jaldbazi mian kiya jane wala koi bhe kam acha nhe hota hae
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: jaldbazi mian kiya jane wala koi bhe kam acha nhe hota hae

    sab logon ko is main ese he kam karna ho ga is main wo tab he to kamayb ho jate hain or kuch machoda ke a bhe jate hain to hamne ahe kam ko karna he cahiye take hum kamayb bhe ho saken is amin
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: jaldbazi mian kiya jane wala koi bhe kam acha nhe hota hae

      Aapki baat theek hai ki jaldbaji mein kiya jaane wala koi bhi kam achcha nahin hota Bal ke nuksan ke chances jyada hote hain lekin Forex trading mein yah baat bhi yad rakhni chahie ke kabhi kabhi forex market itni fast Ho jaati hai ki hamen bahut Koi li action karna hota hai iska matlab yah nahin hai ki Ham kam jaldbazi mein Karen Bal ke apne sochne aur decision karne ki speed ko bhi increase Karen Taki Ham koyali act kar sake aur market se perfect catch kar sake jald bazi ka matlab yah hai ki aapane Socha samjha nahin aur koi trade laga Diya close kar di lekin jab Ham Koi li market ko observe karke Koi kam karte Hain to usmein kamyabi ke chances bhi jarur hote Hain isliye are trader ko apne capital ke hisab se risk Lena chahie
      • #33 Collapse

        Re: jaldbazi mian kiya jane wala koi bhe kam acha nhe hota hae

        G han jldi ka kam shetan ka thk esi trh agr hm jldbazi me trade krty hn to nqsan othaty hn forex me kam krene kalye hmein sbr se kam lena chahiye es se hmein knowledge or experience me ezafa hoga or achi posting Pakistan forex forum ko pesh kr skein gy or profit h hasil hoga jldbazi se hm kbi b success full nhi hon skty
        • #34 Collapse

          Re: jaldbazi mian kiya jane wala koi bhe kam acha nhe hota hae

          G Sahi Kaha aapane jaldbazi Nahin Karni chahie jaldbazi Mein Jo Bhi kam Kiya Jata Hai vah Sahi Nahin Hota isliye Hamen is bare mein sochana chahie ki Ham jaldi kyon karte hain Agar Ham Itni mahine ke sath bonus collect Karte Hain To fir Ham use itni jaldi waste kyon kar dete Hain Agar Ham Apna bonus waste karna chahte hain to Fir Ham mehnat kyon karte hain Agar Ham Chahte Hain Ki Apne bonus ko acche se utilise karen to Fir Hamen chahie Ki jaldbazi Kisi bhi kam Mein Na Karen jab tak market Samajh Mein Na Aaye Jab Tak aap acche se graph Ko samajhna Le aap market ki movement ko dekh na le aapko andaza Na Ho tab tak risk na liya Jaaye Agar kamyabi chahie aur accha profit chahie aur is business mein future bright chahie To Har chij ko Soch Samajh Kar istemal karna hoga Apne mind ko istemal Mein Lekar Aaye aur apne knowledge ko istemal Mein Lekar hai agar aapko Kis chij Mein masla a raha ho to aap is platform se apne senior se guide Le sakte hain vah aapko is bare mein acche se Samjha Denge
          • #35 Collapse

            Re: jaldbazi mian kiya jane wala koi bhe kam acha nhe hota hae

            Han g bilkul theak kaha hai apny hum jaldbazi main jitna bhe kam karty hain wo kabhi bhe kamiyab nahi hota hai hamen jaldbazi k sath kabhi bhe kam nahi karna cheye hamesha he hamen bhot mehnat or bhot achi learning k sath he kam karna hoga tabhi hum kamiyabi hasil kar sakty hain or bhot achi earnings bhe gain kar sakty hain ..hamen hamesha he sukun k sath kam karna hoga or jaldbazi k kam sa hamen hamesha he dur rehna hoga tabhi hum kamiyab ho sakty hain or achi earnings bhe gain kar sakty hain..
            • #36 Collapse

              Re: jaldbazi mian kiya jane wala koi bhe kam acha nhe hota hae

              Jaldi kaaam shaitan ka ye muhawara ek dm theak hai .. Waqyi jaldi mai kiya kaam shaitan ka hta hai aur jaldbazi se gurez krem aur sabr se kaam len aur chlti trades se kaam chalyem aur phir trade se pehly aap ko achy mind fresh kr k aur cool mind se trade kren aur trade se pehly acha sa analysis kren aur phir trade lgayem ... Jaldi nakami kee waja hai
              • #37 Collapse

                Re: jaldbazi mian kiya jane wala koi bhe kam acha nhe hota hae

                g han jab aap ksaam ko jald bazi mn karty han to ye itbna acha ni hota jitna sakoon k saath kia jy ya to jald bazii nm kaam hota hi ni hy issi liy aap ko chy k jo bo kaam karin iss ko mahnatr sy kaerin t k baad nm mayuoosi na ho
                • #38 Collapse

                  Re: jaldbazi mian kiya jane wala koi bhe kam acha nhe hota hae

                  g ham jaldbazi me kiya jany wala koii kaam me faida ni hotta us ki wja ahy k hma jaldii me koii kam krty hain to hmary posts ki quality seh ni hhotti jiss sy hmain likes ni milty orr jb hmaibn likes ni milty to hmara bonus kum hotta hy orr hmain nuksaan hotta hy
                  • #39 Collapse

                    Re: jaldbazi mian kiya jane wala koi bhe kam acha nhe hota hae

                    ji han jaldbazi mein kiye jaane wala kam kabhi bhi Kamyab nahin hota hai isiliye hamen is main jaldbazi bilkul bhi nahin karni chahie hamen as 100% mehnat karne chahie Taki Ham ismein acchi kamyabi Hasil kar sake agar Ham jaldbazi mein kam karenge to kabhi Kamyab nahin Ho sakenge agar Ham sabar ke sath kam karenge to Ham ismein hundred percent achcha result Hasil kar sakenge isiliye hamen iS main kamyabi Hasil karne ke liye mehnat per focus karna hog
                    • #40 Collapse

                      Re: jaldbazi mian kiya jane wala koi bhe kam acha nhe hota hae

                      Dear friends I agree with you jaldbazi mein kiya jane wala koi bhi kam achcha nahin hota agar Ham jaldbazi mein aakar buying and selling karte Hain to Ham kabhi bhi acchi aur profitable buying and selling nahin kar sakte aur na hello acha earnings hasil kar sakte hain to agar Ham Forex se acchi hai sar karna chahte hain to hamen loosen up idea ke sath Forex mein kam karna hoga Sabar aur himmat ke sath kam karna hoga kabhi bhi jaldbaji nahin Karni hogi agar Ham jaldbaji karte Hain to Ham kabhi bhi acchi aur profitable buying and selling nahin kar sakte aur na hello achcha income hasil karke acchi incomes kar sakte hain jld bazi sy insan nakam hota hy ur hamra kam bhe acha nhe hota hy.
                      • #41 Collapse

                        Re: jaldbazi mian kiya jane wala koi bhe kam acha nhe hota hae

                        yes exectly jab hum koi kam jald bazi main karty han to na to hamara dihan us kam par hota hai na hi hamari concentration is liy na hamin acha bonuce milta hai is liy hamin koi bhi kam ya posts wagara karni to to aram say tahamul kay sath soch samajh jar karna chai taky acha bonuce mil saky or jaldbazi kay kam hamesha kharab ho jatay han or jald bazi kay kam hamesha shitan kay hoty han is liy hamain sabar ka daman hath say nahi chorna chai
                        • #42 Collapse

                          Re: jaldbazi mian kiya jane wala koi bhe kam acha nhe hota hae

                          Assalam o alaikum forex ki duniya k dostun,,,,,, umeed karti hoon k ap sab khairiyat say hoon gay,,,, ji haan ap such keh rahe hain Forex me trading ka sab say pehla aur ehaam asool yehi hai kay kabhi bhi jaldbazzi nahi karni chaye balke thande deemak say faislay lena chaye kyun kay bazukaat jaldbaazi kay faisalay say apko muh ki khani parti hai,,, mashoor kool hai jaldi ka kaam shetaan ka kaam,,,,,lehaza ap ko hamesha cool mind ho k faisalay karne chaye is trah ap ziada say ziada bonus kaama sakain gay aur kam waqt main kamiyaabi haasil kar payen gay,,,,, shukariya
                           
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #43 Collapse

                            Re: jaldbazi mian kiya jane wala koi bhe kam acha nhe hota hae

                            Assalam o alaikum dear forex friends ,,,,,, umeed karti hoon k ap sab khairiyat say hoon gay,,,, ji haan ye such hai kah mehnat agar ap Forex ki duniya main kamiyaabi haasil karna chahtay hain toh sabar ka daman hath say jane na dain aur tahamul meezaj qaim rakhain,,,, kyun kay kabhi kabhi hamre jaldbazzi main liye gay faisalay hamare liye nuqsaanda saabit hote hain aur akhir main sawaye afsoos kay kuch hath nahi ata,,,, Allah ka b irshaad hai “ k beshak Allah sabaar karnay walon kay sath hai” isi lye agar kamiyaabi toh sabaar k sath kam layen aur khud par aur apne rab par bharoosa rakhain yakeen manaye kamiyaabi ap hi ki ho gi,,,,,,
                             

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X