Loss recover karne ke liye trading strategy per focus Karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss recover karne ke liye trading strategy per focus Karen
    Assalamu alaikum dear members trading mein loss hona acchi baat nahin hai hamen loss ko cover karne ke liye trading strategies co learn karna hoga aur trading strategies per focus karna hoga trading strategies loss ko recover karne ke liye banai jaati hai isliye hamen planning Gaur strategies ke sath trading co open Karen trading mein main loss ko recover karne ke liye hard work Karen aur aur trading ka knowledge or experience Karen demo account per practis karne ke bad hi koi rail account per trade open Karen agar trading mein loss hota hai to pareshan hone ki vajah se hamen sikhana chahie aur aur sikhane ke bad hi hamen Apne laws ko recover karne ke liye trading course strategies ke sath karna chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss recover karne ke liye trading strategy per focus Karen

    W salam g bhai sahi kaha apne trading mak loss hona achi baat nh hai hume chaeye ke loss recover karne ke liye hum ohele se ziyada se zyada apne apko ko improve kary agr hum is cheez ke pe focus nh karte tho hum loss recover nahi kar skty so kindly apney skills zyada se zyada thek kre thank you
    • #3 Collapse

      Re: Loss recover karne ke liye trading strategy per focus Karen

      اصل پيغام ارسال کردہ از: aneekhan پيغام ديکھيے
      Assalamu alaikum dear members trading mein loss hona acchi baat nahin hai hamen loss ko cover karne ke liye trading strategies co learn karna hoga aur trading strategies per focus karna hoga trading strategies loss ko recover karne ke liye banai jaati hai isliye hamen planning Gaur strategies ke sath trading co open Karen trading mein main loss ko recover karne ke liye hard work Karen aur aur trading ka knowledge or experience Karen demo account per practis karne ke bad hi koi rail account per trade open Karen agar trading mein loss hota hai to pareshan hone ki vajah se hamen sikhana chahie aur aur sikhane ke bad hi hamen Apne laws ko recover karne ke liye trading course strategies ke sath karna chahie
      forex market Mein trading strategy per focus karna bahut hi important hota hai kyunki is market mein aap loss recover karna chahte hain ya apne account ko growth karna chahte hain aapane trading strategy ke liye hath se kam karte rahenge to aapko is market Mein kamyabi mil jaati hai Jo tradus market Mein kamyabi ke liye trading strategy per focus kar lete hain vah aasani se acchi trades laga sakte hain agar aapki trading strategy Mein Koi mistakes nahin hai to aap is market mein aasani se kamyab Ho jaate Hain agar aap is market Mein mistakes karte rahenge to uski vajah se aapko nuksan hota rahega isliye aapko chahie kya aap apni trading study par focus Karen aur ismein stakes ko khatm Karen.
      • #4 Collapse

        Re: Loss recover karne ke liye trading strategy per focus Karen

        Bilkul theek kaha hai aapane Hamen Apna loss recover karne ke liye sabse pahle achi hai strategy par focus Karna Hai aur bahut achi quality aur bahut achi Learning ke sath kam karna chahie Hamari learning jitni achi Ho Ge hum utny hi Kamyab Honge Ham Sab forex main kamiyabi hasil kar sakte hain Agar Ham apni money management ko bahut achi Tarah Se perform karte hain aur risk kabhi bhi nahin laty Hain Agar Ham risk lety Hain To Hamen Soch samajh kar dena chahie aur Hamesha hi bahut Soch Samajh Kar Hi Kam karna chahie Hamen kabhi bhi chal Baji ke sath Kam Nahin Karna chahie Ham jitne January ke sath kam Karenge Hamen Kuchh Nahin Lagta Hoga Hamen Hamesha Himmat ke sath kam karna chahie aur achi learning par focus karna chahie
        • #5 Collapse

          Re: Loss recover karne ke liye trading strategy per focus Karen

          dear main bhi apki is baat say agree karta hoon k agar hamko markeet main lose ho gaya hay to hamko chaye k ham markeet main phir kabhi bhi jald baazi say kaam na lain jis say agar ham jald bzzi say kaam akrtay hain to hamko markeeet main aur bhi ziada lose ka samna ho sakta hay jis say haamray kaam karnay k akoi bhi faida nai hoga aur ham markeet main fail ho jayengay.
          • #6 Collapse

            Re: Loss recover karne ke liye trading strategy per focus Karen

            hanji bhai ap sahi kah rhay hiann kay ahemn kabhi bhe bgair stratrgi kay trade n ahi karni chaea kyun kay agr ham bgair knowledge kay trade karty hian or hamen us main loss hojat ahai tu ham trade main nahi atay hian is lae hamen chaea kay ham apni trade ko kamyab karny kay lea jitna ho skay is main mehnat say kaam karen or apni stratrgi pay focus kar kay trade karen or income hasil karen is say hamen acha profit hoga .
            • #7 Collapse

              Re: Loss recover karne ke liye trading strategy per focus Karen

              yess dear aap nay theek kha kay hamein apny lose ko recover karny kay liye mehnat or lagan say kaam karei gay to zaror apnay lose ko cover kar lein gay is kay liye hamein apni mistake par focus karna hoga ku kay jab ham apni mistake ko ignore kar dety hein to yhi ghalti hmari lose ki taraf lay kar jati hai or ham apna agian lose kara laity hein is liye khud par yakeen rakh kay kaam karein gay to kabhi bhi nkaaam nahi hongay is liye zaida learning kar kay apna earning way best karein or forex mein kamyaabi hasil karty jayein.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Loss recover karne ke liye trading strategy per focus Karen

                loss ko recover karne k liey trader ko bhot hard work krne ki need han loss easy recover hota hain agar trader hard work kare loss b recover ho skta hian agr forex trading main hard work kar k kaaam kiya jata hian rule sko follow kar k kaam kiya jata hain tu achi earning ho jati hain forex ka busniess karne say phly rules ko achi tara study karna hain jo rules ko study neh karta hian vo achi earning b neh kar skta hain loss ko recover karne k liye b money mamanget ko follow karna must hota hian
                ​Sadaf Khan

                اب آن لائن

                Working...
                X