Stop loss humein big loss se save Rakhta hai..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss humein big loss se save Rakhta hai..
    Hello members Assalamu Alaikum..
    Thodi Si baat karenge stop loss ke bare mein k stop loss ka option Ek Aisa option hai jo Hamare account ko Bigg Loss se save Rakhta hai lekin problem tab Aati Hai Jab isko istemal karne ka time aata hai Kyunki Hamen Nahin Maloom Hota ke ise kis time per istemal karna hai matlab kahan per place karna hai agar aap trade Laga rahe hain to aapko Kitna niche stop-loss ka istemal karna hai ya Ek basic information Hai Iske bare mein agar Kisi Ko acche se Maloom Hai to vah guide Karen Kyunki Agar Ham stoploss ka istemal Chalti Karte Hain To Hamari trade profit Mein jaane se pahle bhi close ho sakti hai isliye Hamen stop-loss ka istemal bahut Dekhkar karna hota hai aur apni trade aur lot size ko Dekhte Hue stop loss ka istemal karna Hota Hai lekin yah Baat Sach Hai Ki yah option Hamare liye bahut Achcha hai aur bahut beneficial hai is option ke bad Ham tension free hokar Baki dusra kam bhi kar sakte hain Agar Ham stop loss ka option Nahin use karte to Fir Hamen problem a sakti hai ki Achanak market down ho jaaye To Hamen big loss ho sakta hai jo recover karna bhi Mushkil ho sakta hai isliye stop-loss ka istemal lazmi kiya Karen..

    T H A N K S :1f600:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop loss humein big loss se save Rakhta hai..

    Stop loss hum ko big loss say mahfooz rhkta hai aap ki baat bilkul theek hai forex main aap jab stop loss ka sath trading kray gay tu aap achi trading Kar Kay acha profit hasal Kar saktay hai or aap ko Kam loss hota hai iss Mein aap jitni zayida mehnat say kaam kray gay tu aap ko kamyabi hoti hai
    • #3 Collapse

      Re: Stop loss humein big loss se save Rakhta hai..

      ji han aap ke paat par kuch theek hai hamen agar apne aap ko kamyab hona hai to hamesha apne mehnat karte rahana chahie aur apna Kam acche se karte rahana chahie to ismein hamen na kami nahin ho sakti aur vah log kamyab hote Hain Jo apna Kam acche se karte Hainaurasma apne fayda ho sakta hai to isliye hamesha apne aap Ko agar kamyab hona hai to hamen har waqt to main karte rahana chahie hamare jitne JEE main hogi hamen uthana chahie fayda hoga aur uth nahin Ham kamyab Ho sakenge aur hamen ismein na kami nahin hoti aur woh log kamyab hote Hain Jo aap apna kam achcha karte rehte hain aur mehnat ke sath karte rahte Hain to aise mein hamen apna hi fayda ho sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: Stop loss humein big loss se save Rakhta hai..

        اصل پيغام ارسال کردہ از: SyedAlishah537 پيغام ديکھيے
        Hello members Assalamu Alaikum..
        Thodi Si baat karenge stop loss ke bare mein k stop loss ka option Ek Aisa option hai jo Hamare account ko Bigg Loss se save Rakhta hai lekin problem tab Aati Hai Jab isko istemal karne ka time aata hai Kyunki Hamen Nahin Maloom Hota ke ise kis time per istemal karna hai matlab kahan per place karna hai agar aap trade Laga rahe hain to aapko Kitna niche stop-loss ka istemal karna hai ya Ek basic information Hai Iske bare mein agar Kisi Ko acche se Maloom Hai to vah guide Karen Kyunki Agar Ham stoploss ka istemal Chalti Karte Hain To Hamari trade profit Mein jaane se pahle bhi close ho sakti hai isliye Hamen stop-loss ka istemal bahut Dekhkar karna hota hai aur apni trade aur lot size ko Dekhte Hue stop loss ka istemal karna Hota Hai lekin yah Baat Sach Hai Ki yah option Hamare liye bahut Achcha hai aur bahut beneficial hai is option ke bad Ham tension free hokar Baki dusra kam bhi kar sakte hain Agar Ham stop loss ka option Nahin use karte to Fir Hamen problem a sakti hai ki Achanak market down ho jaaye To Hamen big loss ho sakta hai jo recover karna bhi Mushkil ho sakta hai isliye stop-loss ka istemal lazmi kiya Karen..

        T H A N K S :1f600:
        Walakum slam
        ji han dost apne sahi kaha hamain forex business main jab ap acha kaam karte hain to ap ko stop loss hota hai jab ap acha kaam karte hain to ap big amount save rakhne main kamyab hote hain is lye ap ko din raat mehnat karni chahye our apne tools ka use lazmi lazmi karni chahye.
        • #5 Collapse

          Re: Stop loss humein big loss se save Rakhta hai..

          yes, hmain trade ma stoploss k use ko importance daini chaiay aur isay proeprly use karna seekhna chaiay, is sa hmain apni selected limits k mutabik hi loss hota ha aur hm big loss sa bach k apnay account ko wash honay sa bacha saktay hain
          • #6 Collapse

            Re: Stop loss humein big loss se save Rakhta hai..

            yes dear aap ki baat theek hai Jab Ham is market Mein proper stop plus Lagate Hain To Ham log se bus sakte hain aur Agar Ham Jyada lalach karte hue stoploss ka use Nahin Karte Hain To Hamara account bhi Vas ho sakta hai Jis Ke bad Ham market Mein kam karne Ke Kabil Nahin rahte hain isliye koshish Rahi Karni chahie Ke Humko heart rate ke sath proper stop Plus ka use mast samajhna chahie۔
            • #7 Collapse

              Re: Stop loss humein big loss se save Rakhta hai..

              g han ap nay shi kha hai agar hum trade kurtay waqt sl lgatay hain to es say humain big loss nhi hota hai humain es main aik hud tuk aiklimit tuk loss hota hai es liyay humaain es main apnaa kam achay say kurna chaahiyay or humain trade kurtay waqt sl ko nhi bholna chahiyay humain sl lgana chahiyay or es saay he hum apnay aaccount ko safe rukh sakay gaay or es maain hum achay say apna kam bhi kur lay gaay to es traah say humain es ,main apna kam kurna chahiyay
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Stop loss humein big loss se save Rakhta hai..

                Stop loss hamen barre loss se safe rakhta he loss ko handle karne ka best solution trading me stop loss use karna he ham trading me account safety ko bhi samne rakhte hue is me trading Karen to ham is me me achi earning Kar sakte hen achi earning ko sure karna he to stop loss and take profit ka use zarur kijie kiun k market ka Koi bharosa nahi hota he ye kisi bhi waqt hamen chakar de jati he is lie agar ham ne stop loss use kia ho to ham ziada nuqsan se Bach jaate hen aur ham is me aagey bhi trading Kar sakte hen opportunities milne par hamara previous loss cover ho sakta he agar ham is me mentally strong hon aur loss se ghabrayen na to ham ise control bhi jar jate hen aur loss ko recover bhi Kar lete hen

                اب آن لائن

                Working...
                X