Forum pe posts delete honay ki main reason kiya hey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forum pe posts delete honay ki main reason kiya hey
    Dear friends forum pe daily base pe bahut ziyada posts delete ho jati hen jiss ki waja se target poora karna mushkil ho jata hey aur forum pe posts delete honay ki waja yeh hey k hum log repeated aur fazool kism ki threads pe reply posts kartay hen aur jab review men aesi threads delete hoti hen tu sath hamari reply posts bhi delete ho jati hen iss liay thread ko achi tarah check karen aur phir reply post karen tu posts kam delete hon gi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forum pe posts delete honay ki main reason kiya hey

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Daari shah پيغام ديکھيے
    Dear friends forum pe daily base pe bahut ziyada posts delete ho jati hen jiss ki waja se target poora karna mushkil ho jata hey aur forum pe posts delete honay ki waja yeh hey k hum log repeated aur fazool kism ki threads pe reply posts kartay hen aur jab review men aesi threads delete hoti hen tu sath hamari reply posts bhi delete ho jati hen iss liay thread ko achi tarah check karen aur phir reply post karen tu posts kam delete hon gi
    De haan Jab Aise **** se remove Hote Hain Jo forest related Nahin Hote yah duplicated remove hote hain to an Mein ki jaane wali Tumhen post delete Ho Jaati Hain Hamen apni post Kisi bhi trade Mein karne se pahle yah Jarur check kar lena chahie ke yah **** jismein Ham post karne Ja Rahe Hain duplicate to nahin hai aur Agar bahut hi normal friend Ho Jaise ke forex market ke related Hi Na Ho To Aise friend ko bhi reply nahin karna chahie Kyunki kya friend remove hote hain to sath mein Hamari ki Hui post bhi delete ho jaati hai isliye Hamen post Soch Samajh Kar Karni chahie aur aise hi traders Mein Karni chahie Jo forex ky related Bhi Ho Aur duplicated Bhi Na Ho
    • #3 Collapse

      Re: Forum pe posts delete honay ki main reason kiya hey

      Assalam walekum der ji bilkul Hamen chahie ki Ham apni post ko quality wala banaen aur Hamen chahie ki Ham main post Jo respected report on per vah focus Karen aur Hamen Faizul kism ki post ko reply Nahin Dena chahie isliye Hamari poston delete Hoti Hai To Sath Hamari reply post bhi delete ho jaati hai isliye trade ko acchi Tarah check Karen aur FIR reply post Karen post kam delete hongi
      • #4 Collapse

        Re: Forum pe posts delete honay ki main reason kiya hey

        fazol or ghyri posts forum sy delted kr de jati hain hamy forex min achi or alla qualities ki posts business sy related hi krni chahey pher h ham kmyabi hsil kr sakty ahin r acha bonsu hsil kwr ky apna life style chnage kar sakty han hm is min apni marzi sy time tble bana kr is main part time be km kr sakty hain or hm is man apni marzi sy full time be kam kr sakty ain
        • #5 Collapse

          Re: Forum pe posts delete honay ki main reason kiya hey

          Forex mai post ki delete hone ki sub wajah yeh ke apne koi post copy past kiya kiga aur jo topic bar bar istmail hoga ose delete kiya jata hai tho is cheez ka aksar diyan rakha rakhy guys copy past se be aksar aide karen is se bonus ko be effect pharta hai mere hisab se yahi ideas hai tho agr ap post copy karten hai tho ose remove kiya jata hai
          • #6 Collapse

            Re: Forum pe posts delete honay ki main reason kiya hey

            Form per isliye post delete ho jaati hai Jo members copy post aur repeat post karte Hain UN members ki post form per delete ho jaati hai isliye hamen chahie ki ham form per quality aur informative work Karen aur form ke rules ke mutabik work Karen kyunki is Tarah hamen loss Nahin Hoga aur hamara work achcha bonus Ka sabak banega hamen deleted word nahin karna chahie banke informative aur quality word kariat karna chahie taki hamari post aur delete Na ho
            • #7 Collapse

              Re: Forum pe posts delete honay ki main reason kiya hey

              Forex pe posy delete honaybkee main waja hai aap reqired limit k mutabiq post ni krty haon ... Iski requiremnts konpura krna chahiye fir he aap kamyab hongy... Aur postbdltbhonaybkee wja ye b hai aapko post mai bht sari ghltian hon aur inaprpriate material konuse krne se aap kee post dlt hoti hai ghlt words kisi kee zaat pe ungli ye sub .. Aur post kee length aur quality honi chahiye
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Forum pe posts delete honay ki main reason kiya hey

                Forex ma hamari post delete ho sakti hain hamarain post os time delete ho saktii hain jab ho koi post ya thread copy kerty hain ya ham post ki quality ko increase nahi kerty to is sa hamarain account bi ban ho sakta hain aur hamarin post bi delete ho sakti hain haman koi bi post ya thread repet nahi kerna chahiay agar ham asa kerty hain to hamain ache bonus bi nahi mil sakta .

                اب آن لائن

                Working...
                X