Treding sa kasa kamiyabi milti ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Treding sa kasa kamiyabi milti ha?
    Dear frinds kiya ap bata sakta k kasa hum kamiyabi hasil kr sakta ha aur kis thra isa profit hasil kr skta Ha.kiya huma har roz invest krna prta
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Treding sa kasa kamiyabi milti ha?

    Forex Trading me achi trading se waqaye asal kamyabi meltee hai aur hamree koshash bhee achee trading ka hona chaheye. Forex Trading me kamyab hona aik behtareen fun hai. Forex trading aam business se bohut hat kar hai is me bohut zyada risk hai aur har qadam bohut ihteyat k sath uthana parta hai. Forex trading me kamyabbi hasil karna itna mushkil bhi nahi hai k hum is me kamyab hi na ho paye. Forex trading me kamyabi k leye sabar se kaam lena hoga, behtareen analysis karne ki koshash karna hoga, apne jazbaat pe control rakhna bohut zarori hai, is k elawa lalach se door rehna hoga aur Over trading se har soorat bachna hoga. Aur jitna ho sake knowledge aur experience hasil karne ki koshash karen ta ke hamen bhi kamyabi zaroor mele.
    • #3 Collapse

      Re: Treding sa kasa kamiyabi milti ha?

      Xiaomi compare Forex Pakistan ka online best business Mein kamyabi Hasil karne ke liye Khoob Mein Hi karni padti hai aur Hamen chahie acche experience ke sath tha aur news Ko Dekhkar Ham trading lagaen aur Hamen chahie ki trading karne mein Hamen jaldbazi Nahin Karni chahie Soch Samajh Ke Nahin chahie
      • #4 Collapse

        Re: Treding sa kasa kamiyabi milti ha?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Dua78 پيغام ديکھيے
        Dear frinds kiya ap bata sakta k kasa hum kamiyabi hasil kr sakta ha aur kis thra isa profit hasil kr skta Ha.kiya huma har roz invest krna prta
        Forex trading mein sab say zeada woh banda kamyab hota hai Jo hardworking kartay hai Jo banda mehnat nahe karta hard work nahe karta woh banda kabhi bhe forex trading mn kamyab nahe ho skta ...
        • #5 Collapse

          Re: Treding sa kasa kamiyabi milti ha?

          Dear pak forex member trading sa hi hum kanyab ho sakty hain agar hum achy trade jary soch smjh ka sath trade kary ga to humy kamyabi zror milty ha dear jab ap trade karty hain to apko acha profit miltaa ha apki earning increase hoty ha ap us profit ka sahi istamal kar ka aur ziada kama sakty hain dear trading ka humy bht faida ha hum kamyab bhi ho sakty hain..
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Treding sa kasa kamiyabi milti ha?

            yess dear jab ham forex mein trading karna start kar daity hein to sab say pehly demo accpount par prectice kar kay phir hi real account par kaam start karna chaye phir hamein lose kay chances kam hongay or zaida profit hoga is liye hamein trade lgaty wakat market ka analyses karna chahye ta kay hamein market ki movements ka pta ho kay market kis taraf ja rahi hai jab ham full planing or achy confidence say trade lgaty hein to kabhi nakaam nahi hoty hamein kamyaabhonay kay liye mehnat kar kay kaam karna chaye isi tarhaham kamyaab hongay.

            اب آن لائن

            Working...
            X