Targetted earning karain, loss nahi hoga
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Targetted earning karain, loss nahi hoga
    Forex trading me hamain loss kio hota ha? es ki waja ye ha k ham targetted earning nahi kartay. saray din me agar ham 10 trades laga kar us se earning kar letay hain to ho sakta ha k 11th trade aisi lag jai jis me saray din ki kasar nikal jati ha. esi leye zaruri ha k apne leye target set kia jai k daily itni earning karaingay. targetted earning se bahut faida hota ha aur loss k chances bahut kam hotay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Targetted earning karain, loss nahi hoga

    hmy aik target bana kar is main mehnat sy kam krna chhey hamy achi learning hasil kr ky is main myari kam krna chahey pher hi ham achi earngn hasil kar sakty hain ham is main apni mrzi sy day main km kr sakty hain or ham is main apni mrzi sy night main be kam kr skty hain yai aik real business hain
    • #3 Collapse

      Re: Targetted earning karain, loss nahi hoga

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Fukhaan پيغام ديکھيے
      Forex trading me hamain loss kio hota ha? es ki waja ye ha k ham targetted earning nahi kartay. saray din me agar ham 10 trades laga kar us se earning kar letay hain to ho sakta ha k 11th trade aisi lag jai jis me saray din ki kasar nikal jati ha. esi leye zaruri ha k apne leye target set kia jai k daily itni earning karaingay. targetted earning se bahut faida hota ha aur loss k chances bahut kam hotay hain.
      apna target set karne ke bad jab wapas market Mein earning karte hain to aapko is market Mein kamyabi mil jaati hai agar aap is market Mein targeted earningkart rahte Hain to aap nuksan se bus jaate Hain Jo tradus market Mein loss kar rahe hain unko chahie ki vah apni earning ka ek target set karle aur uske liye hath se is market Mein wrestling agar aap is market mein jyada risk lete hain to aapko is market mein nuksan ho sakta hai aapko chahie ki aap is market Mein trade lagane se pahle acchi tarah analysis kar len aur jo trade aapko acchi Mile sirf apne account per vahi trade open Karen is tarah aap apni earning ko improve kar sakte hain address market mein aap earning kar rahe hain to use per sabar Karen aur apne account ko slow slow growth karte Rahe.
      • #4 Collapse

        Re: Targetted earning karain, loss nahi hoga

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Fukhaan پيغام ديکھيے
        Forex trading me hamain loss kio hota ha? es ki waja ye ha k ham targetted earning nahi kartay. saray din me agar ham 10 trades laga kar us se earning kar letay hain to ho sakta ha k 11th trade aisi lag jai jis me saray din ki kasar nikal jati ha. esi leye zaruri ha k apne leye target set kia jai k daily itni earning karaingay. targetted earning se bahut faida hota ha aur loss k chances bahut kam hotay hain.
        Gee ap apna target bna len kay aj meny kitna profit karna hai aur agar loss karna hai to loss Kahan tak me bardasht kar skta hn aur us loss sy zeada loss kabhi Na keya kren..
        • #5 Collapse

          Re: Targetted earning karain, loss nahi hoga

          Dera frend targetting earning ka idea bhot acha hai jab hm aik planing k sath chalty hai to hmy loss km hota hi or agr hm profit ki aik limit rakhy or zayda ki hawas khatm kar dy to hm planing k sath bhot achi eraning kar sakty or bhot acha profit b earn kar sakty hai.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Targetted earning karain, loss nahi hoga

            Dear friend ap ki bat bilkul theek hey forex trading men daily earning ka target set karen aur phir her haal men apna target poora karnay ki koshish karen aur jab target poora ho jay tu phir over trading nah karen kiun k next trade men loss bhi ho sakta hey

            اب آن لائن

            Working...
            X