Don't Over trade

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Don't Over trade
    Sometimes there isn't much "tradeable action" and you will feel the urge to trade anyway. Avoid this by finding something else to to. FOREX TRADING does not require watching the markets all the time to catch opportunities. You won't be able to catch every opportunity anyway. Don't trade just for the sake of trading.:)
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    zayada trading nhe karni chye aur na hi jald zazi ki zrorat hoti hy aram sy aur soch smajh k krny wala kam hy lekn esmen over trading nhe krni chahye kun k bgair sosamjhy tukky py ki howi trading ap ko wqti tor py fyda day sakti hy but nuqsan bhuhi buhat zayda lehaza over trading sy buchna chahye
    • #3 Collapse

      g han jahan tak iss kaam ka sawaal ha to iss kaam ko pori mehnat se karen iss se hi aap ko fayda ho sakta ha iss liye aap ko cahhiye ke iss kaam ko pori mehnat se karen iss se aap ko bht fayda ho sakta ha iss liye aap ko iss baat ka khyaal rakhna ha ke iss kaam ko pori mehnat se karen
      • #4 Collapse

        g hn forex mein apko chahiye ke ap kabhi bhi over trading nahi karen aur is business mein ap apni skills ko behtar karen aur is business mein apne analysis pe bharosa karen aur proper money management ke sath is mein trading karen.
        • #5 Collapse

          gee haan bhai hmein apne trading mein over trade nhe krna he aur apne trading mein aram se kam krna he aur apne trading mein sahih trading ke opportunities ko smjhna he aur apne trading mein sahh jb hm kam krein ge to hmein apne trading se acha result milta he
           
          • #6 Collapse

            Hamain over trading ko avoid krna chaheye aur jab aap aik bar aap ka target complete ho gia to phir just enjoyment key leye extra trading nahi krni chaheye. Jab aap unnecessary trading kartey hain to aap ziada careful nahi hotey, aur yun aap ko loss honey key chances barh jatey hain.
            • #7 Collapse

              Over trading dear forex main loss ka aik bht bara cause hai jes ki wja say humean profit hny ki wja say loss ho jata hai mean kafi profit but khuch trades main loss ki wja say loss ho jta hai
              • #8 Collapse

                gee haan bhai hemin apne trading mein over trade nhe krne he hm ko apne trading mein bhtr kam krna he aur apne trading mein risky trading nhe krne he aur hm apne trading mein sahih tareqon ko follow krein ge to hmein apne trading mein acha profit mil skta he
                 
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Trading key doran over trading allow nahi hy. Over trading sey jo profit aap ney earn kia hota hy woh bhi zaya ho jata hy. Hamain utna hi profit earn krney ka sochna jitna hum ney forex ko learn kia hy. Agar aap ki learning little hy aur aap big profit earn krna chahtey hain to yeh possible nahi hota aur aap ziada profit key chakar main loss kartey jatey hain. Small profit ko accept krain gey to successful ho saktey hain.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X