Aap survivor hain ya quitter.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aap survivor hain ya quitter.
    Assalam o Alaikum dear members jaisa ky aap jante ky forex aik proper finance business hy or is business mein kamyab traders ka ratio intehai kam hy jo ky sirf 10% hy jabky 90% traders iss business ko chor dety hain jo ky mentally tor py agar dekha jaay tou newcomers py negative asar dalyga. Forex mein sabse pehle mindset ke zarurat hy kyo ky mindset jitna hoga utna he input karke output hasil hoga or beshak sare traders mehnat karte lakin kia wo mehnat dilse karte ya lalach ky base py trading zone mein enter hoty. Mere hisab se jo traders apna mindset trading ky liye positively karte or sabar or himmat sy seekhty achi knowledge or experience bhi gain karte taky trading career acha ho or achi earning kar sakain. Mera sawal tamam members sy ye hy ky kia aap survivor hain is market ky ya trading ko chor dena chahte apni keemti rai dain taky newcomers py positive asar ho or forex mein kamyab traders ka ratio zyada ho.
    Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aap survivor hain ya quitter.

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Akbrohi1 پيغام ديکھيے
    Assalam o Alaikum dear members jaisa ky aap jante ky forex aik proper finance business hy or is business mein kamyab traders ka ratio intehai kam hy jo ky sirf 10% hy jabky 90% traders iss business ko chor dety hain jo ky mentally tor py agar dekha jaay tou newcomers py negative asar dalyga. Forex mein sabse pehle mindset ke zarurat hy kyo ky mindset jitna hoga utna he input karke output hasil hoga or beshak sare traders mehnat karte lakin kia wo mehnat dilse karte ya lalach ky base py trading zone mein enter hoty. Mere hisab se jo traders apna mindset trading ky liye positively karte or sabar or himmat sy seekhty achi knowledge or experience bhi gain karte taky trading career acha ho or achi earning kar sakain. Mera sawal tamam members sy ye hy ky kia aap survivor hain is market ky ya trading ko chor dena chahte apni keemti rai dain taky newcomers py positive asar ho or forex mein kamyab traders ka ratio zyada ho.
    Dear main aapki baat se agree karta hun Jab Bhi aap Forex per threading karen to aapko Hamesha han Apne mind ko bahut bada banana padta hai kabhi bhi trading karte ho confusion Ka Shikar Nahin Hona chahie aur na Hi Dil Chhota karna chahie Shuru mein aapko ismein bahut sari problem a sakti hai Magar aapko ghabrana Nahin chahie aur na Hi Dil Chhota karna chahie aur na hi Apne account ko band kar dena chahie Hamesha Hamen apni galti se Sabak sikhate Hue Aage Badhana chahie acchi investment aur acchi Seth ji ke sath aap kam Karen kam se kam Laut Lagaya Karen Hamesha Apne account balance ko Dekhte Hue kam Karenge to aapko Jyada Se Jyada sikhane ka mauka mil sakta hai kabhi bhi trading karte waqt bahut bada risk nale aur Jab Bhi aapko risk Lena ho to koshish Kiya Karen ki Apne account balance se kam per kam Kiya Karen successful trading co karyon karne ke liye Jaruri hota hai ki aap risk ke factor ko kam se kam rakhen Taki aapko Jyada Se Jyada fayda mil sake
    • #3 Collapse

      Re: Aap survivor hain ya quitter.

      forex 1 acha business hain our hum es main mahant say hum es main kam kar kay hum es main sucess ho skty hain our hum es main dewn main be kam kar skty hain our hum es main rat main be kam kar skty hain our hum es main mahnat say hum es main kam kar kay hum es main kamjabe hasl kar skty hain our hum es main live trading karty hain
      • #4 Collapse

        Re: Aap survivor hain ya quitter.

        dear forex mein waqi aisa he hai k is mein ninty percent log nakam hotay hain aur sirf 10 percent kamyab hotay hain aur kuch log to isko gambling se bhi compare krtay hain.magar dekha jaye to asal baat yeh hai k forex gambling nahi hai.haan forex ko samjhna bohat he mushkil kaam hai is wajah se log nakam ho jatay hain aur chor jatay hain.personally mn agar apni baat kron to is vvmaqt tak to mn forex forum pe suvivor he hon.aur suvivor he rahonga.
        • #5 Collapse

          Re: Aap survivor hain ya quitter.

          Forex market ke andar wife karna sabse important factor Hota Hai Jab tak aap log market Mein acche Se Kam Nahin Karenge market to underestimate karte rahenge kabhi bhi market aap Logon Ko profit Nahin Dekhi market Kendra kam karna hai profit Aasan karna hai to band Karni Hogi mehnat kiye bagair kamyabi Hasil karna Namumkin Hota Hai Jo log mehnat karte hain vah Kamyab Ho Jaate Hain aur mehnat kiye bagair ham log successful Nahin Hote fayda Hasil karna hai to aap Logon Ne market Mein kam karna hoga Varna aapko kabhi bhi kamyabi Hasil Nahin Hogi
          When You Feel Like Quitting: Remember Why You Have StartedThanks
          :)
          (AbdulWahab33)
          • #6 Collapse

            Re: Aap survivor hain ya quitter.

            Dear forex mein humain survive kerna hai aur forex.mein hum nay kamyabi hasil kerni hai hum nay iss mein quitter nahin banana kyun kay quitter tou buzdil log hotay hain jo kisi bhi kaam mein mehnat kernay sae ghabratay hain aur humain forex mein kaam kernay sae ghabrana nahin hai balkay iss mein mehnat sae kaam kerna hai aur khud ko iss mein kamyab banana hai
            • #7 Collapse

              Re: Aap survivor hain ya quitter.

              hum is kam karty hai or yai hamy kam karny par earning dyta hai hum is mai din mai be kam kar sakty hai or hum is mai rat mai be kam kar sakty hai market 24 ganty he open rahte hai hum is ko apna life time career be bana sakty hai yai aik wase karobar hai hum is mai jitna be kam karty hai yai hamy ise ky hesab sy earning dyta hai hum is mai live or sada urdu mai kam karty hai
              • #8 Collapse

                Re: Aap survivor hain ya quitter.

                Assalamu Alaikum dear Forex member bahut acchi baat ki aapane a ki aap survivor hai ya Quitter Forex per kam karte hue Hamen Bahut Si difficulties ka Samna karna padta hai jo log ine difficulties ko Samajh Kar Mukabala karte hain aur unke Sath acche tarike se a HAL karte hain vah survive kar Jaate Hain aur jo login difficulties se khabre Jaate Hain Aur mayus Ho Jaate Hain vah quit kar Jaate Hain Aur kamzor kahlate Hain isliye ab yah aap per hai ki aapane survivor banaa hai yah Quitter
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Aap survivor hain ya quitter.

                  hmain na survivor banna hai aur na hi quitter hmain agar mehnat kar ke kuch banna hai to wo hai achiever agar ham mehnat se kaam karain ge to ham kameyab hon ge agar ham ne mehnat ki aur hmain acha knowledge hua to ham kameyab ho sakte hain agar hmain knowledge nahi hai to ham kabhi bhi earning nahi kar sakte hain is liye mehnat buhat hi zarori hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X