Forex kay kaam sae dil bhar jana

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex kay kaam sae dil bhar jana
    Jub humain forex mein loss zayada ho raha ho aur profit kam tou aisay mein humara forex mein kaam kernay sae dil bhar jata hai aur mayousi cha jati hai lakin aisay mein khud ko control kerain aur soch ker iss mein kaam ko jari rakhain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex kay kaam sae dil bhar jana

    hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahey hamy is mai loss or profit ka samana karna parta hai jab hum mistake kar ky kam karty hai to hamy loss hota hai hamy is mai mistake sy pak kam karna chahey yai aik wase karobar ha hum is ko apna life time career be bana sakty hai hum is mai aik din mai aik account mai 24 ganty he kam kar sakty hain
    • #3 Collapse

      Re: Forex kay kaam sae dil bhar jana

      Gee haan forex mein hum ko bara Dil say kaam karay gay tu hum ko business mein kamyabi hoti hai agar hum loss hona pr Himat haar jay gay or business mein kaam karna chor da gay tu hum ko business mein nakeemi hoti hai iss Lia kamyabi ka Lia loss ko bara Dil say bardas karna chaiy
      • #4 Collapse

        Re: Forex kay kaam sae dil bhar jana

        Assalam.o.alaikum
        G yeh bhi theek kaha hy ap nay forex k kam say dill bhar jata hy woh es liye k hum mehnat say kam nh karty hain laluch or jaldbazi kar jaty hain jiss ki waja say hamain loss ho jata hay or hamara dill bhar jata hay forex k kam say lehaza hamain chahiye k hum pakistan forex forum k business main achi mehnat kar k forex ka acha knowledge or experience hasil karain ta k hum pakistan forex forum main say acha bonus hasil karain trading ka agr experience na ho to khud say koi trade na lagain apny senior ko follow karain trading k doran signal ka wait karain khud say koi trade na lagain to hum loss say bach sakty hain or pakistan forex forum main kamiyabi hasil kar sakty hain agr hamain acha profit hoga to hamara dill bhi nh bhary ga pakistan forex say bal k dilchasbi bhar jay gi kam karny ki...
        $#@#i Khan
        • #5 Collapse

          Re: Forex kay kaam sae dil bhar jana

          dear is business se dil kbhi nahi bhrta albta us ka bhr skta hai jo baar baar accoount wash kr raha ho aur sb kuch ujaar chuka ho is k bahut mehnt se kia jata hai ye aik bigg business hai aur bahut interested bhi hai aur profit bhi bahut ziyada ho skta hai lekin senior hona bhi lazmi hai tb ap is mein lakhon dollar earn kr sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex kay kaam sae dil bhar jana

            Assalamu Alaikum dear friends aaj bhai ne baat ki ke Forex trading Se Dil Bhar Jana Forex trading Se Dil Tak hi Banega Jabbar bad Mein kamiyan Hogi Ho Ram apni na Kami se sikhenge nahin balki apni Magna Kami se mayus Hoga Forex trading co Chhod Den Aise nahin karna Agar Forex trading Mein Na Kami hoti hai to uski reasons ko jaane ki kya vajah hai apne Naal isko improve Karen Apne knowledge ko improve Karen Jyada Se Jyada learn Karen international market ko Dekhen news ko sunane matlab hai jitni Jyada mehnat Karenge Apna Achcha anchor Sakenge Jab Bande Ko earning acchi Hoti Hai To fir Banda Forex trading se nahin tutata Bar Bar nuksan Ki Surat Mein Bandar Forex trading se uthta jata hai isliye Apne a views ko Achcha Karen Apne Soch ko Achcha Karen aur positive tarike se Forex trading co Karen
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Forex kay kaam sae dil bhar jana

              Aap Jaise hi ka Insan Ka Dil Use time kar Jaate Jo Mujhe profit Nahin mil raha Hote Ho kam Hua Mujhse se kar raha Kerala Se Ja raha tha uska kam hai to Insan Ko mayus Nahin Hona chahie Dilbar dastane Hona chahie use Lagane Mein Na Chale Na kam karna chahie aur Apna Kam ka analyses karna chahie Ki Main Kahan galat Kiya kam hai kam Jo kam Ek hota hai vah theek Karni chahie aur time Jab Ham Ek chij Cobra padenge to usmein mehnat Lagane ke sath kam Karenge To Kuchh Na Kuchh Hamen profit usmein Milta Rahega aur mehnat se kam Karenge Jab ham

              اب آن لائن

              Working...
              X