie Mere HAL Mein Hamesha Vahi log confuse ho Jaate Hain Jo trading ki proper learning Nahin Karte aur complete education na hone ki vajah se trading ko join kar dete hain aur se pahle demo account per practice bhi nahin Karte to Jab market ki movement Upar niche Hoti Hai phone Seva Koi galat decision Lekar trade open kar dete hain aur uske bad FIR Sabar Nahin karte
            • #7 Collapse

              Re: Trading kartay howay log kyun confuse rehaty Hain?

              Forex trading boht hi confident persons ka kam hay kiun Kay is main loss aur profit boht hi Kam time change ho jaty Hain to ask situation ko confedent person hi handle Kar sskty Hain jab trade profit mein ho phr confusion nai honi chahiy Kay trade kab close karni hay aur jab loss main phr b zyda loss Kay dar say confus ho Kar trade close nai Kar deni chahiy.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Trading kartay howay log kyun confuse rehaty Hain?

                confusion ko khatam karna ho ga is main agar kuch karna hae or is main agar kamayb ho jana hae to q ke yeh apko kabhe bhe kamayb nhe hone dete hae agar hum is main sahe tarah se ache tarah se kamayb bhe ho jate hain to is main hamare confusion khatam hote hae to sab se pehle apni ap se is confusion ko khatam karne ke koshish kiya karen take ap is main akmayb bhe ho saken or aik ache trader bhe ban he saken is main jo log mehnat jitne zayada kar jate hain wo is amin utma he zayada kamayb bhe ho jae hain or is main aik ache trader bhe ban he jate hain to is liye tamam ke tamam logon ko cahiye ke wo is main mehnat karta rahe kabhe bhe himmat na hare is main wio jitne mehnat kar jata hae wo is amin kamayb bhe ho he jata hae is main

                اب آن لائن

                Working...
                X